Results 1 to 9 of 9

Thread: Pakistan ko kaisa hona chahiye....

  1. #1
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default Pakistan ko kaisa hona chahiye....

    .
    Attached Images Attached Images  
    Max img size for signature is 30KB or Less

  2. #2
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    yeh to thay QUAID AZAM MOHAMMAD ALI JINNAH jinho nay yeh bata dia k pakistan ko kaisa hona chahia ....... ab main aap say sawal pochna chahta hon k ..........

    Kia pakistan waisa he hai jaisa MOHAMMAD ALI JINNAH nay farmaya tha .....

    agar waisa nahi hai .......

    To pher humay kia karna chahai pakistan ko waisa bananay k lia jaisa MOHAMMA ALI JINNAH nay farmaya hai ........ ???

  3. #3
    ZoOp is offline Member
    Last Online
    14th October 2009 @ 01:12 PM
    Join Date
    03 Oct 2008
    Location
    City In Heaven
    Posts
    4,964
    Threads
    160
    Thanked
    17

    Default

    move to 14 agust

  4. #4
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    kia main nay ghalat sawal poch lia hai ?

  5. #5
    ahoor's Avatar
    ahoor is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2011 @ 06:12 PM
    Join Date
    09 Apr 2009
    Age
    35
    Posts
    4,299
    Threads
    114
    Credits
    945
    Thanked
    2

    Default

    jesa Quaid-e-aazam ne farmaya pakistan ko banaye ka maqsad hi yehi tha k aik alag muslim ryasat ho gi..muslim ryasat to ban gayi lakin yahan ki saqafat ab wesi nahi rahi jis k liye yeh mulk bana...pakistan ki saqafat to tabah karnye ki sazishyein ho rahi hain aur hamari qoam boht nasamjh hai k woh is cheez ko samjh nahi rahi..

  6. #6
    abudajanah is offline Senior Member+
    Last Online
    27th April 2010 @ 12:15 AM
    Join Date
    21 May 2009
    Age
    35
    Posts
    81
    Threads
    0
    Credits
    821
    Thanked
    0

    Default

    ALLAH MUSALMANO KO ZULAM SAY NEJAT DAY

    [IMG]http://i472.***********.com/albums/rr86/mlktauseef/poetry/1222.gif[/IMG]

  7. #7
    punjabians's Avatar
    punjabians is offline Senior Member+
    Last Online
    25th July 2010 @ 02:03 AM
    Join Date
    14 Jun 2009
    Location
    Pakistan is the BEST
    Age
    34
    Posts
    958
    Threads
    66
    Credits
    940
    Thanked
    18

    Default

    مگر افسوس آج کل ہم ان کی تہذیب میں شامل ہونا چاہتے ہیں جو خود اسلام کی طرف بڑھ رہے ہیں...
    Remove Signature (Signature Max Size 30 KB )ITD Team

  8. #8
    smile Rani is offline Member
    Last Online
    22nd August 2011 @ 09:40 PM
    Join Date
    24 Jun 2010
    Gender
    Female
    Posts
    1,124
    Threads
    103
    Thanked
    96

    Default



    sirf itna kahongi k, achay kam krain sub....kisi ki zindagi m fasad paida na karain.......
    ALAH aur HUZOOR PAK SALLALAHO ALLIHI WAALIHI WASALAM ne jo kuch farmaya hai un pe amal karain........such ka sath na chorain.......Yehi bohat hai......
    Q k isse bohat faida ho sackta hai........
    Baki Pakistan ki success k liye Dua Karain...... Insahahallah Sub ki Duaien Zrur pori hongi....Ameen................




  9. #9
    horse_rider's Avatar
    horse_rider is offline Senior Member+
    Last Online
    7th June 2016 @ 09:34 AM
    Join Date
    10 Jul 2010
    Age
    37
    Posts
    73
    Threads
    17
    Credits
    960
    Thanked
    2

    Default

    Ap sab se ek swal, jawab zaroor dijyega.
    lafz Dehshatgardi ap ny pehli bar kab suna? ya agar aap ky bap dada mei kisi ny suna tha tu please un se pooch kar batayega?

    mei ne 9/11 se pehly ye lafz nahi suna tha, aur Talibanazation, ka naam bhi nahi suna tha, aur bachpan mei hum taliban ko muhabbat ki nigah se dekhty thy kion ky wo madraso mei deen ki taleem seekty thy.

    phir achanak media par dehshatgardi ke lafz se wasta parra, aur pehli martaba maghribi media par es lafz ki khoob parchar shoru hogai aur sath talibanization k lafz ko mash-hoor kia gia. phir maghribi media ki dekha dheki hamari pakistani media ny bhi wahi kuch shoru kia, aur afsos k hamary pakistani awaam bhi ab es lafz ko apna chuki hy, aur har koi Yahoodion ki es policy ko apnana chahta hy, mei ny 9/11 se pehly koi foji operation es tarah nahi dekha tha, koi drone attack nahi dekha tha, koi container yahoodi lashkar ki imdaad k lie pakistani sarzameen se guzarta nahi dekha tha. koi taliban ka group nahi dekha tha balky yahi log kashmir ki jihaad mei pesh pessh hoty thy jin ko dehshat qarar dia gia.

Similar Threads

  1. Replies: 9
    Last Post: 1st January 2010, 11:37 PM
  2. Replies: 2
    Last Post: 8th October 2009, 09:58 PM
  3. Aik musalman ko kaisa hona chahiay
    By Shaukat Hayat in forum Baat cheet
    Replies: 0
    Last Post: 24th March 2009, 09:55 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •