Page 17 of 50 FirstFirst ... 71415161718192027 ... LastLast
Results 193 to 204 of 594

Thread: Dajjal Kon Ho Ga ? Dajjal Ka Fitna Kesa Ho Ga ? By Faseeh Ud Din (PART-2) Must See

  1. #193
    Mohsinkhan is offline Junior Member
    Last Online
    24th November 2011 @ 02:23 AM
    Join Date
    22 Jan 2009
    Posts
    14
    Threads
    2
    Credits
    950
    Thanked
    0

    Default

    Bht Zabardast Bhai Jaaan !

  2. #194
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    .
    Last edited by oioioioioi; 3rd September 2009 at 02:56 PM.

  3. #195
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default Hi,oioioioioi

    Quote oioioioioi said: View Post
    sir aap ya to quran ka matlab parh rahay hain .. ya sirf uper se .. agar kabhi kisi ayat ko parh rahay ho to aap kisi achi tafseer ki kitaab se istefada zaroor hasil kya karain .... keh jo ayat hai . yeh kis moqay per nazil hui hai .. kis jagah nazil hui hai .. aur iss ka kya matlab hai ...

    bayshak .. qayamat aakr rahay gi .. aur qayamat aaye to mere pyaaray nabi .. aaqa madni .. SAW neh uss ki nishaaniyaan batai hain .. aur nishaani k tor per hi Dajjal ka zikr kya hai ....

    aap baat ki ROOH ko samjhain .. .Qayamat aye gi to Qayamat ki nishaani batai hain Dajjal ka aana ..

    Doosra jo aap ney Zikr kya hai Quran ki ayat ka to aap ney fermaya keh Quran main hai keh Nishani aachuki hai ... to mere bhai ... bayshak nishaani achuki hai .. aur wo nishaani khud Besat mohammadi hai .. (SAW) ....

    matlab huzoor SAW ka iss duniya main tashreef lana hi Qayamat ki sab se bari nishaani hai jis ka zikr hamain hadees main milta hai ..

    aik jagah huzoor SAW neh fermaya hai ... main akhiri nabi hon aur tum akhiri ummat ho ...

    aik aur jagah qayamat ka zikr kerte huye huzoor SAW ney apni dono ugliyoon ko mila ker kaha " keh main aur qayamat itna hi kareeeb hain jitna yeh dono ungliyaan kareeb hain " ...

    yaqeenan huzoor ka ana sab se bari nishaani hai qtafseer ki .. lekin huzoor SAW neh iss k baad aur bohat se nishaaniyaan batai hain .. taa keh Iman walay uss ko pehchaantay huye Allah ki ibadat main mashghol rahain ...

    jis main 3 bari nishaaniyaan hain ..

    1) Hazrat Mehdi Rehmatullah Alaeh ka ana
    2) Dajjal ka iss duniya main ana
    3) Hazrat Essa A.S ka iss duniya main akar .. Dajjal ko Qatal kerna ..

    Agar aap ko Dajjal k anay per yaqeen nahi hai to kya Hazrat Essa A.S k iss duniya main dobara anay per yaqeen hai ?????

    aur last .. Qayamat ka Ilm sirf Allah k pass hai to Bayshak .. Allah hi ko iss ka ilm hai lekin ... Ussi Allah neh Huzoor SAW ki khas nisbat se hum logo main apni Nabi k Zeriye Qayamat ki nishaaniyaan ( jo keh bohat sari hain ) unko bataya hai .. taa keh ummat unko pehchaan ker seedhay rastay per chalay ..

    aab agar koi un nishaaniyoon ka hi inkari ho to koi kya kar sakta hai ???

    aap aik hades ko to maan rahay hain ... aur jo aik aur hadees .. jo keh Bukhari Shareef hi Sahih Riwayat hai ( jaan lain keh bukhari shareef ki sahi riwayat per tamam musalman mutaffiq hain keh wo ghalat nahi ho sakti hai )

    Hazrat umer riwayat kertay hain keh huzoor SAW masjid nabwi main mojood thay keh aik shaks safaid joray main masjid main dakhil hua ( hazrat umer R.A ka kehna tha keh hum main se koi shaks unko nahi pehchanta tha .) aur phir un shaks nay huzoor SAW k ghutnoon se ghutnoon milaye aur athiyat ki tarah beth ker .. aap SAW se qayamat ki nishaani poochi .. jis per huzoor SAW neh kam o besh 15 nishaaniyaan batai .. aur bataya .. keh yeh sab ho jaye to samjho keh qayamat kareeb hai ... ( hadees kaafi lambi hai .. to main uss ko short ker keh khulasa bata raha hoon ) .... janay k baad huzoor SAW neh bataya keh yeh shaks Hazrat Jabrail A.S thay ....

    to mere bhai .. huzoor SAW neh saaf saaf nishaaniyaan batai hain qayamat ki ...

    to yaqeenan Allah SWT neh qayamat ki nishaaniyaan bata ker hum ko yeh baat samjhai hai keh yeh sab dekhnay lago to phri bas rakht safar baandh lo .. keh kareeb ho keh Qayamat ajaye ...

    to hamain un nishaaniyoon ko jhooti hadees ka bol ker unsay muu nahi morna chahiye balkeh uss ko accept ker keh .. uss per apnay aap ko dhalnay aur uss per amal kernay ki fikr kernii chahiye ...

    to mere bhai .. unhi nishaaniyoon main huzoor SAW ney Dajjal ka Zikr kya hai .. qayamat ki nishaani k tor per .. aur aap ko Sahih Bukhari main bhi Dajjal ki Ahadees SaHIH ahadees mill jain gi ...

    aur bayshak .. Ahadees mubarkah per Yaqeen kerna hamaray Imaan main Shamil hai .... aur uska munkir KAFIR hai ..

    sorry brother thora lamba ho gya ... hope aap iss ko tafseel se parh ker kuch mind banaye gay ...

    akhir main ..phir se maafi chahta hoon itna lamba post kernay ki ...

    shukriya ...

    Assalam o Alaikum
    Bro main ap ka thanks krta hon kh ap ne boht ache andaaz main post ki hai. Thanks
    Plz mujhy sir na kaha karo you are my senior
    mujhy is baat ki samhj nahi aai kh ap ya to Quran ka matlab parh rahay hain .. ya sirf uper se . kia matlab!
    Bro kis ki tafseer parhi jaay! hr firky ki apni tafseer hai. hr firka dosre firky ki tafseer ko galt kahta hai.
    hr firky ne apni apni tafseer qun likhi! kia ek hi tafseer kafi nahi thi?
    Kia Quran mushkal kitab hai jis ki tafseer likhi jaay?
    Tafseer to us book ki likhi jaati hai jis ko khol khol kr bayaan nakia jaay?
    Kia ALLAH ne Quran ko khol khol kr bayan nahi kia?

    Bro Qayamat ki nishania aa choki hain.see. Sura#47 Ayt#18

    bs ab Qayamat ne aa na hai. jo kisi time, kisi lamhy b aa sakti hai.
    ALLAH farma raha hai kh Qayamat ki nishania aa choki hain
    Aur ap kah rahy hain kh abi Qayamat ki nishnia aani hain.

    ab ap hi baatayn kh mai ap ki baat mano Ya ALLAH ki baat ?

    Bro ap ne boht achi baat ki hai kh"huzoor SAW ka iss duniya main tashreef lana hi Qayamat ki sab se bari nishaani hai jis ka zikr hamain hadees main milta hai ."
    Bro AP SAW se bari kis nishaani ka wait kia jaa raha hai?
    aj ham Qayamat k aane ko chor kr nishanio ka wait kr rahe hain. ALLah ka farman hai kh aksar log Qayamat se gafil hain, aj ham b Qayamat k aane ko chor kr nishanio ka wait kr rahe hain. ham b gafil hain.

    Bro Hazrat Jabrail A.S AP SAW k pa wohi lay kr aatay thay. aur wohi Quran hai. Hazrat Jabrail A.S ne AP SAW ko jo koch b baataay wo Quran main mujhod hai.

    GOD BLESS YOU

  4. #196
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Sultana said: View Post
    g Fasih bhai g
    i was waiting for reply
    app jaysay jaysay post ker rahy thy
    main bhi per rahi thi
    app ki itni mehnat ka buhat buhat shukriya.
    app nay hum sub ko itni imp baaten bataeyi
    ALLAH APP KO IS KA AJER ATA KARY
    AMEEN.

    THANKS FOR THIS SHARING

    Pasand karney ka Shukriaa Sultana SISTER

  5. #197
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote ITKING said: View Post

    bht pyara likha hia......part 1 aur 2 ko mila ke bht zbardust information mili hia.. ALLAH ap ko mazeed himat dein aese sharing ki
    ITKING BHAI AAPKA SHUKRIAA

  6. #198
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Smile

    Quote nasirnoman said: View Post
    بسم اللہ الرحمن الرحیم

    السلام علیکم دوستوں

    جزاک اللہ فصیح بھائی

    دوستوں فصیح الدین بھائی نے جس محنت سے ان احادیث پاک کو جمع کیا ور اس تھریڈ میں ترتیب دیا
    فصیح بھائی کی کوشش قابل تعریف ہے
    ہم نے ابھی سرسری طور پر پڑھا ہے لیکن جتنا بھی پڑھا ہے ماشا اللہ فصیح بھائی نے بہت ہی خوبصورت انداز میں تحریر کیا ہے
    مزید تبصرہ انشا اللہ ہم اطمینان سے پورا تھریڈ پڑھنے کے بعد لکھیں گے


    اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطا فر مائے آمین

    Nasir Bhai Aapka boht shukriaa ,,, Aapke Mazeed discussion ka ibtezaar hai

  7. #199
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Smile

    Quote Doctor said: View Post

    ماشا اللہ، سبحان اللہ

    آپ نے بہت عمدہ اور بہترین باتیں پیش کی ہیں
    اللہ پاک ہمیں دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء فرمائے آمین
    آپ کا بہت بہت شکریہ

    Doctor Bhai Aapka boht shukriaa

  8. #200
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Hope said: View Post
    Fasih Bhai Itnay Important topic par information danay ka Bhaot Shukria
    Allah Hum Sab Ko Seeday Rastay Par Chalnay Ki Toffeq Atta Farmaay

    Ameen ,,,, Pasand karney ka Shukriaa

    Quote silent_tear said: View Post
    Ameen
    Suma Ameen

  9. #201
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote *KHAN*JEE* said: View Post
    MASHALLAH....Bhai bahut acha likha hai.........Aap ne bahut he mehnut se likha hai......Bahut achi andaz our Aasan Alfaz mein AHADEES ki tashreeh ki hai.....Aap ki waja se kafi saari malomaat mili.....jin se be-khabar thee........
    ALLAH AAP K ELAM-O-AMAL BARKAT DE....AMEEN
    Aap ka bahut bahut shukriya.......


    Khan Bhai Aapa Shukriaa ,,, Duaon mein YAAD rakhye ga.

  10. #202
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote AAMIR_555 said: View Post
    Ap
    N
    Bahoot
    Achee
    Sharing
    Ke
    H
    Jazakalla

    Pasand karney ka SHUKRIAA

  11. #203
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Ismail Shah said: View Post
    Bohot he achi malomaat hai ,,share karne bohot bohot shukriya.......jaNaaB..............!!
    Pasand karney ka SHUKRIAA

  12. #204
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote asdasdasd said: View Post
    nice share yara ...

    keep it up
    Pasand karney ka SHUKRIAA

Page 17 of 50 FirstFirst ... 71415161718192027 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 308
    Last Post: 16th February 2021, 07:02 PM
  2. Replies: 671
    Last Post: 2nd August 2017, 08:37 PM
  3. Replies: 125
    Last Post: 3rd March 2017, 02:30 PM
  4. Replies: 192
    Last Post: 28th January 2016, 10:44 AM
  5. Replies: 139
    Last Post: 6th September 2011, 11:57 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •