Results 1 to 5 of 5

Thread: Hai Labon Par Duroodo Salaam

  1. #1
    M-Qasim's Avatar
    M-Qasim is offline Advance Member+
    Last Online
    7th September 2022 @ 07:41 PM
    Join Date
    22 Mar 2009
    Gender
    Male
    Posts
    33,351
    Threads
    915
    Credits
    1,718
    Thanked
    3391

    Default Hai Labon Par Duroodo Salaam



    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Ya Shahe Behro Bar Ho Karam Ki Nazar
    Dar Pe Hazir Hua Hai Ghulam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Behre Gham Mein Phansa Hun Bacha Lijiye
    Aai Ye Meri Mushkil Mein Kaam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Ya Nabi Aap Hai Abroo Vey Chaman
    Ya Nabi Aap Hai Khuld Ka Baankpan
    Ya Nabi Aap Shahe Zamino Zaman
    Aap Ka Do Jahan Mein Nizam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Jisme Athar Ne Paai Hai Aisi Mahek
    Chehrae Paak Ne Paai Aisi Chamak
    Jis Ne Dekhi Khuda Ki Qasam Ik Jhalak
    Ban Gaya Aap Ka Woh Ghulam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Ya Nabi Aap Ka Kya Hi Ejaz Hai
    Har Ada Se Ayan Shaane Ejaz Hai
    Aap Par Munkashif Rab Ka Har Raaz Hai
    Aap Ki Baat Rab Ka Qalam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Aap Ka Faiz Hai Har Nabi Aur Wali
    Aur Siddique-o-farooque-o-usman, Ali
    Aap Ke Naam Se Har Musibat Tali
    Aap Ka Hi Hai Uncha Maqam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Jibraeeley Amin Ne Nabi Se Kaha
    Ya Nabi Sidratul Muntaha Aa Gaya
    Mere Parwaaz Ki Hai Yehi Intaha
    Aagey Jana Nahin Mera Kaam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Aagey Rafraf Mila Woh Bhi Kuch Dur Tak
    Phir The Tanha Woh Noorun Ala Noor Tak
    Koi Ghilman Nahin Aur Koi Hoor Tak
    La Makaa'n Mein Huey Shaadkaam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Kya Bataun Khuda Ne Unhen Kya Diya
    Apni Ummat Ki Bakhshish Ka Wa'dah Liya
    Apni Ummat Na Bhuley Wahan Bhi Shahaha
    Yaad Aaein Wahan Bhi Ghulam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Hum Ko Siddique-e Akbar Ka Sadqa Miley
    Hum Ko Farooque-e Athar Ka Sadqa Miley
    Hum Ko Usman-o-haidar Ka Sadqa Miley
    Bhar Dey Jholi Ko Khayrul Anam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam

    Qabr Mein Aap Jab Aaein Ya Mustafa
    Iltija Aap Se Hai Habibe Khuda
    Yehi Hum Asiyon Ki Hai Subho Masha
    Dast Basta Karein Hum Qiyam

    Hai Labon Par Duroodo Salaam
    Hai Labon Par Duroodo Salaam



  2. #2
    raheel007's Avatar
    raheel007 is offline Advance Member
    Last Online
    11th June 2023 @ 08:12 PM
    Join Date
    03 Feb 2009
    Age
    33
    Posts
    1,478
    Threads
    153
    Credits
    1,692
    Thanked
    36

    Default

    Subhan Allah

  3. #3
    mamoon bhi is offline Senior Member+
    Last Online
    25th October 2009 @ 01:52 PM
    Join Date
    22 Jun 2007
    Age
    67
    Posts
    119
    Threads
    2
    Credits
    1,000
    Thanked
    0

    Default

    bohat achi NAAT Ha

  4. #4
    Ibn-e-adam is offline Senior Member+
    Last Online
    17th September 2009 @ 07:18 PM
    Join Date
    06 Aug 2009
    Location
    jeddah
    Posts
    244
    Threads
    12
    Credits
    1,100
    Thanked: 1

    Default

    bhi jaan koshish karen ke naat urdu mein likhen

  5. #5
    M-Qasim's Avatar
    M-Qasim is offline Advance Member+
    Last Online
    7th September 2022 @ 07:41 PM
    Join Date
    22 Mar 2009
    Gender
    Male
    Posts
    33,351
    Threads
    915
    Credits
    1,718
    Thanked
    3391

    Default

    Quote raheel007 said: View Post
    Subhan Allah
    Quote mamoon bhi said: View Post
    bohat achi NAAT Ha
    Quote Ibn-e-adam said: View Post
    bhi jaan koshish karen ke naat urdu mein likhen



    Pasand Karne Ka Shukriya



Similar Threads

  1. labon pe,........
    By nissa in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 8
    Last Post: 15th September 2019, 06:31 AM
  2. Labon se,,, Designed by me
    By usman461996 in forum Design Poetry
    Replies: 12
    Last Post: 31st August 2019, 10:31 AM
  3. LaBon Pe pHooL kHiltAY HaiY kISI ke nAAm se pAHle
    By Mirza-Faraz in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 7
    Last Post: 13th June 2010, 12:22 PM
  4. Salaam
    By Sam2507 in forum Introduction
    Replies: 19
    Last Post: 5th April 2010, 05:55 PM
  5. Labon Pe Phool Khilte Hain Kise Ke Naam Se Pehle
    By khizer in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 6
    Last Post: 27th March 2010, 11:26 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •