mere pc main nod32 install tha aur net bhi chalta tha lakin ab nod32 ko uninstall karo to tab net chalta hai warna jab install ho to net connect hota hai lakin kaam naheen karta.