Results 1 to 4 of 4

Thread: URGENT: Word 2003 Macro error

  1. #1
    tanweer911's Avatar
    tanweer911 is offline Junior Member
    Last Online
    23rd December 2009 @ 01:41 PM
    Join Date
    12 Aug 2008
    Posts
    9
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Question URGENT: Word 2003 Macro error

    Assalaam o Alaekum,
    Janab mera ek masla hai, yeh kahnte huye main khud ko khasa ahmaq mahsoos kar raha hoo. Baharkaif, kal mere maine windows update install kien.

    Uske baad jab bhi main microsft office ka koi bhi application open karta toh yeh error aata " Microsoft <program name> has not been installed for this user, please use cd to install"

    Is problem ko toh Maine slove karliya.

    Darj zayel tareeqey se:

    Ek naya administrator account banaya, apne account account se log off kiya, naye account mein log on kiyaa, bari bari word, excell, Powerpoint , yani har Office application ko open kiya, phir close kiya.
    Phir registry mein jake " H_KEY_CURRENT USER/Software/Microsoft/Office" ki registry ko export karke, Apni local disc ki root mein save kiya. ( Right Click on Office, Click export, save to C:"
    Ab naye account se log off karke apne asal account mein log in kiya.
    Registry mein jake filemein click kiya aur import option select karke, apni nayi account wali registry ko import karliya.
    Woh Masla toh solve ho gaya.

    Magar baat se baat nikalti chali gayi ke masdaq, naye masley meri computer life ajeeran kar rahe hain.

    PROBLLEM # 1
    Word kholney per ek naya errror messege aata hai

    "The function you are attempting to run contains macros or content
    that ... ...you (or your administrator) chose not to install macros or
    controls"

    Mainey har cheez try ki. Tools mein jakey, macro , security, mein jake security level "low" select kiya.

    Start "Control Panel", "add & remove program" mein jakey
    select Microsoft Office 2003. "Change" per click kiya,and Office Setup launch hogaya. Add or Remove Features select kiya. Office Shared Features ko select kiy,next per click kiya, Expand kiya, phir Visual Basic for Applications ko expand karke the Run from My Computer Option ko select kiya. Continue ko Click kiya.

    Office 2003 reinstall hogaya.
    Magar kuch afaqa nahin huaa.

    PROBLEM # 2.

    Power point khulta hi nahin.

    App hazraat agar meri kuch madad kar saktey hain toh baray meharbani, kuch karein, yeh mera official computer hai aur meri important files hain jo lost ho jayeni.

    Warne iska ek simple hal hai
    " Ek naya administrator account banao, aur maujoodah account ko delete kardo"

    Waisey bhi yeh last option hoga, Us se pehley yeh janna zaroori hai ki yeh masla hai kiya aur kiyon?

    Note " Doosrey kisi bhi account sey kisi bhi office application bina kisi masley ke normally open ho rahi hai.

    Meri computer details

    OS: Windows XP Professional 32 bit SP3,
    Microsoft.Net Framework 3.5
    Latest Java
    Microsoft office professional 2003,
    NOD 32 V 3.0.2
    Ram; 512 MB
    Hard Disc: 80 GB, Free 48 GB,
    Iske Ilawa bhi kuch information chahiye hon toh batayen.

    Magar please meri help karein, Har chand mainey ek taweel makalma likh diya hai magar koi chara nahin thaa, main aap hazraat ka qeemti waqt zaya nahin karna chahta.

    Peshgi shukrya qabool farmayen.

  2. #2
    tanweer911's Avatar
    tanweer911 is offline Junior Member
    Last Online
    23rd December 2009 @ 01:41 PM
    Join Date
    12 Aug 2008
    Posts
    9
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default ???????

    Kiya huaa, dosto, kisi ne mere masley ki taraf dhiyan nahin diya. Experts where are u?

  3. #3
    tanweer911's Avatar
    tanweer911 is offline Junior Member
    Last Online
    23rd December 2009 @ 01:41 PM
    Join Date
    12 Aug 2008
    Posts
    9
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Thumbs down Experts??????????????????????????????????????????? ???

    I Thought there are experts???????
    Tell Me I WAS WRONG!!

  4. #4
    tanweer911's Avatar
    tanweer911 is offline Junior Member
    Last Online
    23rd December 2009 @ 01:41 PM
    Join Date
    12 Aug 2008
    Posts
    9
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote tanweer911 said: View Post
    Assalaam o Alaekum,
    Janab mera ek masla hai, yeh kahnte huye main khud ko khasa ahmaq mahsoos kar raha hoo. Baharkaif, kal mere maine windows update install kien.

    Uske baad jab bhi main microsft office ka koi bhi application open karta toh yeh error aata " Microsoft <program name> has not been installed for this user, please use cd to install"

    Is problem ko toh Maine slove karliya.

    Darj zayel tareeqey se:

    Ek naya administrator account banaya, apne account account se log off kiya, naye account mein log on kiyaa, bari bari word, excell, Powerpoint , yani har Office application ko open kiya, phir close kiya.
    Phir registry mein jake " H_KEY_CURRENT USER/Software/Microsoft/Office" ki registry ko export karke, Apni local disc ki root mein save kiya. ( Right Click on Office, Click export, save to C:"
    Ab naye account se log off karke apne asal account mein log in kiya.
    Registry mein jake filemein click kiya aur import option select karke, apni nayi account wali registry ko import karliya.
    Woh Masla toh solve ho gaya.

    Magar baat se baat nikalti chali gayi ke masdaq, naye masley meri computer life ajeeran kar rahe hain.

    PROBLLEM # 1
    Word kholney per ek naya errror messege aata hai

    "The function you are attempting to run contains macros or content
    that ... ...you (or your administrator) chose not to install macros or
    controls"

    Mainey har cheez try ki. Tools mein jakey, macro , security, mein jake security level "low" select kiya.

    Start "Control Panel", "add & remove program" mein jakey
    select Microsoft Office 2003. "Change" per click kiya,and Office Setup launch hogaya. Add or Remove Features select kiya. Office Shared Features ko select kiy,next per click kiya, Expand kiya, phir Visual Basic for Applications ko expand karke the Run from My Computer Option ko select kiya. Continue ko Click kiya.

    Office 2003 reinstall hogaya.
    Magar kuch afaqa nahin huaa.

    PROBLEM # 2.

    Power point khulta hi nahin.

    App hazraat agar meri kuch madad kar saktey hain toh baray meharbani, kuch karein, yeh mera official computer hai aur meri important files hain jo lost ho jayeni.

    Warne iska ek simple hal hai
    " Ek naya administrator account banao, aur maujoodah account ko delete kardo"

    Waisey bhi yeh last option hoga, Us se pehley yeh janna zaroori hai ki yeh masla hai kiya aur kiyon?

    Note " Doosrey kisi bhi account sey kisi bhi office application bina kisi masley ke normally open ho rahi hai.

    Meri computer details

    OS: Windows XP Professional 32 bit SP3,
    Microsoft.Net Framework 3.5
    Latest Java
    Microsoft office professional 2003,
    NOD 32 V 3.0.2
    Ram; 512 MB
    Hard Disc: 80 GB, Free 48 GB,
    Iske Ilawa bhi kuch information chahiye hon toh batayen.

    Magar please meri help karein, Har chand mainey ek taweel makalma likh diya hai magar koi chara nahin thaa, main aap hazraat ka qeemti waqt zaya nahin karna chahta.

    Peshgi shukrya qabool farmayen.
    I Thought there are experts???????
    Tell Me I WAS WRONG

Similar Threads

  1. Replies: 1
    Last Post: 16th May 2011, 07:08 AM
  2. Make Macro In MS Word......
    By editorshahid in forum Urdu Tutorials & Designing
    Replies: 7
    Last Post: 2nd December 2010, 09:33 AM
  3. Can i open MS word 2007 file in MS word 2003
    By shahid1 in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 18th February 2009, 01:34 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •