Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 21

Thread: !!!!Port Attack !!!! everyone must see

  1. #1
    kooljine's Avatar
    kooljine is offline Senior Member+
    Last Online
    19th August 2013 @ 09:54 PM
    Join Date
    25 Jan 2007
    Location
    pk
    Posts
    164
    Threads
    8
    Credits
    584
    Thanked
    0

    Question !!!!Port Attack !!!! everyone must see

    Dear itduniya Experts,Member's and all Guest's Asalam-u-Alikum!
    Dear experts main kal raat internet use kertey huwey PC per "Port Attack"

    huwa.Main internet Browsing kay liyee opera9 use kerta hoon Jo key "Port Attack" ki

    wajah say automatically Run Kerna Shroo ho gaiya Aur mail.yahoo.com ka Link

    Auto browse hona shroo ho gaiya Mainey Inn Links ko Close Ker diya Jis Per opera

    Browser Corrupt ho gaiya Aur Yeh message Aiya> "Another user is running the same

    copy of Opera9beta U must .....................Etc"
    Then Mainey KasperSky AntiHacker Open ker kay Opera kay auto Established

    Connections Ko break ker diya Aur Iss ke security Jo maney Low per rakhee Huwe Thi

    Ussay Medium per ker diya Aur youn Attack failed ho gaiya.Then AntiHacker Ney Apni

    Report main Port Attack honey ki Tasdiq Ku Jo Kuch Iss tarah Hai > "Attention! On

    monday At 12:20:37PM on scanning TCP Port Attack was detected On ur Machine."

    Aur Phir Akhir main Jahan Say Attack huwa key barey main yeh Bataiya>"Your

    Computer has been attacked From ACC 92790.IPT.AOL.Com.Attack has been

    Successfully repulsed"
    Oper De giyee Tamam Tafseel Ka maksad ItdMember's Aur Guest's Jo bhi Iss thread

    ko read kareen Unheen "Anti-HAcker" Ki importance ka Ahsas Delana Hai Aur Itd

    Experts Say Yeh Sawal kerna hain?>>>>>
    Q:1 TCP PORT ATTACK KIA HOTE HAIN? AUR ISS SAY HACKER'S KIA DAMAGE

    KER SAKTEY HAIN?
    Q:2 PC Per Attack yahan Say Huwa "ACC92790.IPT.AOL.COm.Attack " Ager Koi IP

    Address hota tu loacation maloom ho jate hai Per "ACC92790.IPT.AOL.COM.Attack "

    Ko kaisee Locate kia jasakta hai ?
    Dear Experts plz Reply me And Dear member's ager Apke Iss thread Ko read

    kerney say Faida huwa yani Information main izafa huwa hai ya App Samjhtey hain key Mainey aisey hi apka waqt Liya Tu bhi plz Reply zaroor Kejiye Ga. Apkay Replie's ka Intezaar Rahey Ga.
    Thnx 4 Viewing As well
    TAKECARE A LOT!
    AllahHafiz

  2. #2
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    shukar hay kay bach bachao hogaia, achha huwa kay aap nay kaspersky install kia huwa tha.

    darasal jo IP kaspersky nay dia hai woh yeh hai
    ACC92790.IPT.AOL.COm = 172.201.39.144 aur is IP ki location London, England hai, AOL.com is ka ISP hay. aap date, time kay saath aur proof kay saath is kay ISP ko report karsaktay hain.

    jis tarah hardware aik doosray say communicate kartay hain maslan Printer LPT/printer port par , Mouse P/2 ya USB port par, isi softwares bhi aik doosray say kisi port par communicate kartay hain.

    TCP/IP protocol main communication kay liay total 65535 ports hain jin main say kuchh makhsoos hain maslan port 110 incoming emails kay liay port 25 outgoing email kay liay port 80 web browsing kay liay, port 430 https browsing kay liay waghaira.
    in ports main say kuchh ports aisay hain jin par agar continuosly data receive hota rahay to woh na sirf aap kay internet connection ko slow kardain gay blaky aap ka pc bhi slow ho jaye ga maslan badnam e zamana port 139.

    Port attack ka matlab yeh hua kay kisi bhi vulnerable open port par agar koi aisa virus code send kia jaye jis say pc main kuch na kuch kharabi hojaye. ziada tar Firewall programs aisay kharay walay ports ko block kardetay hain aur app kay system ko mehfooz rakhtay hain, jaisa kay Kaspersky nay aap kay lia kia.

    aur kuchh ?

  3. #3
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    in ports ki complete detail aap ko is page main mil jaye gi
    http://en.wikipedia.org/wiki/List_of...P_port_numbers

  4. #4
    Love_bird's Avatar
    Love_bird is offline Senior Member
    Last Online
    13th May 2019 @ 08:49 AM
    Join Date
    21 Nov 2006
    Location
    Europ K Khawaboon Mein
    Posts
    999
    Threads
    23
    Credits
    1,249
    Thanked
    0

    Default

    Quote sheeda_pastol786 said: View Post
    shukar hay kay bach bachao hogaia, achha huwa kay aap nay kaspersky install kia huwa tha.

    darasal jo IP kaspersky nay dia hai woh yeh hai
    ACC92790.IPT.AOL.COm = 172.201.39.144 aur is IP ki location London, England hai, AOL.com is ka ISP hay. aap date, time kay saath aur proof kay saath is kay ISP ko report karsaktay hain.

    jis tarah hardware aik doosray say communicate kartay hain maslan Printer LPT/printer port par , Mouse P/2 ya USB port par, isi softwares bhi aik doosray say kisi port par communicate kartay hain.

    TCP/IP protocol main communication kay liay total 65535 ports hain jin main say kuchh makhsoos hain maslan port 110 incoming emails kay liay port 25 outgoing email kay liay port 80 web browsing kay liay, port 430 https browsing kay liay waghaira.
    in ports main say kuchh ports aisay hain jin par agar continuosly data receive hota rahay to woh na sirf aap kay internet connection ko slow kardain gay blaky aap ka pc bhi slow ho jaye ga maslan badnam e zamana port 139.

    Port attack ka matlab yeh hua kay kisi bhi vulnerable open port par agar koi aisa virus code send kia jaye jis say pc main kuch na kuch kharabi hojaye. ziada tar Firewall programs aisay kharay walay ports ko block kardetay hain aur app kay system ko mehfooz rakhtay hain, jaisa kay Kaspersky nay aap kay lia kia.

    aur kuchh ?
    i agreed with sheeda

    win2000 and xp and server2003 par microsft
    port 445

    jes par smb run hota hay jo kay derectly humray via tcp/ip jo kay shering aur file, printing and serial port ko handal karta hay

    aur hacker es mein he esay signal peada karta hay jes ki waja say wo kamyaab hota hay

  5. #5
    kooljine's Avatar
    kooljine is offline Senior Member+
    Last Online
    19th August 2013 @ 09:54 PM
    Join Date
    25 Jan 2007
    Location
    pk
    Posts
    164
    Threads
    8
    Credits
    584
    Thanked
    0

    Unhappy Sheeda bhai Port 139 open hai

    Sheeda Bhai Apka Reply Pher ker Itni khushi Huwi Key Yakeen Maniyee ItDuniya per Pehley Kabhi Koi thread pher ker bhi Na huwe The Per Achanak Yeh Khusi Parishani main BAdal Gayee hai Kaun Kay App ney Jis Badname Zamana Port 139 ka zikar kiya hai Woh Iss Waqt Open Hai ISs ka location System hai Aur process main bhi system likha huwa hai Main Ab kia karoon Sir............

  6. #6
    kooljine's Avatar
    kooljine is offline Senior Member+
    Last Online
    19th August 2013 @ 09:54 PM
    Join Date
    25 Jan 2007
    Location
    pk
    Posts
    164
    Threads
    8
    Credits
    584
    Thanked
    0

    Default

    Main Win Xp Use raha Hoon Love Bird App ney Jo TCP port bataey Hai woh bhi Open Hai Port 445 bhi open hai

  7. #7
    kooljine's Avatar
    kooljine is offline Senior Member+
    Last Online
    19th August 2013 @ 09:54 PM
    Join Date
    25 Jan 2007
    Location
    pk
    Posts
    164
    Threads
    8
    Credits
    584
    Thanked
    0

    Unhappy Help Again Plz Serious Prob!!!!

    Yeh Yeh Mashkook Ports Currently open hain Jo key System ko process ker rahe hain aur in ki application location system hai
    UDP 137
    UDP139
    TCP 139
    UDP445
    TCP 445
    TCP 1047
    INN SAB PORTS KI PROPERTIES MAIN KOI MANUFACTURE INFORMATION NAHEEN HAI AUR YEH SAB SYSTEM KO PROCESS KER RAHEE HAIN
    gUIDE ME AGEY KIA KAROON KIA INN SAB KO BLOCK KERNEY KI KOSHISH KAROON?

  8. #8
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    jee, aap in sub ports ko block karsaktay hain agar aap nay Kaspersky ya koi aur firewall lagai hay to woh in ports ko open honay kay bawajood in monitoring kjartay hain

  9. #9
    shayan is offline Senior Member+
    Last Online
    1st March 2011 @ 08:49 PM
    Join Date
    19 Feb 2006
    Posts
    54
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Nice thread ..
    wase agar hamein khud koi port Block karni ho yah Open karni ho tu kaise karein ??

  10. #10
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    Quote shayan said: View Post
    Nice thread ..
    wase agar hamein khud koi port Block karni ho yah Open karni ho tu kaise karein ??
    kisi software kay baghair naheen hosakta ya phir aap ko khud progam likhna paray ga VB waghaira mai. behtar hain firewall say hi block karain. Windows XP Service Pack 2 main built-in firewall hay woh bhi achhi hai. Jaab aap nay koi firewall ya software install naheen kia hita to yeh saray ports open hi hotay hain

  11. #11
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    Quote kooljine said: View Post
    Sheeda Bhai Apka Reply Pher ker Itni khushi Huwi Key Yakeen Maniyee ItDuniya per Pehley Kabhi Koi thread pher ker bhi Na huwe The Per Achanak Yeh Khusi Parishani main BAdal Gayee hai Kaun Kay App ney Jis Badname Zamana Port 139 ka zikar kiya hai Woh Iss Waqt Open Hai ISs ka location System hai Aur process main bhi system likha huwa hai Main Ab kia karoon Sir............
    aap ki hosla afzai ka bohot bohot shukria. yeh to aap ka pyar hai. agar aap nay kaspersky install kia huwa hay to aap ko fikar karnay ki zaroorat naheen.

  12. #12
    Love_bird's Avatar
    Love_bird is offline Senior Member
    Last Online
    13th May 2019 @ 08:49 AM
    Join Date
    21 Nov 2006
    Location
    Europ K Khawaboon Mein
    Posts
    999
    Threads
    23
    Credits
    1,249
    Thanked
    0

    Default

    o sheeda bai g8t o

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Hacker Attack: Cyber ​​attack against IMF
    By Net-Rider in forum Computer Articles
    Replies: 22
    Last Post: 26th June 2011, 12:08 PM
  2. Replies: 5
    Last Post: 23rd April 2010, 01:43 AM
  3. Rawal Pindi Attack Ki Hakekat (Attack Kis Ne Keya)
    By Shehzad Iqbal in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 19
    Last Post: 10th December 2009, 10:30 PM
  4. To change USB port 1.0 to USB port 2.0
    By Naureen in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 31st December 2007, 12:14 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •