Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 15

Thread: 120 GB HD ka Data Recover kerna hai

  1. #1
    FaisalMuqaddam is offline Junior Member
    Last Online
    17th September 2015 @ 09:39 PM
    Join Date
    23 Apr 2009
    Age
    34
    Posts
    29
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default 120 GB HD ka Data Recover kerna hai

    Assalam-o-Alaikum
    Mere pas 120GB hi Hard Disk hai. Mere computer mai kuch promblem create ho gai thi jiski waja se maine apne computer mai kam kerwa ker i mean sahi kerwa ker jab windows kerni chahi to wo Setup chala ker C:/ Format kerke aage procedure nahi chal raha tha to yehi kam maine dobara kiya top ab us mai koi bhi Partotion nahi dikh raha...Mai ek Computer wale ke pas gaya to usne kaha hai ke Data Recover ho jayega but 1000 lagenge koi aap mai se is ka hal batade ke ye kam mai khud hi kerlon Plz coz I have no money any more Plz I really need this urgent

  2. #2
    Join Date
    01 Feb 2009
    Location
    Thandi Hawaaon
    Gender
    Male
    Posts
    1,790
    Threads
    199
    Credits
    991
    Thanked
    332

    Default

    Walekum Salam

    Yaar Jo Data Recover Kar Ke Dain Ge Wo 100% Sure Nahin Hai Ke Data

    Full Recover Ho

    Kuch Softwares Hain Jo Data Recover Main Help Karte Hain

    But CHance 60%

    Dekho Shayad Koyi Bata De

    INSHALLAH Ho Jaaye Ga Tension Nahin Lo

  3. #3
    FaisalMuqaddam is offline Junior Member
    Last Online
    17th September 2015 @ 09:39 PM
    Join Date
    23 Apr 2009
    Age
    34
    Posts
    29
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Kya keh rahe ho bhaijan

    Quote Silent Tears Sajid said: View Post
    Walekum Salam

    Yaar Jo Data Recover Kar Ke Dain Ge Wo 100% Sure Nahin Hai Ke Data

    Full Recover Ho

    Kuch Softwares Hain Jo Data Recover Main Help Karte Hain

    But CHance 60%

    Dekho Shayad Koyi Bata De

    INSHALLAH Ho Jaaye Ga Tension Nahin Lo
    Yar aisi batein mat kero mera us mai bahut hi keemti data hai data Designing ka hai aap to jante ho ke ek Graphic Designer ka data kitna important hota hai kuch pata lage to batana zaroor ye pura recover hoto jayega na ???

  4. #4
    Fahad_997's Avatar
    Fahad_997 is offline Senior Member+
    Last Online
    4th December 2009 @ 04:48 PM
    Join Date
    15 Feb 2009
    Location
    Heart of Pak,,L
    Age
    36
    Posts
    2,758
    Threads
    79
    Credits
    822
    Thanked
    31

    Default

    ------------------------------------------------------------------------

    ------------------------------------------------------------------------

  5. #5
    FaisalMuqaddam is offline Junior Member
    Last Online
    17th September 2015 @ 09:39 PM
    Join Date
    23 Apr 2009
    Age
    34
    Posts
    29
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Is 3 mai se konsa zyada acha rahega

    Quote Fahad_997 said: View Post
    ------------------------------------------------------------------------

    ------------------------------------------------------------------------
    In 3 mai se konsa Software zyada sahi rahega ke 120 GB HD mai se sara Data Recover kerle

  6. #6
    Join Date
    07 Jul 2009
    Location
    ملتان
    Gender
    Male
    Posts
    832
    Threads
    118
    Credits
    971
    Thanked
    13

    Default

    jnab Recuva 1.28.424 best ha data recovery k liye
    best regards
    Shah

  7. #7
    saqib2pk's Avatar
    saqib2pk is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2012 @ 02:35 PM
    Join Date
    14 Apr 2009
    Location
    KUWAIT
    Posts
    3,966
    Threads
    43
    Credits
    994
    Thanked
    5

    Default

    http://www.4shared.com/file/12303457..._Recovery.html
    ya lay two software with key
    umeed ha pasend aya ga
    CITY OF ANGELS AND ME

  8. #8
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    Quote FaisalMuqaddam said: View Post
    Assalam-o-Alaikum
    Mere pas 120GB hi Hard Disk hai. Mere computer mai kuch promblem create ho gai thi jiski waja se maine apne computer mai kam kerwa ker i mean sahi kerwa ker jab windows kerni chahi to wo Setup chala ker C:/ Format kerke aage procedure nahi chal raha tha to yehi kam maine dobara kiya top ab us mai koi bhi Partotion nahi dikh raha...Mai ek Computer wale ke pas gaya to usne kaha hai ke Data Recover ho jayega but 1000 lagenge koi aap mai se is ka hal batade ke ye kam mai khud hi kerlon Plz coz I have no money any more Plz I really need this urgent
    Aww really sad..... Isi tarhan ka problem meray pass bhi aaya tha meri sari partitions combined ho kr aik partition ban gae thi aur sara data lost ho geya tha. Brother main ap ko aik advise dun ga ke ap kud recover krnay ki try karo.. ap us hard disk main koe aur data copy mat krna..

    100 % recovery kesay hoti hai main ap ko guide krta hun.. Basically jab hum HardDisk se koe file delete krtay hain to wo actually main delete nahe ho gati hai hard disk per rehti hai, operating system kiya karta hai ke us hard disk ke un "Sectors" (jaga) ko free kr deti hai mtlab ab un Sectors per koe aur data bhi aa sakta hai. Operating system ke leye wo sector free ho gata hai mgr actually main wahan deleted file hoti hai. Agr next time user copy karay to basically yeh operating system decide krta hai ke us ne files ko kis sector main copy krna hai, agr usi sector main copy kr de jis sector main ap ki deleted file hoti hai to recovery possible nahe chahey ap dunya ka jaun sa marzi Recovery Software use kr lo. Agr wo deleted file recover ho bhi jaye to corrupt ho gi.... Isi leye kehtain hain ke jab ap Recovery software install karo to us "Drive" main install mat karo jahan se data delete hua hai aur jis ko recover krna hai,

    Ap ko kiya krna hai ksi aur ke computer main apni wali hard disk lagaein, aur usi computer ki hard disk main recovery software install krain apni hard disk ki ksi drive main mat kejeye ga. aur apni hard disk ko full scan karain jesa ap ne kaha ke 120 GB ki hard disk hai.. it means ke yeh takreeban scanning main 2 hour le gy. Us ke baad deleted files/folders ap ke samnay aa jaye gay ap un ko recover kr lain. INSHALLAH recover ho jaye gay bus yeh dehan rakheye ga us hrd disk main kuch copy mat kejeye ga because is wqt operating system ke leye us hard disk ke tamam sectors free hain mgr un sab sector main ap ki deleted files hain agr operating system ne usi sector main copy kr di jahan ap ki koe deleted file pari hai to wo corrupt ho jaye gi.

    Ab aaata hai recovery software use krnay ka masla..!! Bohat sarey recovery software available hain... bohat se yahan experts ne share keye... meray kiyaaal main ap "Easy Recovery Professional" use kr lo. Agr ap is software ke recovery se satisfied nahe to koe aur install kr ke recover krnay ki try karo....
    MS TELECOMMUNICATION SYSTEMS
    BSCS HONORS
    CCNA & MCP CERTIFIED

  9. #9
    FaisalMuqaddam is offline Junior Member
    Last Online
    17th September 2015 @ 09:39 PM
    Join Date
    23 Apr 2009
    Age
    34
    Posts
    29
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default One more Question bro

    Quote AtifRaza said: View Post

    Yar bhaijan ek bat aur poochni thi aap se ke 120 Hd mai to koi partition hi show nahi kerwa raha hai to mai 120 ka data kis mai recover hoga 120 mai hi ya mere pas is waqt mere computer mai 40 GB Hard drive lagi hui hai to aap ye bata den bas ke uska data kahan recover hoga ?????????

  10. #10
    Fahad_997's Avatar
    Fahad_997 is offline Senior Member+
    Last Online
    4th December 2009 @ 04:48 PM
    Join Date
    15 Feb 2009
    Location
    Heart of Pak,,L
    Age
    36
    Posts
    2,758
    Threads
    79
    Credits
    822
    Thanked
    31

    Default

    Quote FaisalMuqaddam said: View Post
    In 3 mai se konsa Software zyada sahi rahega ke 120 GB HD mai se sara Data Recover kerle
    Easy recovery (use Raw Recovery option)

  11. #11
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    Quote FaisalMuqaddam said: View Post
    Yar bhaijan ek bat aur poochni thi aap se ke 120 Hd mai to koi partition hi show nahi kerwa raha hai to mai 120 ka data kis mai recover hoga 120 mai hi ya mere pas is waqt mere computer mai 40 GB Hard drive lagi hui hai to aap ye bata den bas ke uska data kahan recover hoga ?????????
    Good Question.. Ap ke 120 GB ka data kis hard disk main recover ho ga.???.. agr ap 120 ke ander hi recover kr ke save krain gain to kuch data lost bhi ho sakta hai. Ap ne kiya karna hai ke 40 GB wali hard disk main recovery ka software install krna hai aur se 120 GB waly hard disk scan karwani hai. Scan karwaney ke baad ap ke pass sari files ki list aa jaye gi jo delete hui ho gein 120 GB hard disk se yeh basically scan report hoti hai. ap is SCAN report ko save kr do apni 40 GB wali hard disk main. File menu per click kr ke "Save" per click kr dena. Main ne "Save" ap se report isi leye krrwae kiyu 120 GB ka data 40 GB main to nahe aa sakta na, aur agr kabhi light chali jaye ya windows band ho jaye to kiya ap phir 120 GB hard disk ko scan karo gay, ap simple software open kr ke "Scan Report" open kr lo gay aur recover krna shoro kr do gay. ap ko bari bari 40 GB wali hard disk main data recover krna hai aur phir jab 40 GB wali hard disk full ho jaye to us ko kaheen aur transfer kr dena hai, takay 40 GB walay hard disk main aur data recover ho sakay, yad rakhain ke 120 GB wali hard disk main kuch copy nahe krna jab tk full data recover na ho jaye.

    Ap ki 120 GB wali hard disk main koe Partition/Drive bhi show nahe ho rahi??????

  12. #12
    Join Date
    02 Mar 2009
    Location
    In Ask An Expert
    Age
    34
    Posts
    7,257
    Threads
    122
    Credits
    945
    Thanked
    297

    Default

    YES Fahad Is Right you will use easy recovery than your problem solve
    آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. hd file recover and data recover
    By mubasum in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 12th November 2018, 01:52 PM
  2. MiniTool Power Data Recovery Free Edition: Recover Lost Data...
    By *KHAN*JEE* in forum Software Reviews
    Replies: 63
    Last Post: 30th December 2013, 12:34 PM
  3. mobile se data khatam kerna
    By ztanveer in forum General Mobile Discussion
    Replies: 6
    Last Post: 15th June 2012, 08:06 AM
  4. Data Travell usb se DAta Recover karna.. plz plz
    By asifikhlas in forum Ask an Expert
    Replies: 16
    Last Post: 20th February 2010, 12:54 PM
  5. hotmail email recover kerna
    By SHOAIBMUGHAL in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 24th January 2009, 05:59 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •