Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 13 to 24 of 44

Thread: Khawateen Se Eik Sawal

  1. #13
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Quote mr_obaid said: View Post
    lagta hai sab khawateen bhaag gaeein hain
    Aray Nahin Obaid Bhai........Bhage Nahin.....Jawab Deen Ge Inshallah.....

  2. #14
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Quote Jaan_leva said: View Post
    Shayad Ye Theek Kaha Gaya Hai
    Jaan Leva Bhai....Aap Be Khawateen Ko Dara Rahay Hein.... .....Thora Sabar Karen....Abi Hina, Sister, Shumila Aur Bhot Se Khawateen Hein....Sab Ka Jawab Aa Jiye Ga.....

  3. #15
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Quote cute_charming786 said: View Post
    Aap ne theek kaha hai...........Agree wid u
    Aray Nahin Hina Sister..... ....Jawab Deen Ya Phir Ye Question ZAFAR BHAI Ke Taraf Bhejtay Hein....Lakin Wo Mard Hein Phir Be Apne Tajrabe Ke Roshni Mein Jawab To De Deen Gay...

  4. #16
    Terminator's Avatar
    Terminator is offline Senior Member+
    Last Online
    14th February 2017 @ 09:13 AM
    Join Date
    17 Dec 2005
    Location
    PAKISTAN
    Age
    40
    Posts
    6,183
    Threads
    319
    Credits
    904
    Thanked
    8

    Default

    اس کا جواب ہماری بہت ساری بہنیں ہیں جو شاید دیں سکے کیونکہ اس کے متعلق تو اُن کو ہی پتہ ہوگا۔۔۔۔۔ لیکن یہ کچھ ایسا لگتا ہے کہ کسی آدمی کو اردو تو معلوم ہوتی ہے سمجھ سکتا ہے ۔۔ لکھ اور پڑ ھ سکتا ہے ۔۔۔۔ لیکن پھر بھی اگر اس کے سامنے اردو کی کوئی شعر رکھی جائے اور اُسے اُس کی تشریح کے لئے کہا جائے ۔ تو وہ اس سے شاید قاصر ہوگا۔۔ یہی چیز مجھے یہاں نظر آئی بہر حال ہر ایک کا اپنا اپنا خیال ہوگا۔۔ اور ہر کوئی اپنے تجربے یا کسی کو دیکھ کر اس کی جواب دینے کی کوشش کریں گا۔ ہم بھی دیکھتے ہیں۔۔ کہ تشریح کس سمت موڑتی ہے ۔۔۔۔

  5. #17
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Quote Terminator said: View Post

    Wo Zafar bhai mein nay socha shayed Mard Hazraat Iss Khawateen ke Duniya meiN tashreef he nahin latay.... ....wesay akar khawateen ko yai bhabhiooN ko gilla Be rehta hay....hahaha.... khair jaab tak sari khawateen jawab nai deteiN Aap Hall-e-Dil Balkay Asl Soorat-e-Hall Byan Kar Deen.......Agar Kisi Ne Jawab Na Diya To Phiar Majboor Ho Kar Muje He Kuch Karna Pare Ga.... ....(Muskaraty Hovay)

    Wesay Zafar bhai bhot acha reply hai....welldone...lakin hameen intezar hay khawateen ka....Hina sister aur sab ke SISTER to jaan chura giyen....hahahaha...dekhtay hein baqi bachi khachi khawateen kia kehte hein...

  6. #18
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Talking

    Quote phototech81 said: View Post
    HMMMMMMMMMMM nice shahid bhai main bi jawab deta laken main orrat nahi hon mujay bi intezar ray ga
    chalain khurram bhai thoori dayr ko farz kar lain keh aap khatoon hain ab jawab dain

  7. #19
    sidrakhan's Avatar
    sidrakhan is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd April 2011 @ 06:54 PM
    Join Date
    07 Mar 2007
    Age
    40
    Posts
    238
    Threads
    34
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    her ek baat her aik ko bata nahi saktay

  8. #20
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Thanked
    0

    Default

    Quote sidrakhan said: View Post
    her ek baat her aik ko bata nahi saktay
    یہ بھی اچھی کہی آپ نے ، صِدرا جی۔۔

  9. #21
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Quote Doctor said: View Post
    chalain khurram bhai thoori dayr ko farz kar lain keh aap khatoon hain ab jawab dain
    hahaha.... ...wesay ye baat sahi kahi aap ne ......khuram bhai ab to jawab day deen....

  10. #22
    Shumaila Khan's Avatar
    Shumaila Khan is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2010 @ 03:03 PM
    Join Date
    11 Jan 2007
    Location
    In Your Brain
    Posts
    623
    Threads
    88
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Editorshahid bhai!

    Aap kay sawaal ka jawaab to daina chaahtee hoon magar jab say is
    sawaal ko parha hey isi sooch mein hoon kah aaya aap nay is sawaal
    ko utni hi sunjeedgee say kiya hey jitna kah yeh sawaal hey? Ya yoon
    hi aap ko sawaal achha laga aur aap nay hum par daagh diya?
    jesay Shahsaeein ne farmiya

    Quote shahsaeein said: View Post
    شاہد بھائی ، آج پھر ایک شوشا لے آئے آپ
    شاہ
    to mairay bhai agar to ghair sunjeedgee say kiya hey to jawaab itna hey

    Achhahey dil kay saath rahey passbaan aql
    laikin kabhi kabhi usay tanhaa bhi chooR day

    laikin agar aap nay poore sunjeedgee say yeh sawaal kiya hey to Forum ke aadaab ko mad-e-nazar rakhtay huay jawaab dainay ki koshish kartee hoon keh jahaan aurat aik lamhaa kailiay bhi bhoolee keh woh aurat hey to phir woh pal us ki zindgee ka aakharee pal hi samjhiay, us kay baad zindgee zindgee kay elawah to kuch ho saktee hey zindgee nahien ho saktee.
    Sir Syad Ahmad khaan nay apnay kisi mazmoon mein waqt ko aik aisi laRkee jo bhaag rahi hey aur jis ki chootee us kay maathay par hey say tashbeeh dee hey, yani hum guzray huway waqt kay pichay bhaag kar bhi us ko pakar nahien saktay, so aurat jahaan bhoolee kah woh aurat hey woh wahien reh gai wapes lotna namomkin aur bhaagtay waqt ko roknaa bhi bus say bahir.
    ......Aurat ka lafz mastoor yani chupi huee cheez ka hey, so jab tak woh apnay aap mein hey to aurat hey jahaan khud ko bhooli to........
    khoay ga,ay hum aisay kah aghyaar pa ga,ay
    jab paa ko,i ja,ay to banhan phir apna aap bhoolnay waalay ko apna aap kahaan say milna hey?....

    mein samajte hoon ke kisi had tak aap ko samaj aa giya ho ga....wesay aap ka sawal muje be achi tarah samj nahin aiya aur aap ka sawal aurat ke barrye main hay....aur main tou larki hon is liye sahi jawab nahin de sakte..... is ka jawab aap ko Hina Aunty Aur Sister Chachi he bata sakte hein.....hehehe

  11. #23
    Shaheen's Avatar
    Shaheen is offline Advance Member
    Last Online
    25th March 2023 @ 09:00 PM
    Join Date
    31 Jul 2006
    Location
    Melbourne
    Posts
    13,755
    Threads
    225
    Credits
    1,448
    Thanked: 1

    Default

    Quote Shumila said: View Post
    Editorshahid bhai!

    Aap kay sawaal ka jawaab to daina chaahtee hoon magar jab say is
    sawaal ko parha hey isi sooch mein hoon kah aaya aap nay is sawaal
    ko utni hi sunjeedgee say kiya hey jitna kah yeh sawaal hey? Ya yoon
    hi aap ko sawaal achha laga aur aap nay hum par daagh diya?
    jesay Shahsaeein ne farmiya

    to mairay bhai agar to ghair sunjeedgee say kiya hey to jawaab itna hey

    Achhahey dil kay saath rahey passbaan aql
    laikin kabhi kabhi usay tanhaa bhi chooR day

    laikin agar aap nay poore sunjeedgee say yeh sawaal kiya hey to Forum ke aadaab ko mad-e-nazar rakhtay huay jawaab dainay ki koshish kartee hoon keh jahaan aurat aik lamhaa kailiay bhi bhoolee keh woh aurat hey to phir woh pal us ki zindgee ka aakharee pal hi samjhiay, us kay baad zindgee zindgee kay elawah to kuch ho saktee hey zindgee nahien ho saktee.
    Sir Syad Ahmad khaan nay apnay kisi mazmoon mein waqt ko aik aisi laRkee jo bhaag rahi hey aur jis ki chootee us kay maathay par hey say tashbeeh dee hey, yani hum guzray huway waqt kay pichay bhaag kar bhi us ko pakar nahien saktay, so aurat jahaan bhoolee kah woh aurat hey woh wahien reh gai wapes lotna namomkin aur bhaagtay waqt ko roknaa bhi bus say bahir.
    ......Aurat ka lafz mastoor yani chupi huee cheez ka hey, so jab tak woh apnay aap mein hey to aurat hey jahaan khud ko bhooli to........
    khoay ga,ay hum aisay kah aghyaar pa ga,ay
    jab paa ko,i ja,ay to banhan phir apna aap bhoolnay waalay ko apna aap kahaan say milna hey?....

    mein samajte hoon ke kisi had tak aap ko samaj aa giya ho ga....wesay aap ka sawal muje be achi tarah samj nahin aiya aur aap ka sawal aurat ke barrye main hay....aur main tou larki hon is liye sahi jawab nahin de sakte..... is ka jawab aap ko Hina Aunty Aur Sister Chachi he bata sakte hein.....hehehe
    hahaha mujhay pata tha is ka jawab Shumila hi dengi ..hmmm nice work Shahid bro and Shumila jee.

  12. #24
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Shaheen said: View Post
    hahaha mujhay pata tha is ka jawab Shumila hi dengi ..hmmm nice work Shahid bro and Shumila jee.
    میں بھی آپ کی بات سے اتفاق کرتا ہوں شاہین بھائی
    شاہ

Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Similar Threads

  1. Khawateen r every where
    By shahab_anwar in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 3
    Last Post: 18th December 2021, 12:49 AM
  2. Khawateen Ka Calender... :D
    By n2cute in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 20
    Last Post: 22nd November 2021, 05:28 AM
  3. Tamam Doston sey 2 sawal (Dosra Sawal)
    By nasirnoman in forum Islam
    Replies: 1
    Last Post: 22nd December 2008, 08:02 PM
  4. Khawateen Ke Din Per!........?
    By adnmirza in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 8
    Last Post: 30th November 2008, 07:00 PM
  5. Khawateen Per Zulm
    By Doctor in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 10
    Last Post: 14th October 2008, 02:59 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •