Page 4 of 4 FirstFirst 1234
Results 37 to 44 of 44

Thread: Khawateen Se Eik Sawal

  1. #37
    mughalz_pk is offline Senior Member+
    Last Online
    19th March 2009 @ 04:03 PM
    Join Date
    07 Nov 2008
    Posts
    56
    Threads
    1
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    apka sawal bada hi complicated hai.lekin mujhe lagta hai k aurat har ek per dil se aithbaar karti hai iss liye khud ko kisa ka kar ke ya kissi ki ho kar khud ko bhool jaati hai.meri nacheez soch hai.but u r genious

  2. #38
    tabassum munir is offline Junior Member
    Last Online
    8th March 2009 @ 03:03 PM
    Join Date
    07 Nov 2008
    Posts
    18
    Threads
    0
    Credits
    359
    Thanked
    0

    Default

    Es Se Bara Sach Koi Nai K Agar Aorat ApnyAp Ko Kahin Rakh K Bhul Jay To Wo Sari Zindgi ApnyAp KO TalashKari Rehti Hai

  3. #39
    Huma's Avatar
    Huma is offline Senior Member+
    Last Online
    7th June 2016 @ 11:38 AM
    Join Date
    01 Jan 2006
    Location
    In mom's heart
    Posts
    64
    Threads
    1
    Credits
    1,016
    Thanked
    0

    Default

    Aurtoun ko isliye kaha gya hai ager woh khud ko kahin rakh ker bhool jayein tou woh sari zindagi khud ko talash kerti rehti hai... kyun k Aurut woh Hasti hai, Ager kisi k lye apney aap ko badalna chahey tou apna aap mita sakti hai, Aurtein ba-muqabala Mardoun k ziyada Sincere aur Zim-e-daar hoti hain.
    Ab ager koi banda change tou ho jaye .. lekin kahin na kahin uss k dil mein apni pichli zindagi ki perchayi tou reh jati hai na.. yaad to rehta hai na apney past k barey mein... Aur uss waqt ager aurat chahey bhi to pehley jesi nahi ho sakti.

    Iss ko 2nd way mein iss tarah bhi lya ja sakta hai k Aurtein itni bhulakar hoti hain k ager woh apney aap ko rakh ker bhul jayein tou doondhti rahein.. majal hai jo khud ko dhoond nikalein

    Khair yeh to mazak ki baat hai
    yeh koi bil-khasoos Aurtoun ki nature mein ho zaruri nahi.. yeh to her bandey ki nature pe depend kerta hai... lekin mardoun k muqabley mien Khawateenoun ko islye zyada bhulney ki adat hoti hai kyun k un pe kaam ka bohttt burden hota hai, kuch ko tou pura ghar sambhalney k sath sath bahar ka bhi sab dekhna hota hai (JOBFUL LADIES).. Aurat sirf kehney ko baray-e-naam hi nazuk tabeyat hoti hain... lekin yeh baat ap sab ko tasleem kerna parey gi.. jitna mehnti Aurtein hoti hain, jitna zim-e-daar hoti hain.. utna mard nahi hotey


    Ager mein ney kuch ghalat kaha hai tou plzz meri rehnumayi karein

    Shukriya

  4. #40
    shams72242 is offline Member
    Last Online
    5th January 2014 @ 07:47 AM
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Islamabad
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    197
    Threads
    29
    Thanked
    0

    Default

    Ess ka matlab hay k agar orat kahi koi chez rakh lay, to samjo wo chez samander may chli gai hay. jo zarorat k wakat nahi milay gi.

  5. #41
    khanbhai is offline Member
    Last Online
    12th June 2010 @ 12:48 PM
    Join Date
    20 Nov 2006
    Age
    39
    Posts
    363
    Threads
    58
    Thanked: 1

    Default

    جناب یہ جملہ صرف خواتین کے لیے ہے یا لڑکیوں پر بھی فٹ ہے۔ کیونکہ خاتون اور لڑکی میں کافی فرق ہوتا ہے۔ اگر یقین نہیں آتا تو کسی لڑکی کو خاتون کہہ کر دیکھ لیں۔

  6. #42
    isma81's Avatar
    isma81 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th October 2009 @ 03:26 AM
    Join Date
    19 Dec 2008
    Posts
    59
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Haan Sahi Kaha Aap Nay Aghar Aourat Khud Ko Bhool Jay To Phir Saari Zindagi Hi Apnay Aap Ko Dhoondti Rahati Hai Pe Kabhi Khud Ko Pa Nahi Sakti Aghar Aaisa Ho Jata Keh Aourat Appna Aap Dhoondanay Lag Jay To Yaad Rakhna Keh Phir Sab Rishtay Naatay Sab Naslain Teh-o-bala Ho Gain Gi Qounkeh Yeh Aourat Hi Hai Jo Appna Aab Bhool Ker Bachay Paal Rahi Hai Ghar Sanbaal Rahi Hai Or Aap Ki Naslon Ki Perwarish Ker Rahi Hai

  7. #43
    soul is offline Senior Member+
    Last Online
    25th June 2010 @ 12:54 AM
    Join Date
    03 Dec 2008
    Posts
    217
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ji sahi bat hay

  8. #44
    Zeeshan Sajid is offline Junior Member
    Last Online
    7th January 2009 @ 07:17 PM
    Join Date
    07 Jan 2009
    Posts
    9
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    kabhi hum jesay mardon se bhi sawaal pooch lo.
    hawa nikal jati hai kia... aray hum bhi to insan hain
    bhai hain to kia howa

Page 4 of 4 FirstFirst 1234

Similar Threads

  1. Khawateen r every where
    By shahab_anwar in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 3
    Last Post: 18th December 2021, 12:49 AM
  2. Khawateen Ka Calender... :D
    By n2cute in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 20
    Last Post: 22nd November 2021, 05:28 AM
  3. Tamam Doston sey 2 sawal (Dosra Sawal)
    By nasirnoman in forum Islam
    Replies: 1
    Last Post: 22nd December 2008, 08:02 PM
  4. Khawateen Ke Din Per!........?
    By adnmirza in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 8
    Last Post: 30th November 2008, 07:00 PM
  5. Khawateen Per Zulm
    By Doctor in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 10
    Last Post: 14th October 2008, 02:59 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •