Results 1 to 8 of 8

Thread: web page{khan}

  1. #1
    hakhan is offline Senior Member+
    Last Online
    5th December 2017 @ 04:30 PM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Age
    36
    Posts
    478
    Threads
    108
    Credits
    986
    Thanked
    5

    Default web page{khan}

    asalamo alekum expert bhaio umeed ha app sub khariyat sa hongy
    ma expert bhaio sa janna chata hu ka hw can i make my own web site plz briefly bataey q i dont knw how to make? hw to designe etc...?
    i will be very thankful allah app sub ko khush raky including me ,AMEEN

  2. #2
    Shahroz Awan is offline Member
    Last Online
    27th October 2009 @ 09:44 AM
    Join Date
    06 Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    29
    Posts
    3,354
    Threads
    93
    Thanked
    5

    Default

    Bhai Web Bananay Ke Liey
    Domain
    Web Hosting Chaiey Hoti Hai Aur Website Ko Design Karne Ke Liey Dreamweaver Best Hai

  3. #3
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    Quote hakhan said: View Post
    asalamo alekum expert bhaio umeed ha app sub khariyat sa hongy
    ma expert bhaio sa janna chata hu ka hw can i make my own web site plz briefly bataey q i dont knw how to make? hw to designe etc...?
    i will be very thankful allah app sub ko khush raky including me ,AMEEN
    Yar ALLAH capital words main likha karo,

    Yehi question aik aur user ne bhi post kiya tha, Wahan bhi main yehi reply kiya tha aur ab ap ko dobara samja deta hun detail main.

    WebSite ka basically aik LINK hota hai, jo ke 24 HRS available hoti hai ksi server per. Jab ap us link ko browser main open krtay ho to wo Explore ho gati hai. Main ne oper kaha ke website ksi server per available hoti hai, to basically wo server us website ko host kr raha hota hai. This is called Hosting jab ap us website ka link open krtay ho to request server per gati hai aur wahan se page load hota hai ap ke PC per browser ke through.

    Ab yeh hosting free bhi ho sakti hai aur ap purchased bhi krtay ho. Jab hum free hosting ki bat kartay hain to humein hamari website ka link milta hai to us main kaheen na kaheen Server ka name zrur ata hai, aur Free hosting main Advertisement hotein hain. Isi leye companies apni domain purchase kartein hain (.com , .net , .org) aur yeh companies jin server se domains purchase karteinn hain wohi un ko hosting bhi detay hain aur us ke charges bhi letay hain.

    Ap ne simple kia karna hai, ap HTML Main website banaein aur us ko free hosting walay server per host karwain. main neechay kuch websites de raha hun jo free hosting provide kartay hain

    www (dot) geocities (dot) com
    www (dot) brinkster (dot) com
    www (dot) 110mb.com (dot) com

    Web Designing ke leye HTML Editors use keye gatay hain, yeh basically aese softwares hain jis main sab kuch build in hota hai ap drag & drop kr ke graphically text likhtay ho aur apni website banatay ho wo kud hi un ka HTML code likhtay hain! phir hum un softwares se website Publish karwa kar Free Hosting ya Purchased hosting ke through host krtayhain. Below are some HTML editors

    Microsoft Front Page
    Dreamweaver
    Cofee Cup Html Editor

  4. #4
    hakhan is offline Senior Member+
    Last Online
    5th December 2017 @ 04:30 PM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Age
    36
    Posts
    478
    Threads
    108
    Credits
    986
    Thanked
    5

    Default

    first of all thanks for corection ,muhtaram bhae app na boht he achy tareqy sa samjany ke koshish ke ha par dear brother mind na kejeye ga ma even na to domain ko janta hu ar nahe html ar mjy ye b nahe ata k kis tara is ke editing hote ha app pllzzz mjy from the basic sa samjaey
    ALLAH hum sub ko emaan e kamil ata farmaey.AMEEN

  5. #5
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    ok... no problem... isi main mind karnay ki bat hi kiya hai. Meray pyarey bahi, ap aik bar kiya 1000 bar poocho

    yahoo.com, hotmail.com, gmail.com < yeh sari domains hain.. ab dekh rahay ho na.... isi tarhan geocities.com, 110mb.com yeh wo domains hai jo ke Free hosting provide krtein hain ap ki website ke leye. matlab in domains per apni website upload krnay ke baad ap ko aik LINK milay ga, wo link jahan kaheen bhi browser ke through open ho ga to ap ki website open ho jaye gi.

    dekeye.. COMPUTER per Internet per jo bhi cheez chalti hai wo ksi na ksi Language main likhi hoti hai.. Softwares bhi ksi na ksi Language main written hotay hain.. website bhi kuch langauges main write ki ja saktein hain. HTML bhi aik website bananey ki language hai..

    Yeh aik bohat hi basic Language hai jo ke ani chahiye... Matlab agr ap website banana chahtay ho to ap KO HTML Ani chahiye.... Mgr bohat se loog aese hain jin ko HTML Nahe ati aur wo website bana letay hain... wo yeh kam kuch softwares ke through kartein hain jin ko HTML Editor kaha gata hai.

    Ap ne kabhi MS Word use kia hai??? ap TEXT likhtay hain, font size slect kartein hain, Picture daltey hain!!! simple... Yeh HTML Editor bhi isi tarhan hotain hain ap MS WORD ki tarhan ap ne jesa website ka page banana hai ap banao, Yeh softwares kud HTML Code write kr de ga. Matlab man ne TEXT likha, font size select kiya, color select kiya aur aik bara sa paragraph likha yeh HTML Editor kud hi is ka HTML Code likh de ga. Ap ko HTML learn ki zaruruat hi nahe...

    Phir ap us HTML Editor se Save AS jab kartay ho to wo kud hi HTML Page bana deta hai aur ap us ko upload kr detay ho free hosting per..

    THIS IS HOW THE WHOLE PROCESS GOES! Yeh sab kuch main ne bohat asan samjaya hai, complex cheezaon ko nikal kar. agr ab bhi koe confusion hui to zauru ask kejeye ga!

    Remember me in ur prays!
    Keep Smiling.

  6. #6
    hakhan is offline Senior Member+
    Last Online
    5th December 2017 @ 04:30 PM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Age
    36
    Posts
    478
    Threads
    108
    Credits
    986
    Thanked
    5

    Default

    app kka jitna b shukriya ada ke jaey kam ha any way app ka boht boht shukriya and ALLAh app ko boht khushiya dy AMEEN'
    brother i want to prictis it,so app plz ye bataeye k is sary process ma sub sa pehly ma kis cheez ke prictis karu? and hw can i get software or anything else for parictis??

  7. #7
    sahil00150 is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd January 2020 @ 05:37 PM
    Join Date
    15 Apr 2007
    Age
    35
    Posts
    72
    Threads
    16
    Credits
    77
    Thanked
    3

    Default

    shukeriya janab is masla me mera bhi masla ha ll hoi gya

  8. #8
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Punjab
    Posts
    639
    Threads
    28
    Credits
    810
    Thanked: 1

    Default

    Easiest way to make a Site Go to Yola and Create a Free Site with Free Sub-Domain + Hosting and best looking sites...

    Yola

Similar Threads

  1. Replies: 18
    Last Post: 21st September 2014, 02:26 AM
  2. need pdf reader with page image extracter or crop page option
    By gulraiz_ in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 0
    Last Post: 6th June 2014, 05:36 PM
  3. Jump to Reqired Page in Forum Section (Matloba Page tuk Rasaie)
    By Real_Light in forum New Members Training Center
    Replies: 64
    Last Post: 20th June 2013, 02:15 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •