Quote Fahad_997 said: View Post
Mountpoint se aap ki tamam drives mount hoti hain (yani k run hoti hain)
drives main jo autorun k viruses aate hain wo mountpoint registry main save hote hain..(agar aap ki drive main Autorun ka virus ho to aap Mountpoint ka folder open kr k wo Virus dekh sakte hain...)
is folder ko Delete krne ki wajah se aap ki drive k open hone ka tariqa reset ho jata hai,,,
agar OPENWITH KA ERROR zaida tang kr raha ho to New window krne k forn baad aap yeh mountpoint2 ka folder Del kr dain aur drive main mojud Autorun ki file Delete kr dain to yeh Error Khatam ho jata hai,,,
thanks Fahad