Friend mera ek apna forum hai main iss main jab google ka ads lagata hoon iss main ek masala hota hai jab lagata hoon tou tou ek side per hota hai main chata hoon wo center main ho jab main google ads k start main <center> aur and main b <center> type karta hoon tou google ka ads tou center main aa jata hai lakin jo down side main jo kuch b hota hai wo b center main aa jata hai

plz help me


aur main apney forum ko google main lana chta hoon sumbit kiya lain main iss jo webmaster say verifi kiss tarha karhoon ga plz help karin