Dear Muslim brothers & sisters!
Ap sb se iltimas hai k ramzan k mutaliq jo khasosi amal apko malom hon wo yahan post karain. Plz koshish krain k malomat mustnad hon ap pgar mumkin ho to hawala b dain
Dear Muslim brothers & sisters!
Ap sb se iltimas hai k ramzan k mutaliq jo khasosi amal apko malom hon wo yahan post karain. Plz koshish krain k malomat mustnad hon ap pgar mumkin ho to hawala b dain
Ramzan mai nmaz e maghrib k bad 6 rakat awabeen nfal zror parain. S se 12 sal k gunah maf hoty hain.
Tariqa. 2, 2 rakat ki niyat kar k sbh ya isha waghaira k 2 sunton ki tarah parain. Niat ma 2 rakat awabin khin.
thanx 4 kind info
Pasnd krny ka shukrya
Ramzan ma sehry k waqt tahjad parain. Awr Allah se ro ro kar mafi mangain. S sistr ko duon ma yad rakna
thank for info
Ramzan mai Quran e karim ki tilawat bht ziada krain. Daily kam az kam 1 para zroor parain. Q k ramzan mai kam az kam 1 khatam karna Quran ka haq hai.
Aik Hadeeth Shreef ka Mafoom hay kay , Ramzan kay Month main Ziyada say ziyada 1st Kamla aur Astakfar ka zikar karna chahiyeh.
Bookmarks