Salam. Ma itd managment (Jo mara liya nehayat qabl a ahtram ha) sa ak gila karna cahta hun kay Faish ud din jab sa super mod bna ha tab sa wo Jo beh thread taliban ka khelaf hotay han onhan close kar data ha.ya to zayadti hay janab.itd ka dawa ha kay yahan sab ko apna khayalat ka izhar ka haq ha to pher ya kia sab kia hay?
Bookmarks