Results 1 to 10 of 10

Thread: ek masla mera

  1. #1
    flowerff is offline Junior Member
    Last Online
    15th September 2009 @ 10:27 AM
    Join Date
    18 Jul 2009
    Age
    26
    Posts
    9
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default ek masla mera

    slam dosto aj my aap ky samnay apna masla share krna chahte ho ky marey choice blkul achi nhi hy ar mujy fashion krna bhe nhi aata jo chez pasand krty ho bazar my phr ghar aa kr wo mujy achi nhi lagti or muj pr bhe achi nhi lagti mujy dressing bhe achi krni nhi aati my kya kro my boht preshan ho koi marey y problem solve kry ga or camplex sy bachnay ke tarkeeb bhe

  2. #2
    Zaara's Avatar
    Zaara is offline Advance Member
    Last Online
    26th December 2022 @ 06:33 PM
    Join Date
    24 Jun 2007
    Age
    36
    Gender
    Female
    Posts
    10,423
    Threads
    728
    Credits
    611
    Thanked
    1484

    Default

    Aslamualikum!

    First of All Sis do what you like. Same here meri ammi her cheez pasand karti hain. Even i m doing Jobs still i m unaware of new fashion because i never try to adopt so called fashion..

    Apka Problem ye hai k aap khud sy faisla nahi karti aur double minded ho jati hain. This thing become the reason to creat complex.

    Do:

    1. Jo cheez aap pasand karain dil sy karain, Like if you like black color then ap black hi matching jwelery, sandals lain lain aur dress kisi aisy tailor sy stich karwain jo janta ho what is in now-a-days. Fashion is nothing, the way of your dressing make fashion. Adopt the fashiion that is accordiong to Islam and in a limit.

    2. Secondly, Sis be confident aap kahain ye cheez mujh per suit nahi kar rahi yo Why? Reason kia hai kia aap ko banna nahi haata ? Kia aapko dressing nahi aati. Obviously aati hain but you are not confident and your attitude yourselv is negative..

    3. Socho jo main ny lia hai this is best & i m looking nice. Agar aap kahain nahi yar maij achi nahi lag rahi to fault is your Sis not someone else.

    Be Positive, Be Confident...

  3. #3
    peer is offline Member
    Last Online
    15th November 2009 @ 08:39 PM
    Join Date
    02 Oct 2008
    Posts
    971
    Threads
    23
    Thanked
    20

    Default

    Walikum As salam . oh is main tension wali kia bat hai ap khud ko time dain aur ye mat sochain k fashion karna lazmi hai , wakt k sath apko khud pata chal jae ga k ap per kia suit karta hai aur kia nahi aur ye b zaroori nahi k her new fashion insan per suit karay so tension mat lain

  4. #4
    flowerff is offline Junior Member
    Last Online
    15th September 2009 @ 10:27 AM
    Join Date
    18 Jul 2009
    Age
    26
    Posts
    9
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    thank a lot zara ji or peer truck of tnnx

  5. #5
    Zaara's Avatar
    Zaara is offline Advance Member
    Last Online
    26th December 2022 @ 06:33 PM
    Join Date
    24 Jun 2007
    Age
    36
    Gender
    Female
    Posts
    10,423
    Threads
    728
    Credits
    611
    Thanked
    1484

    Default

    Always Welcome and Always Be Happy with confident Attitude

  6. #6
    Join Date
    24 Dec 2008
    Location
    Azad Kashmir
    Age
    38
    Posts
    111
    Threads
    48
    Credits
    965
    Thanked
    5

    Default

    Aslam o Alikum,

    Jazak Allahu Kheera.... Miss Zara Kis Qasam k log double minded nahi balke ... Es Bhen nai ...Dil ki baat ki h.. k Dil nahi manta ... me es nokhte ko Yunh bayan farmao ga.. ishallah

    Dil Rooh ka Ghar h.. Aur Jub Rooh ki Khowash (shoq) Pura na ho tu wo Dil k Darwaze ko Khatkhatti h... Aur apne jism ko Awaz detti h k meri Ghaaza Aur mere sakoon ko Mehya karo... Tu ap log Duniwai Chezzon (kapray, Make up, Tv, aur Haseen Area, Dil kash jaggon py ja k ) usy sakoon datay ho, Per Wo Dil Aur Rooh phir bi Besakoon hi rahti he........ Allah ap ko Samjne ki Tufiq Atta karay...

    Es Rooh aur Dil ka Sakoon Zikarul allha h... Aur Dil kash Manzar Nabi Pak S.A.W ki Dedar h... es ly apne ap ko zayda Ebadat aur Zikar me Rakhe aur Ankhon ko Haq Do... Ye Hades k Alfaz the... Ankho ka Haq Quran Aur Dil ka Haq Dedare Mustafa... Allah Azwajal h....


    W.Aslam
    Rustam Ali Aisf

  7. #7
    Zaara's Avatar
    Zaara is offline Advance Member
    Last Online
    26th December 2022 @ 06:33 PM
    Join Date
    24 Jun 2007
    Age
    36
    Gender
    Female
    Posts
    10,423
    Threads
    728
    Credits
    611
    Thanked
    1484

    Default

    Quote rustamasif said: View Post
    Aslam o Alikum,

    Jazak Allahu Kheera.... Miss Zara Kis Qasam k log double minded nahi balke ... Es Bhen nai ...Dil ki baat ki h.. k Dil nahi manta ... me es nokhte ko Yunh bayan farmao ga.. ishallah

    Dil Rooh ka Ghar h.. Aur Jub Rooh ki Khowash (shoq) Pura na ho tu wo Dil k Darwaze ko Khatkhatti h... Aur apne jism ko Awaz detti h k meri Ghaaza Aur mere sakoon ko Mehya karo... Tu ap log Duniwai Chezzon (kapray, Make up, Tv, aur Haseen Area, Dil kash jaggon py ja k ) usy sakoon datay ho, Per Wo Dil Aur Rooh phir bi Besakoon hi rahti he........ Allah ap ko Samjne ki Tufiq Atta karay...

    Es Rooh aur Dil ka Sakoon Zikarul allha h... Aur Dil kash Manzar Nabi Pak S.A.W ki Dedar h... es ly apne ap ko zayda Ebadat aur Zikar me Rakhe aur Ankhon ko Haq Do... Ye Hades k Alfaz the... Ankho ka Haq Quran Aur Dil ka Haq Dedare Mustafa... Allah Azwajal h....


    W.Aslam
    Rustam Ali Aisf

    Bhai sahi kaha magar ahamain usko guide karna chahye taky wo is phase sy bahar nikly...

  8. #8
    Join Date
    24 Dec 2008
    Location
    Azad Kashmir
    Age
    38
    Posts
    111
    Threads
    48
    Credits
    965
    Thanked
    5

    Default

    Aslam o Alikum Zara Sister,

    ap Nahi Sahi Farmia K usy Guide karay k wo es Phase say bahir niklain ... Tu wo islami Noqteay Nazar say usy us Peresahani say Be nikal sakte hain.... Wo Ye tu Allah aur us k Rasull ki Guide ness h..... Ju Haaq h...

    Allah Ap ko Samjne Aur Samjane ki Tufiq atta karay.... Ameen

    W.Aslam
    Rustam Ali Asif

  9. #9
    Join Date
    08 Feb 2009
    Location
    Abbottabad
    Posts
    291
    Threads
    23
    Thanked
    4

    Default

    Assalam-o-Alikum......... Meri Behnoonnn
    Darasal yeh problem nai hai
    meri bahin

    humara iman kamzoor hoo geya hai

    aap ko jo bhi mila aap shuker ada karoo k us Khuda nay diya hai

    srif aik baar yeh bhi sochoo k woh log bhi hain jin ko yeh bhi naseeb nai hota

    so dun take any tension

    just Feel Allah in your heart

  10. #10
    islamzeb's Avatar
    islamzeb is offline Senior Member+
    Last Online
    7th October 2013 @ 08:55 PM
    Join Date
    06 Jun 2009
    Location
    ZIYANI HAMDAN ROAD
    Gender
    Male
    Posts
    96
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default salam

    Quote flowerff said: View Post
    slam dosto aj my aap ky samnay apna masla share krna chahte ho ky marey choice blkul achi nhi hy ar mujy fashion krna bhe nhi aata jo chez pasand krty ho bazar my phr ghar aa kr wo mujy achi nhi lagti or muj pr bhe achi nhi lagti mujy dressing bhe achi krni nhi aati my kya kro my boht preshan ho koi marey y problem solve kry ga or camplex sy bachnay ke tarkeeb bhe

    salam sister ap s tara kar lo k har rooz LAILAHA ILLA ANTA SUBHANAKA INNI KUNTO MINAZWALEMEEN
    rozana 313 martaba para karo inshallah sub kuch teek ho jaega aur ziada sochna mat 5 wakht nimaz para karo aur ye wazeef bi aur apne is bro ko duwao me yaad rakna
    .....................

    I say Happy Eid” or as we say “Eid Mubarak” to everyone without exception. May we be able to open our hearts and minds to different people and cultures around us.

    A special Eid Mubarak to all my friends living and studying abroad who cannot be home for Eid; we miss you all, sending you wishes across the sea’s.
    Last edited by XoOaiL; 18th September 2009 at 11:36 AM. Reason: email address not allowed to share

Similar Threads

  1. Mera masla hal kro
    By asif4796299 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 13
    Last Post: 24th April 2013, 03:49 PM
  2. ksi ko pta hy mera masla
    By nadanhina in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 1st July 2010, 08:26 AM
  3. mera masla
    By imran sdk in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 2
    Last Post: 13th December 2008, 01:14 PM
  4. mera masla
    By Yaad in forum Ask an Expert
    Replies: 10
    Last Post: 31st May 2007, 01:22 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •