salam sab ko main is website main nayan hoon aur mainain startmenu ki jagah apni picture aur naam wala thread para jo afridi bhai nay likha hay mainain name to agaya hay magar picture nahin a rahi to ap mujhay saheh tareqa batain us ko kaisay save karian aur kaun say nam say save karain registry edit main say kiya tabdeel karain picture kis main format ho i think bmp main ho us ka size=25=20 ho mainain yeh bhi kiya magar nahin a rahi please mujhay saheh tareqa batain ap ki bari mahbani hogi