umed ha ap sab tik tak hoan ga.ALLAH ap ko buhat si kuhsain ata kara.main apna tamam bahin sa request karta hoan rahat fatah ali khan ka bycot karin becuse is na apna song jis ka title ha
title:aj din charya
movie:love ajkal
is main is na kuch yoan kaha ha ap be dakh lain .
Manga Jo Mera Hai
Jata Kya Tera Hai
Mene Kaun Si
Tujhse Jannat Manga Li
Kaisa Khuda Hai Tu
Bas Naam Ka Hai Tu
Rabba Jo Teri Itni Si Bhi Na Chali
agar kisi ko mari baat pa yaqeen nahi to wo khud layrics dakh sakta ha main na full detail da de.
batana mara farz tha.becuse kal qayamat ka din ALLAH muj sa puchain to main ans da sakun ka main na apna farz pura kia.
Bookmarks