Page 14 of 50 FirstFirst ... 41112131415161724 ... LastLast
Results 157 to 168 of 594

Thread: Dajjal Kon Ho Ga ? Dajjal Ka Fitna Kesa Ho Ga ? By Faseeh Ud Din (PART-2) Must See

  1. #157
    ismailshadab's Avatar
    ismailshadab is offline Senior Member+
    Last Online
    24th May 2012 @ 07:21 PM
    Join Date
    26 Nov 2007
    Location
    The City Of Beauty
    Age
    39
    Posts
    547
    Threads
    110
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    Fasih Bai..............aap ka......shukriya........ada.....karnay.......
    liay..........hamaray.........sath alfaz nahee..........hain..........
    jis.....tafseel say.........aap......nay.......yeh.......thread... .......
    .lika...............hai....Allah....hee........aap ........ko..... ..........
    iska...........badla.......dhay.......Ameen....... .
    Aur........allah..........hamain...is...per....... amal........karnay.........key.
    taufeeq.............atha.......farmain............ Ameen........
    [IMG]http://i735.***********.com/albums/ww356/charernkitsell/5491432.jpg[/IMG]

  2. #158
    peer is offline Member
    Last Online
    15th November 2009 @ 08:39 PM
    Join Date
    02 Oct 2008
    Posts
    971
    Threads
    23
    Thanked
    20

    Default

    walikum as salam
    bhai ap ka bohat shukriya main yehi info dhond raha tha apne madad krdi apko iska ajar zaroor mile ga abhi main nay half read kia hai aur aik sawal zehan main aya
    k ulmae haq kon hain ?
    ab rehnumai karain apko is baray main jo maloom hai ya jo bhi zati raae hai in k baray main batain shukriya

  3. #159
    peer is offline Member
    Last Online
    15th November 2009 @ 08:39 PM
    Join Date
    02 Oct 2008
    Posts
    971
    Threads
    23
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    main apko private msg kr rha hon jo k nhi ja raha ap apna number aur id send kr do

  4. #160
    peer is offline Member
    Last Online
    15th November 2009 @ 08:39 PM
    Join Date
    02 Oct 2008
    Posts
    971
    Threads
    23
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    books k links bhi send kr dijiye ga meharbani .......
    Last edited by Fasih ud Din; 4th September 2009 at 04:30 PM. Reason: e-mail address not allowed

  5. #161
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Hi, Fasih ud Din great
    Kia Quran mai Dajjal ka zeeke aya hai? Kis Surat mai hai? plz tell

  6. #162
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Hi, Fasih ud Din great
    Kia Quran mai Dajjal ka zeeke aya hai? Kis Surat mai hai? plz tell
    bhai quran main dajjal ka zikr nahi hai .. lekin dajjal aur hazrat mehdi per itni hadeesain aai hain keh wo mutawatir per chali jati hain..

    aab hadees mutawatir kya hai .. hadees mutawatir wo hadees hai jo keh 10 ya usay zayada dafa aik hi cheez biyaan ki gai ho .... aur sab ahadees sahi hoon ..

    to iss ko manna bhi her musalman per farz ho jata hai ...
    aur ahadees ka munkir kehlata hai ...

    to aap ko agar Dajjal k baray main maloomat chahiye hoon to Ahadees e Mubarka ko parhain ..

    shukriya

  7. #163
    waqarfatima's Avatar
    waqarfatima is offline Senior Member+
    Last Online
    24th May 2012 @ 10:54 PM
    Join Date
    30 Jul 2009
    Age
    47
    Posts
    112
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    Assalamoalikum vah rah ma tullah hi vabarakatu fasih bahi Allap pak aap ki aur ham sab musalmanoon ki maghfarit karain, aameen ,,,,,,, lajwab

  8. #164
    zeeshan56 is offline Member
    Last Online
    13th June 2010 @ 10:19 AM
    Join Date
    06 Jan 2008
    Posts
    261
    Threads
    34
    Thanked
    10

    Default

    Wah SubhanAllah kitne azmat wali baat hai ky Allah ky Batane say Humare Nabi Kareem Sallalahu Alaihe Wassalm ne yeh Ghaib ki batain ajj say 1400 Years pehly bata di aur jo nahi manty woh bhi ajj maan rahai hein.


  9. #165
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Default Quran maen Dajjal ka aur Imam Mahdi donon ka zikr hae!

    Quote oioioioioi said: View Post
    bhai quran main dajjal ka zikr nahi hai .. lekin dajjal aur hazrat mehdi per itni hadeesain aai hain keh wo mutawatir per chali jati hain..

    aab hadees mutawatir kya hai .. hadees mutawatir wo hadees hai jo keh 10 ya usay zayada dafa aik hi cheez biyaan ki gai ho .... aur sab ahadees sahi hoon ..

    to iss ko manna bhi her musalman per farz ho jata hai ...
    aur ahadees ka munkir kehlata hai ...

    to aap ko agar Dajjal k baray main maloomat chahiye hoon to Ahadees e Mubarka ko parhain ..

    shukriya



    Quran maen har khushk o tar shaye ka zikr hae aur iss se inkaar Quran ki neeche di gayi aayat se takraar ho gi! muaaz Allah!
    وَعِندَهُ مَفَاتِحُ الْغَيْبِ لاَ يَعْلَمُهَا إِلاَّ هُوَ وَيَعْلَمُ مَا فِي الْبَرِّ وَالْبَحْرِ وَمَا تَسْقُطُ مِن وَرَقَةٍ إِلاَّ يَعْلَمُهَا وَلاَ حَبَّةٍ فِي ظُلُمَاتِ الأَرْضِ وَلاَ رَطْبٍ وَلاَ يَابِسٍ إِلاَّ فِي كِتَابٍ مُّبِينٍ (6:59)


    WaAAindahu mafatihu alghaybi la yaAAlamuha illa huwa wayaAAlamu ma fee albarri waalbahri wama tasqutu min waraqatin illa yaAAlamuha wala habbatin fee thulumati alardi wala ratbin wala yabisin illa fee kitabin mubeenin</B>

    QURAN 6:59 For, with Him are the keys to the things that are beyond the reach of a created being's perception: none knows them but He. And He knows all that is on land and in the sea; and not a leaf falls but He knows it; and neither is there a grain in the earth's deep darkness, nor anything: but is in book recorded clear.

    Dajjal jin hae ya insaan , charind hae ya parind, khaq hae ya falaq, kissi na kissi category maen uss ka zikr aa chuka hae, baat sirf uss category maen jaa kar uss ko smajhne ki hae! Ab maen kahun mera yani irfan ka zikr Quran maen nahin to maen jahaalat ki baat kar raha hun, kyunke mera zikr bani adam ki category maen aa jaata hae!

    Ummat ka fitna maal hona Hadith se saabit hae, Ummat ka fitna al-Dajjal ka fitna hona bhi Hadith se Saabit hae, al-Dajjal ki tamaam nishaaniyan al-dollar per aise hi ayaan haen jaisey suraj din ko ayaan ho jata hae bin baadal ke! Dajjal ka shaks hona aik baat hae, magar Dajjal ke fitne ka hona aik aur baat hae! hamen Dajjal se nahin Dajjal ke Fitne se bachne ka hukm dua ki shakal maen de diya gya hae. Aaj ke haalaat kiroshini maen, maazi ki tamaam tehqeeq na mukamal reh jaati hae , Dajjal ke fitne ki tehqeeq az sarr e nau hona waqt ki eham zaroorat hae. Aur TV ka aik andhi aankh hone aur kuffr ke hukamraanon ka ba yak waqt duniya ke tamaam hukamraanon se live bayaan karna , ye sab un hi nishaaniyon se hae jo Dajjal ke fitne ki nishaaniyan haen, kissi aise shakhs ka intezaar jo haqeeqatan murde zinda kare ya aik se zyada jagah ba yak waqt pohanch jaye to yehi Tauheed ko na smajhne ke liye kafi hae aur hamen aise shaks ke intezar se baaz rehna chaahiye, ke Allah ka koi shareek nahin! Allah ki dollat ki mohar Sona hae, dollar nahin! 1400 saal tak sona aur chaandi Ummat ki currency raha, ab kyun nahin? aur Ummat aaj itni maqrooz aur mehroom kyun? jawab dekhiye Sura Kahaf ki 19th aayat maen currency ke lafz ke istimaal ki roshini maen, Ashabe kahaf ka Muaashre maen majboor ho jaan aur uss ki waja bayaan hoti hae iss ayat maen bari hikmat aur khuli wazaahat ke saath! gar emaan ki aankh se dekha jaye to!

  10. #166
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote Ahmed1rfan said: View Post
    Quran maen har khushk o tar shaye ka zikr hae aur iss se inkaar Quran ki neeche di gayi aayat se takraar ho gi! muaaz Allah!
    وَعِندَهُ مَفَاتِحُ الْغَيْبِ لاَ يَعْلَمُهَا إِلاَّ هُوَ وَيَعْلَمُ مَا فِي الْبَرِّ وَالْبَحْرِ وَمَا تَسْقُطُ مِن وَرَقَةٍ إِلاَّ يَعْلَمُهَا وَلاَ حَبَّةٍ فِي ظُلُمَاتِ الأَرْضِ وَلاَ رَطْبٍ وَلاَ يَابِسٍ إِلاَّ فِي كِتَابٍ مُّبِينٍ (6:59)

    WaAAindahu mafatihu alghaybi la yaAAlamuha illa huwa wayaAAlamu ma fee albarri waalbahri wama tasqutu min waraqatin illa yaAAlamuha wala habbatin fee thulumati alardi wala ratbin wala yabisin illa fee kitabin mubeenin</B>

    QURAN 6:59 For, with Him are the keys to the things that are beyond the reach of a created being's perception: none knows them but He. And He knows all that is on land and in the sea; and not a leaf falls but He knows it; and neither is there a grain in the earth's deep darkness, nor anything: Asad(6,49)but is in book recorded clear.
    thori wazahat fermain geh ??

  11. #167
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Hi, oioioioioi
    Kia ap Hadees dars dayte hain? main Hadeeso sekhna chahta hon. maine daykh hai kh boht c Hadeesein apas mai takrati hain. Hadees ko learn kr ne mai help kr sakte hain?
    sir aap ka taluq kahan se hai .. please bataiye

  12. #168
    abdulrehman20 is offline Senior Member+
    Last Online
    20th September 2018 @ 12:36 PM
    Join Date
    26 Jun 2008
    Posts
    40
    Threads
    0
    Credits
    8
    Thanked
    0

    Default

    slam. aap kesay hain mai nay aap ki likih howe ahades sharif parhin hain aap nay to zabadast kam kia hay.aap say iltimas hay k jab bhi koi is tara ki ahadis aur kitabain hon to mujay zaroor batain.Allah Tala aap ko is kam ki jazai khair ata farmae. aamin. mujay email address pae zaroor batain. mujay aap k jawab ka ashad intizar hay. wassalam
    aap ka bahi,
    abdulrehman
    Last edited by Fasih ud Din; 4th September 2009 at 04:33 PM. Reason: e-mail address not allowed

Page 14 of 50 FirstFirst ... 41112131415161724 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 308
    Last Post: 16th February 2021, 07:02 PM
  2. Replies: 671
    Last Post: 2nd August 2017, 08:37 PM
  3. Replies: 125
    Last Post: 3rd March 2017, 02:30 PM
  4. Replies: 192
    Last Post: 28th January 2016, 10:44 AM
  5. Replies: 139
    Last Post: 6th September 2011, 11:57 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •