Results 1 to 3 of 3

Thread: uk fee ka sshedule

  1. #1
    rayan's Avatar
    rayan is offline Senior Member+
    Last Online
    27th April 2013 @ 12:16 AM
    Join Date
    22 May 2009
    Age
    41
    Posts
    131
    Threads
    43
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default uk fee ka sshedule

    salam experts plz help me,me uk se postgraduation krna chahata hu magar mjhe ye pata nhi chaml rha k fees aik sath deni parti he ya instalment me means k kuch yaha se kuch waha jakr koi kaam kr k,q k me full fees aik sath nhi deskta,me dental subjects me msc krna chahta hu,

  2. #2
    lovtam is offline Advance Member
    Last Online
    4th December 2021 @ 09:57 PM
    Join Date
    05 Jul 2008
    Location
    Baharoo main Nazaroo Main
    Age
    39
    Posts
    1,923
    Threads
    316
    Credits
    324
    Thanked
    15

    Default

    g haan bhai jaan agr koi registered ya public university hai to wo app se poori fee nhi leingay 1 ya 2 semester(s) ki leingay yani taqreeban 1000-1500GBP kya app nay visa le liya hai ya abhi apply krna hai or haan app nay kon c university mein adm lena hai ya liya hia kuchh aysi b hoti hien jo k pakistan mein ap se sirf registration fee jo sirf 200 ya 250 pounds leti hien jo k non-refunable hoti hai
    baqi program pe depend krta hai medical,business,science en sb ka elehda hisaab hota hai ...waisay app se poori fee nhi leingay aadhi leingay better tha k app china chlay jatay agr parna hai kyokay pehlay students uk mein study k liye jatay the or wahan study krnay k bjae kaaam krtay the lekin ab wo system nhi raha ab baqaeda checking hoti hai universities mein or haaas kr pakistani students ki ..app jab app wahan jaeingay to ap nay university se ek card hasil krna hai jo ap ki boht help krega ....agr uk mein prna hai to soch lena ho skta hai wahan ap ko kaaam na mikay kyonky wahan kaam k haalaat theek nhi hein ..students yehi soch kr jatay hein k khair hai wahan ja kr paisya kma kr study kr lein gay jab wahan jatay hein to wahan kaam hi nhi milta ,,haan ek baat yaad rahy k wahan app ka koi qareebi yaani behn ya bhai hona chahiye warna us country mien koi ap ko support nhi krta agr koi hai to woh kahin na kahin koshish kr k app ko kaaam dilwa skta hia okkk
    other inforamtion k liye mere number pe sms krna with ur name n ITD refference ....or haan jab ka visa ho jae to mujhe bta dien mein app ko guide kr dunga k card kaisay or kahan se milay ga ..ok bye mein apko pm kr raha hun wahan koi b masla ho mein hazir hun mera contact no b hai pm mein..ok agr visa nhi huwa to embassy ya interview wgaira denay se pehlay mujhse contact kr lena...dont worrry about it....m here ...bhai jaan meinay appko apna cell no pm krna chaha lekin app ki pm memory full hai wahan se app kuchh private messages delete kr dein takay mein ap ko pm kr skun kyonkay yahan hum celll noz share nhi kr skty..
    regards and best of luck
    from ur brother
    MAAN J BUTT
    MIRPUR AJK

  3. #3
    lukyimtiaz is offline Senior Member+
    Last Online
    17th November 2016 @ 11:41 AM
    Join Date
    21 Sep 2009
    Age
    37
    Posts
    191
    Threads
    3
    Credits
    361
    Thanked
    9

    Default

    Quote lovtam said: View Post

    helo dear maj uk study visa k bary main information chay di.ap apna number maj pm karny plz

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •