salam main window kay icon ko change kar sakhta hoon jaisay kay turnoff button controlpanel aur haan jab hum my computer main jatay hain to left side per jo bar hoti hay jis pay change setting ,controlpanel , aisay option hotay jis ka background blue hayhum us ka backgruond change kar sakhtay hain jaisay kay koi picture agar kar sakhtain hain to zaroor batana haan agar koi software hay jis say background change hojai to us ka link day dena ap ki bari mahbani