Wafa ko dard likhna, Dard ko aaram-e-jaan likhna
Hamain aa hi gaya aakhir mohabbat ki zuban likhna
Zameen kocha janaan ki qimat koi kiya janaay hai
Agar likhna pare to is zameen ko aasman likhna
Agar qurbat ka aik lamha may yassar aa nahi sakta
To phir lazim hai sari zindagi ko ray ygaan likhna
Kanwal likhne ki aadat ho gai ha tum ko duniya main
Bajaey apne gham k tum hadees-e-degaraan likhna
Bookmarks