Azadi ka matlag ya nahin hay kay jandian lag deen aur bus. Azadi kalia hamaray baroon nay bahut qurbania deen. bulkay saray muslmano nay kalmay ka nara lagaya. jis ki waja say hamain ALLAH nay azadi dai di laikan ham nay azadi ki qadar nahin ki aur ham kalmay bilkul bhula dia. Ham iss mulk mein islami nazam nafiz na kar sakay. iss liay ham aaj tak ham ALLAH ki pakar mein aiya hoia han. Mulk mein khana jungi ki surat-e-hal hay. Aaj agar sahi islami nazam (Khulfa-e-Rashdin wala) nafiz ho jai tou mulk mein aman ho jay.