Aj mulk k ba'z cities mai roza hai awr ba'z mai nhi. Ap btain apk city mai hai ya nhi?Btain
Aj mulk k ba'z cities mai roza hai awr ba'z mai nhi. Ap btain apk city mai hai ya nhi?Btain
mara to ha kionkay main kuwait main hoon
CITY OF ANGELS AND ME
ji aaj pehle roza hai
Janab aaj ka roza kesa hay aaj???
nahi Ajj Roza Nahi Hain Kionkih Hakumat-e-pakistan Nay Eilan Kia Hain Kih Roza Sunday Ko Ho Ge
Bookmarks