hmmmmm
hmmmmm
bhai ho skta hai ap ne system k andar koi cher khani ki ho aur us se system ki koi file dlete hogai ho ap ek kaam karen main bi nokia 6600 us kr rha hunaur aksar aise masle ata hain ap apne phone ko hard reset kr do phr sahi ho jayega aur ap apne contact sim main save kr lijiyega aur bi agar koi zarori file hoto kaheen save kr lijiyega
hard reset ka tariqa
off karo phone ko phr green button * aur 3 button dabba k rakho aur jahan se phone ko on krte ho wo bi daba k rakho yani pele yeh teen button ek sath daba k rakho us k bad in teeno button k sath phone start krne wala button bi daba k rakho aur tab tak dabana jab tak mobile ki screen par formatting na likha a jaye
agar formatting nahin likha arha to apne koi button sahi nahin dabaya hai phr se try krna INSHALLAH apka masla hal ho jayega
atif sahab mere sath bi yeh masla teen din pehle howa tha ap is ko hard reset kr do yeh virus ki wajah se hai
hard reset ka tariqa phone ko off krne k bad green ,*,3aur jis se phone on krte hain in charoon button ko ek sath daba kr rakhna hai aur tb tak daba kr rakhna hai jab tak screen par formatting likha na a jaye
fari bhai mere pas bi nokia 6600 hai aur meri joystick sirf left ki taraf kaam nahin krti aur jo bi apko mashwara deta hai k set sell krdo to sahi mashwara hai kyun k yeh wo set hai jis ka nokia ne dawa kia tha k is k joystick arse tak kharab nahin hogi.behtar yahi hai k ap set sell kr do
asad bhai lagta hai ap naraz hogaye asad bhai main jitna janta tha apko bta dia ab is k age ka main harware ka ziyada nahin janta bs books parh kr ap logoon ko btata rehta hun
gr8
bro very nice , best of luck ,
Asalm o Alaikum
Dear aap kay set kahi water damage to nahi hay?? agar water Damage hay to aap plz us ko over charge na karain. normally yeh problem overcharging aur non-geniune charger use karnay say aata hay aap apna genuine charger use karain. aik aur baat aap ki battery geniune hay kay non geniune (baad main 100 Rs. wali to nahi hay) agar phir bhi thik nahi hota to is ka Charging IC check kar way but kis ba etmaad banaday say kahi aisa na ho kay aap ko dhoka ho ja
Neem Hakeem Wabalay jan na ba jay
Bookmarks