Page 4 of 4 FirstFirst 1234
Results 37 to 47 of 47

Thread: Only Five Strange Questions ke jawab replay karein, any one knows!

  1. #37
    joinmeforu is offline Junior Member
    Last Online
    20th January 2013 @ 10:02 PM
    Join Date
    04 Aug 2009
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    1,045
    Thanked
    0

    Angry what are you doin man?

    Quote wasim697 said: View Post
    Baat ye hay k ham MUSLIMs hain!

    or muslim ko GHER MEHRAM say milna nahi chahiyae!!!!

    GHER MEHRAN say parday ki hedayat hay!

    isi liye ISLAM mai ye HADD lagoo ki gai hay k "NIKAH" kay waqt "SHOHAR" or "BIVI" ko alag alag jaga per bithaya jaye! Jahan ek doosray ko na dekha ja sakay!

    Hota ya hay k hamaray muaashray main MALE fe-Male (Especially CUISONs) ek doosray say (AJ K DOR MAI) parda nahi kartay or shaadiyoo mai WIFE-Husband ko bhi ikatha bitha diya jata hay Ye GHALAT HAY!


    Isi liye bamutaabiq SHARIAYAT, Aorat (B V ) ko MARD (Shohar) K paas nahi aana chahiyae(NIKAH ) Say pahlay!!!!!!!!!

    (I think ab aap samajh chukay hoo gay)


    or rahi doosrii baat k WIFE na ho to JINAZA nahi hota


    to wo is tarah k ISLAM main TAJJARRAD(Binaa Shaadi K rahna) ki zindagi guzarnay say mana kiya gaya hay!

    Isi liye ye HADD lagoo ki gai hay k Shaaddii zaroor ki jaye - Beshak ye ek SUNNAT hay, lekin shaadi karnay per bohat zor diya gaya hay ISLAM main - main koi waqia ya qoute nahi bata sakta, lekin agar aap SHARIYAT parhain to pata chalta hay k SHAADI per kitna zor diya gaya hay!!!!!!


    Isi liye SHADI na karnay walay ka (I think Bator Saza ) Jinaza na parhaaaanay ka hukm aya hay!!!!


    Ummeeed hay k aap samajh gaye hoo gay????


    Bjai aik toh US ne question ghalat poocha hai uper sau Aap ne ghalat question ka ghalat Answer day kr prove B kr Dia k Aap sahi hain.
    Pehli baat Islam may nikah Say pehlay Sirf honay wali Bv nahi Balkay her Namehrum larki say duoR Rehnay ka hukaM Hai and dusri baat agaR Larki usi jagha pR Baithee ho Jaha larka toh nikh kuo nahI ho sakta? konsi hadit may Ya Quran kI verse maY Aisa likha hai? aap K Kehnay ka matlab Hai k ye aAj Kal Jitnay Nikah hO rahaY Hain ye jaieZ He Nahi hain. nahi bhAi naHi. Islam ne nikah say pehlay larki KO parda k bghair larkay k samnay aanay say mana Kia hai. LarkI ka larkay k samnay beparda aana haram hai. Agar larki compleat parday may larkay k samnay aa kr baith jaye toh Islam kI nazar may nikah parhanay may kuch ghalat nahi. Magar samnay. Sath nahi. Lakin agar larki sath aa kr baith jaye toh larkay larki KO beparsa namehrum k sath baithnay ka gunah hoga. Nikah ho jaye ga. Or dusri cheez Aap ne janaza wala . Apnay idea laga kr bilkul ghalat guid kr dia ha. Islam aapnay khayal and Idea say Nahi chalta. Jo Insan kanwara mar jaata Hai us Ka janaza nahi Ho sakta kya? Or sath may aap ne koi hadees ko. Aayat quote Nahi kI. Nikah or janazay ka hukam Suna dia magar sath kuch quote nahi Kia Khuda ka khouf kro yar its religion its Islam Agar baat Nahi paata Toh usay diacus He na kro magar kisi KO ghalat guid toh Mat kro k mera khayal hai ye mera khayal hai wo. Aap KO andaza hai k Islam k baray may bghair solid tasdeeq k kisi KO ghalat guid kr daina kitna sakht gunah hai? Plz next time ye mat kehna k Allah ne ye hukam dia hai iss liay mere khayal say ye kam theek nahi. Wo hukam hai toh mera khayal say wo krna theek nahi.
    Bhai Sahab ne poocha tha k wo konsi cheez hai jo pas ho toh nikah nahi or na ho toh janaza nahi? Ye ghalat or ulta question hai.
    Asal question Ye tha k
    "wo konsI Cheez hai jo aap k pas NA HO TOH nikah nahi ho sakta or agar wo aap k pas ho toh janaza nahi. Cheez. Its asking about cheez. Not a human.
    Or iss ka answer hai k app k pas Zindaghi/life/ruh na ho toh aap ka nikah nahi ho sakta. Or agar Yehi chee Jis ka name Zindaghi hai Ho toh aap ka janaza nahi ho sakta.

  2. #38
    zorfa94 is offline Junior Member
    Last Online
    3rd July 2013 @ 09:00 PM
    Join Date
    03 Jul 2013
    Gender
    Female
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Phansi ka time fajar k bad or suraj nikalne se pehle kiu fix kia gya hey? or kisi or time pe phansi kiu nahi dete??

    A- Qk us waqt koi ibadat nhi hoti

    iska matlab kuch samjha nhi please explain ?

  3. #39
    Wasim14 is offline Junior Member
    Last Online
    29th October 2013 @ 09:55 PM
    Join Date
    17 Jul 2013
    Location
    rawalpindi
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    14
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    1:uss waqt Allah k rehmatain nazel hote hain.
    2:rooh(روح)
    3eadbody (Chahay Male ho ya FeMale) us ko ghusal do or paani ghoray ko pilao......
    Agar P Lay to Non-Muslim or agar Nahi piyae to Muslim
    Waja : ghusal karnay say najs (Naapaaki, Gandagi) dhul jaati hay or paani k saath bah jati hay!
    to : Jesa k aap jantay hain k Non-Muslim Najs(NAAPAAK) hotay hain! kiu ?? Is liye k un ka ghusal nahi ho sakta!
    or Muslim Paak hotay hain kiu k un ka ghusal ho jata hay!
    4:Hazrat Muhammad(SAW) KA Azaan Dena
    5aidal chalna

  4. #40
    AHSAN UL HAQ is offline Junior Member
    Last Online
    12th October 2014 @ 02:49 PM
    Join Date
    20 Feb 2010
    Age
    34
    Posts
    5
    Threads
    0
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    Q#4 ka ans hy AZAN
    kyun k hazoor pak (P.B.U.H) nay kabi AZAN ni di thi....

  5. #41
    pallandri23 is offline Senior Member+
    Last Online
    21st December 2021 @ 02:17 PM
    Join Date
    29 Jan 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    267
    Threads
    21
    Credits
    1,327
    Thanked
    7

    Default

    niceeeeeee

  6. #42
    Jalbal123 is offline Senior Member+
    Last Online
    31st May 2019 @ 12:55 AM
    Join Date
    02 Oct 2013
    Location
    Mardan
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    175
    Threads
    41
    Credits
    18
    Thanked
    32

    Default

    A 4# mere khyal ma maa bap (parents) ke hidmat kerna jo muhammad saw na nahi kiya kiyu ke ap saw ke parents ap ke bacpan ma he fot (dead) ho gaye te our allah maa bap ke hidmat kerne par buhut kush hota he

  7. #43
    shona786 is offline Junior Member
    Last Online
    7th November 2015 @ 09:12 AM
    Join Date
    05 Nov 2011
    Gender
    Male
    Posts
    2
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Talking Q#1


    Q#1 is ley k who nklta soraj na dkh sky

    Q#2 Aman

    Q#3 Ghusl day kr pani ghory ko pelao

    Q#4 ambulance is wja sy ulta hota hay k agy jany wali gari ko sesy mei seda nazr aay k pechy kon c gari aa rhe hay or us ko rasta day sky

    Q#5 Medical help mil skti hay islami mulak mei ye hota hy

  8. #44
    aliraza909 is offline Junior Member
    Last Online
    1st February 2016 @ 08:07 PM
    Join Date
    01 Feb 2016
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    2
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    WO KONSI CHEEZ HAI JO MARD PEHNE TO MAR JATA HAI ..... ORAT PEHNE TO IKKAH TOOT JATA HAI ....
    BACHE SHOQ SE PEHNTE HAIN ....

    W SE US CHEEZ KA NAAM SHURU HOTA HAI N SE KHATAM HOTA HAI .... ????????????????

  9. #45
    aliraza909 is offline Junior Member
    Last Online
    1st February 2016 @ 08:07 PM
    Join Date
    01 Feb 2016
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    2
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Zorfa94 KYUN K US WAQT IBADAT NAHI HOTI

  10. #46
    arbaz1528 is offline Junior Member
    Last Online
    6th May 2016 @ 12:01 AM
    Join Date
    05 May 2016
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    63
    Thanked
    0

    Default

    Q4:
    Ans: Hazrat Muhammad (S.A.W.W) ne kbhi zakaat nhi di aur Allah ko zakaat dene wala bht psnd ha

  11. #47
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,912
    Threads
    482
    Credits
    148,899
    Thanked
    970

    Default

    Interesting

Page 4 of 4 FirstFirst 1234

Similar Threads

  1. Replies: 49
    Last Post: 8th January 2014, 11:16 AM
  2. Replies: 7
    Last Post: 1st July 2013, 01:27 PM
  3. Replies: 2
    Last Post: 8th April 2010, 08:54 PM
  4. Replies: 1
    Last Post: 25th January 2010, 02:49 PM
  5. Math Questions kesay type karein?
    By aajiz in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 20th November 2009, 02:42 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •