Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: Quran maen Imam Mahdi ka zikr?

  1. #1
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Default Quran maen Imam Mahdi ka zikr?

    al Salaam alekum!

    Sura ISRA(111), AYAT(71)

    يَوْمَ نَدْعُو كُلَّ أُنَاسٍ بِإِمَامِهِمْ فَمَنْ أُوتِيَ كِتَابَهُ بِيَمِينِهِ فَأُوْلَـئِكَ يَقْرَؤُونَ كِتَابَهُمْ وَلاَ يُظْلَمُونَ فَتِيلاً (17:71)

    17:71 one Day We shall summon all human beings alongwith their IMAM whereupon whose record shall be placed in their right handAsad(17,85) -it is they who will read their record. Yet none shall be wronged by as much as a hair's breadth:Asad(17,86)


    maen ne boht si websites maen mukhtalif raaye rakhne waale logon ki postings parhi haen, Imam Mahdi ke bare maen kuch log kehte haen ke un ka zikr Quran maen mojud hae aur Kuch kehte haen ke unn ka zikr Quran maen nahin.

    Meri Emaan hae ke Rasool Allah ka koi famran Quran se bahir nahin aur na hi unn ka koi farman Quran se takraata hae, Quran maen har khushk o tar shaye ka zikr mojud hae, sirf smajhne ki der hae.

    Lehaza maen ne issi baat ki roshini maen jab Quran maen tehqeeq ki ke dekha jaye ke Imam mHadi ka zikr kahan milta hae to mujhe aik aisi ayat mili jo maen ne Imam Mahdi ke Quran maen zikr ke taur per abhi tak kisi website per nahin dekhi.

    Lehaza iss niyat ke saath ke agar meri smajh maen sahi baat ayi hae to iss ko share karun aur aap sab ki raaye lun iss aayat ki roshini maen ke aaya waqayi ye ayat Imam Mahdi ki baat kar rahi hae ya nahin, mujhe to iss se waziah aur koi doosri aayat Imam Mahdi ke mozu per nahin mili abhi tak jo Quran maen direct kisi aise Imam ki baat kar rahi ho jo sab insaanon ke saath kisi khaas waqt maen mojud hon.

    wa Allaho aalam!

  2. #2
    Confuse's Avatar
    Confuse is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd May 2015 @ 03:53 PM
    Join Date
    17 Jan 2009
    Location
    Khamosh NaGaR
    Gender
    Male
    Posts
    8,124
    Threads
    778
    Credits
    0
    Thanked
    785

    Default need more tafseer !



    ma urdu k sath share kar raha hoon , iss ki tafseer parne k bi zaroorat ha , i will search on it more , lakin ma aap k baat se bi disagree nahi hoon ,
    Attached Images Attached Images  

  3. #3
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Default

    aap ki input ka shukria!

  4. #4
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Assalam-o-Alaikum,

    Jahan takk mera naaqis Ilm ha, uski roo se man kehna chata hon keh iss ke mutaliq teen Raye han.

    1. Imam se muraad Anbia Alehimus Salam han, yani Qayamat man har Ummat ko uske nabi A.S. ke saath pukara jaye ga.

    2. Imam se muraad Kutub-e-Samawia han, yani qyamat man hur ummat ko usko di gayi kitaab se pukara jaye ga, jese Ahle Tauraat, Ahle Injeel, Ahle Zaboor, Ahle Quraan.

    3. Imam se muraad Hur shaks ka Naamye Amaal hoga, yani qyamat man hur shaks ko uske naamye amaal ke saath bulaya jaye ga, aur zarrah barabar bhi uss par zulm ya ziadti nahin hogi,

    Yhaan Rahnuma (Imam) se muraad inhi teen Raye se ittefaaq kia gia ha, aur iss Raye ko Hazrat Imam Ibn-e-Kaseer rahimullah aur Hazrat Shokaani rahimullah ne ikhtiaar kia ha.

    Is lye yahan Hazrat Imam Mehdi rahimullah ko muraad lena durust nahin hoga, Baqi hur baat ka ilm to Siraf Allah ke paas ha.

    Wallah-o-alam bissawaab

    Wassalam,
    Khanqah Daruslam

  5. #5
    ayesha_hussain is offline Junior Member
    Last Online
    10th January 2010 @ 02:16 AM
    Join Date
    01 Aug 2009
    Age
    38
    Posts
    8
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    limra aap ki baat sahe ha

  6. #6
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Quote Ayesha Hussain said:
    limra aap ki baat sahe ha
    Assalam-o-Alaikum,

    Shukria sister...

  7. #7
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote naqshbandios_limra said: View Post
    Assalam-o-Alaikum,

    Jahan takk mera naaqis Ilm ha, uski roo se man kehna chata hon keh iss ke mutaliq teen Raye han.

    1. Imam se muraad Anbia Alehimus Salam han, yani Qayamat man har Ummat ko uske nabi A.S. ke saath pukara jaye ga.

    2. Imam se muraad Kutub-e-Samawia han, yani qyamat man hur ummat ko usko di gayi kitaab se pukara jaye ga, jese Ahle Tauraat, Ahle Injeel, Ahle Zaboor, Ahle Quraan.

    3. Imam se muraad Hur shaks ka Naamye Amaal hoga, yani qyamat man hur shaks ko uske naamye amaal ke saath bulaya jaye ga, aur zarrah barabar bhi uss par zulm ya ziadti nahin hogi,

    Yhaan Rahnuma (Imam) se muraad inhi teen Raye se ittefaaq kia gia ha, aur iss Raye ko Hazrat Imam Ibn-e-Kaseer rahimullah aur Hazrat Shokaani rahimullah ne ikhtiaar kia ha.

    Is lye yahan Hazrat Imam Mehdi rahimullah ko muraad lena durust nahin hoga, Baqi hur baat ka ilm to Siraf Allah ke paas ha.

    Wallah-o-alam bissawaab

    Wassalam,
    sahi fermaya

  8. #8
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote naqshbandios_limra said: View Post
    Assalam-o-Alaikum,

    Jahan takk mera naaqis Ilm ha, uski roo se man kehna chata hon keh iss ke mutaliq teen Raye han.

    1. Imam se muraad Anbia Alehimus Salam han, yani Qayamat man har Ummat ko uske nabi A.S. ke saath pukara jaye ga.

    2. Imam se muraad Kutub-e-Samawia han, yani qyamat man hur ummat ko usko di gayi kitaab se pukara jaye ga, jese Ahle Tauraat, Ahle Injeel, Ahle Zaboor, Ahle Quraan.

    3. Imam se muraad Hur shaks ka Naamye Amaal hoga, yani qyamat man hur shaks ko uske naamye amaal ke saath bulaya jaye ga, aur zarrah barabar bhi uss par zulm ya ziadti nahin hogi,

    Yhaan Rahnuma (Imam) se muraad inhi teen Raye se ittefaaq kia gia ha, aur iss Raye ko Hazrat Imam Ibn-e-Kaseer rahimullah aur Hazrat Shokaani rahimullah ne ikhtiaar kia ha.

    Is lye yahan Hazrat Imam Mehdi rahimullah ko muraad lena durust nahin hoga, Baqi hur baat ka ilm to Siraf Allah ke paas ha.

    Wallah-o-alam bissawaab

    Wassalam,
    AP ka fist point darust hai.
    GOOD

  9. #9
    Join Date
    21 Oct 2009
    Location
    City of Textiles
    Age
    34
    Posts
    387
    Threads
    1
    Thanked
    12

    Default

    nice thread

  10. #10
    Hasanmian is offline Junior Member
    Last Online
    25th January 2010 @ 06:27 PM
    Join Date
    20 Jan 2010
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    997
    Thanked
    0

    Default

    Assalam O Alaikum

    Dear Ahmed Irfan


    There are many Ayats in Quran for IMAM MEHDI (A.S). However I'll quote SURAH HOOD AYAT 86.....BAQIYATALLAHE KHAIRUL LAKUM INKUNTUM MOMENEN WAMA ANA ALAYKUM BEHAFEEZ...........................Allah ka Baqiya tumharay lia kaheee behter hai Mai to tumhara kutch Nigayban Nahe.....

    When IMAM MEHDI (A.S) will be Zahoor from KHANAY-E-KABA....Then IMAM MEHDI (A.S) recite this AYAT and 313 Momeneen will say LABAIK YA BAQIYATALLAH....

    WASSALAM O ALAIKUM WA REHMATULLAHE WA BARAKATAOOO

  11. #11
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Jazakallah ....... Imran bhai bilkul sahe kaha aap nay ........
    Max img size for signature is 30KB or Less

  12. #12
    farazbaig is offline Senior Member
    Last Online
    13th August 2014 @ 02:23 AM
    Join Date
    21 Oct 2009
    Location
    pakistan
    Age
    41
    Posts
    528
    Threads
    14
    Thanked
    140

    Default

    Jazak Allah

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Zahoor e Imam Mahdi a.s ki Alaamaat
    By sonammalik in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 14
    Last Post: 13th January 2016, 03:32 PM
  2. *Wo Pal jinka zikr Quran me aaya hai*
    By Akram ullah in forum Islam
    Replies: 13
    Last Post: 20th May 2015, 05:37 AM
  3. Quran maen Laa'nut ka bayan لعنت
    By Real_Light in forum Islam
    Replies: 36
    Last Post: 31st May 2007, 11:52 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •