Page 3 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 25 to 36 of 41

Thread: Kuch Khas(bohat eham mari nazar main)

  1. #25
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default j

    Quote ghulamnabi said: View Post
    mujhay yaad nahi lakin shayad ispar pehlay bhi baat ho chuki hai
    or jawaab shayad yah tha k ISLAM section main hi sab kuch ho gaa
    shayad
    waisay AISA ho to bohat accha hai

    ji haan wo sari baaten iss hi thread main hai
    laken abi tak eamal nahi hova hai na
    ..

  2. #26
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default h

    Quote Hussun said: View Post
    ji bilkul hona chaheye
    thnka u janab

  3. #27
    th3gr8's Avatar
    th3gr8 is offline Senior Member+
    Last Online
    8th December 2015 @ 11:28 PM
    Join Date
    05 Mar 2007
    Posts
    363
    Threads
    19
    Credits
    229
    Thanked
    14

    Default

    Khurram bhai aap kee baat bilkul sahee hai......I agree with u

  4. #28
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default

    thank u janab aap ka

  5. #29
    danicool82's Avatar
    danicool82 is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd August 2007 @ 09:10 PM
    Join Date
    07 Apr 2007
    Posts
    108
    Threads
    2
    Credits
    744
    Thanked
    0

    Default

    Buhat acha khayal hai janab
    NO SPAMMING allowed in signatures here ........ itdunya.com team

  6. #30
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Thumbs up Hamid o naat ?

    Salamun salam

    phototech81

    app ki dajweez deer ayud darust ayed ki misdak hay....kiuon keh bakool janab shahsaeen sahib kay yeh tajweez phlay paish ho choki hay. ais maswara ko kioun ahmiat nahi di geay ya be kabil e gor hay....

    jab first poetry islamic thread main nay send kernay ka erada o kasad kia tha to main thora confused ho gia tha ...wo ais waja say keh faisla nahi ker pa raha tha keh ais ko kess section mean bahjoon....islam section maein ya poetry section mean.....?

    ab baat hay keh es hamid o naat ko islam section main hona cha'heay ya poetry section main.....ager to hamid o naat ko subject kararr dia ja aay to es ko islama section meain he hona cha'heay...ya alayda top heding main hona cha'heay jess turha main forum page kholtay topics display hotay hain ais turha.....

    ager islam section khonlay kay badd ais ka link ho to ho sakta hay wo loog jo ais say dilchuspi rakhtay hain..wo ais tak rashi na ker paein....

    lakin ager ais ko poetry section main he rakaha jaey to ayaat ..hamid o sana...naat kay takudis ko mad e nazir rakhtay hoeay ais ko poetry section main nahi hona cha'hey kioun keh poetry section main romantic poetry be mojood hay aur asi tasaweer o logoo aur aviater be jess say buray asraat murutib hotay hain....

    mazid yeh keh poetry section mean he hamid o naat kay hisay ko rakahnay ka aik fida to zaroor ho ga....keh wo ahbaab o shuksiaat jo islam section mean nahi atay ...ya aa nahi sakay wo loog be ais hamid o naat say mustafeed hoon gay aur yehi ais ka musbut nukta hay....

    al'buta ...hamid o naat ..aur islmaic poetry section ....alug say ...alayda say zaroor hona chaheay ...aur yeh aik acha akdaam hay....

    umeed hay arbab e akhtiar ais tajweez ko jo khurm sahib nay tajweej ki hay ais ko be porani tajweez ki terha ......pas e pushut nahi dalain gay aur ...ager entazmi amoor aur halaat o wakiaat ...capacity ais ki ejazat daytay hain to ais section ko bana'nay main deer nahi kerian....aur ais section meain n'ser ksi sorat allow na ho .. aur sirf aur sirf islamic poetry ho...aur ais section ka naam hamid o naat na ho ...kioun Islami Shayre (islamic poetry) aik jameh aur wa'see lafz hay aur ais main aur be islama shayre mawad aa jeay ga....

    Islami Shayree (islamic poetry) section ka shidat say entayzaar rahay ga....

    Allah Tabirk wa tala say mul'ta'mis haen keh wo ITDunya ko mazid taruki, shuhrat, pazeri, arooj, day...aur ais ko mazeed musthkum ker day keh ais main her khobi mojood ho aur koi ais main naks nekaala cha'hay be to na nikal sakay ...

    Saath rehnay ka boohat shukria....

    Bhi charay ki Azeem Mi'saal

    ITDunya.com

  7. #31
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default j

    Quote real_light said: View Post

    ALLAH TALA JAN JI aap ko khush rakhy janab aap ny boaht achy andaz k sath wazahat ki hai aap theek kehty hai laken iss par abi tak amal kion nahi hova hai
    aur rahi baat k ye tajwez pehly bi kisi ny di hai to janab wo khaksar main hi hon kion k jab kafi den tak iss par kohi amal nahi hova to main ny dubara iss thread ko manzary aap par lany k ley post ki hai thread aik hi hai laken iss par bar bar post kar k samny lata hon laken phir bi pata nahi kea waja hai khar
    ALLAH TALA JANI JI bab theek kary gy

  8. #32
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Exclamation phaly baat ho choki hay ? islamic poetry sectin ko alada banaen...

    Quote ghulamnabi said: View Post
    mujhay yaad nahi lakin shayad ispar pehlay bhi baat ho chuki hai
    or jawaab shayad yah tha k ISLAM section main hi sab kuch ho gaa
    shayad
    waisay AISA ho to bohat accha hai
    Brother ager ais per phaly baat ho choki hay to app pls us ka link day deain?

    doosra islamic section maein he es ko zum kerna ...ais topic ko wazeh aur ojager nahi ker sakay ga...islamic peotry bazaat e khud aik munfarid aur anokha topic hay.....

    logoon ka khyal yeh hay keh sari peotry galith hay .... halaan keh asa nahi hay... abe main ais per baat nahi kerna chata...ais ki kie wajoohaat hain...

    sirf yehi kafi hay ...keh eslami shairy kay section say islam section aur normal poetry section say bilkul alayda aur munfarid hona cha'heay ....

    duoun ka talib

  9. #33
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Exclamation app gozushta link be eder day deain....S. Mod's kay faislay ka entazar hay.....

    Quote phototech81 said: View Post

    ALLAH TALA JAN JI aap ko khush rakhy janab aap ny boaht achy andaz k sath wazahat ki hai aap theek kehty hai laken iss par abi tak amal kion nahi hova hai
    aur rahi baat k ye tajwez pehly bi kisi ny di hai to janab wo khaksar main hi hon kion k jab kafi den tak iss par kohi amal nahi hova to main ny dubara iss thread ko manzary aap par lany k ley post ki hai thread aik hi hai laken iss par bar bar post kar k samny lata hon laken phir bi pata nahi kea waja hai khar
    ALLAH TALA JANI JI bab theek kary gy

    janab pasand kernay ka shukria .... app nay bohat achi suggestion/ mashwara dia hay...

    app apnay phaly thread ka link be eder hi send ker dain ta keh us ko be hakeer dekh lay... aur S. Mod's be.......

    akhri baat yeh keh jahaan per ITDunya nay etnay section banaeay hain...aur bohat he achay hain... to ager ITDunya Arbab e Ekhtiar... aik Eslami Shaire wala hisa be bana deian to mara khyal hay keh yeh aik munfarid aur anookha kadim ho ga ...aur es per jitna jaldi ho skay amal ho jana chaheay....

    S. Mod's kay faialay ka he entazaar ker rehay hain...

  10. #34
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile shukria

    Quote danicool82 said: View Post
    Buhat acha khayal hai janab
    taaeed aur saath daynay ka shukria....

  11. #35
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Exclamation Thanks,,,

    Quote th3gr8 said: View Post
    Khurram bhai aap kee baat bilkul sahee hai......I agree with u
    saath daynay ka shukria.......

    yeh baat yaad rakahin keh kabi be Shakhsiaut per samjota na kerian....

    baat , fiker....aur soch kay saath samjota kerian aur usi ko perwaan cherhaean....

    taeed kernay ka shukria.....

    hum nay be ais leay khurm bhai ...id phototech81...ka ais leay saath nahi dia keh janab Mod. hay ... sirf ais leay saath dia hay keh tajweez achi hay...aur asa hona cha'heay...

    ab ais ka yeh matlib na samij lea jaay keh hum Mod.'s ka ehtaraam nahi kertay hain...janab tamam mod's ser ankhoon per....

  12. #36
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Thumbs up fasaylay ka entazar...aur shukria

    Quote Hussun said: View Post
    good idea
    Quote ghulamnabi said: View Post
    mujhay yaad nahi lakin shayad ispar pehlay bhi baat ho chuki hai
    or jawaab shayad yah tha k ISLAM section main hi sab kuch ho gaa
    shayad
    waisay AISA ho to bohat accha hai
    Quote th3gr8 said: View Post
    Khurram bhai aap kee baat bilkul sahee hai......I agree with u
    Quote danicool82 said: View Post
    Buhat acha khayal hai janab
    Quote shahsaeein said: View Post
    ارے خُرم بھائی ، آپ نے تو میرے منہ کی بات چھین لی ، بھلا حمدِ خُدا اور نعتِ رسُول سے کس مُسلمان کو محبت نہیں ہو سکتی ۔ بھت زبردست تجویز ہے ، اُمید کرتا ہوں کہ ، اس پر جلد سے جلد عمل کیا جائے گا۔۔ اس قسم کی تجاویز ضرور شیئر کیا کریں ، مولٰی خُوش رکھے آپ کو۔۔ سُبحٰن اللّہ
    آپکا بھائی
    شاہ
    Quote Doctor said: View Post
    Bilkul Janab I Agree 101.99%
    Quote love4all said: View Post

    JNAB MAY BI APP KI BAT SAY AGREE KARTA HON ... OR ES KO ISLAM SECTION MAY HI BANIA JAY NA KAY ADAB MAY
    Quote JAWADZS said: View Post
    Salam U Alaikum
    Khurram Bahi I Agree With U
    Quote mr_obaid said: View Post
    SUBHANALLAH ..............................
    aap kay khayallaat jan kar bare khoshi hoee...
    100000 AGREE
    OR ISLAM SECTION MAIN HI BANAYA JAYEH ..

    Quote saadunleashed said: View Post
    mein aap ke saath hoon boss.........
    Quote Shaheen said: View Post
    nice suggestion Khurram bro ..
    Quote cute_charming786 said: View Post
    SALAM
    me bhi aap k sath agree hoon..............
    lekin aik baaaaat main kehna chahooon gi k ISLAM section main hi
    iss ko tartib dena chaye..............
    aisay agar ham sochain to bohat se aur bhi forum banaye ja saktay hian
    like hadeith, tafhim, tafsir, figah, to hamain forum banane main to koi
    mushkil nahin hia magar uss ki manage ment bohat hi mushkil hoti hia
    to me agree ye nahin k agree nahin hon.........but iss ko islam section main hi mix up hona chaye ,.............good khurram bahi
    Quote sheeda_pastol786 said: View Post
    i also agrre with all friends here
    bohot achha idea hai.
    Quote QADGHAN said: View Post
    Main Bhi 100.00000000000000000000000000000000000001 % Agree Hon
    Quote lucky_af9 said: View Post
    i also agree ........
    Quote ShehbazJaan said: View Post
    aap nay sahi socha hai aisa hona hi chahyea.

    sub dostoon...bhaioun...Mod's ..S'Mod...ka bohat shukria ...

    ab mara khyal hay faislay ho jana chaheay aur...jo be hay manzer e aam per aa jana chaheay....

Page 3 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Similar Threads

  1. Aik Bohat Eham Baaat....
    By ahadi958 in forum Baat cheet
    Replies: 3
    Last Post: 28th December 2014, 04:47 PM
  2. Kuch khas hai inn pictures main
    By outlander in forum Photo Gallery
    Replies: 14
    Last Post: 6th December 2011, 03:37 PM
  3. !*!* Kuch Khas Khas Larkiyon Kay Baray Ma *!*!
    By imran_8585 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 16
    Last Post: 10th August 2010, 01:02 AM
  4. Kuch Shaheri K bary main Khas
    By phototech81 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 17th November 2009, 07:09 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •