SUPER BOY thanks app ki sharing ka.
but lagta hai app baat samjay nahi. app nay mujhay DATA ENCRYPTION ka software day diya hai. yeh software aur aisay bahut say software meray pass already hain. mujay aisa software chaye jiss main security ho na k data encryption. mujhay data ko encrypt kiye bina ussay secure kerna hai.
thanks
Bookmarks