Results 1 to 8 of 8

Thread: Bohat Ehem Masla...Must Read.

  1. #1
    Mild4All is offline Junior Member
    Last Online
    3rd January 2011 @ 08:23 PM
    Join Date
    01 Sep 2009
    Posts
    11
    Threads
    2
    Credits
    860
    Thanked
    0

    Default Bohat Ehem Masla...Must Read.



    Doston!!! Aap sab koi meri taraf say JUMMAT-UL-WIDA ki dhair saari mubarakbaad. Main ITDUNYA ki new member hoon, aaj eik bohat ehem aur naazuk masla lay kar haazir huee hoon, meray paas aaj jumat-ul-wida k liyay eik msg aaya jis main kaha gaya k "Nabi S.A.W.W. nay farmaya k jis kisi ki bhi namaazain qaza ho gai hon woh jummat-ul-Wida k din 4 rakaat eik salaam say parhay aur har rakaat main surah-e-fateha k baad 7 baar aayat-ul-kursi aur 15 baar surah-e-kausar parhain tu agar 700 years ki bhi namaazain qaza huee hain tu yeh namaaz us k akaffar hai.

    Doston main paraishaan hoon k mujhay is ka koi reference nahi diya gaya, kya aap main say kisi ko aisi kisi hadees ka with reference maaloom hai? maine tu isay eik achay amal ki niyat say aur yeh soch kar parh liya hai k reference main dhoondnay ki koshish karoon gi but isay parh lainay main koi burai nahi hai balkay sawaab hi milay ga aur reference k intezaar main main aaj jummat-ul-Wida ka mauqa na kho doon, baaqi niyat Allah jaanta hai, bayshak woh bohat meherbaan hai aur hamain hamaari niyaton par ajar ata farmaata hai. Magar main is thread k tawassut say yeh kehna chahoon gi k plz plz plz aisay messages kisi reference k baghair forward na kiyay jaaen aur aap sab say request hai k kisi ko bhi agar aisi kisi hadees ka theek theek reference maaloom ho tu plz mujhay zaroor bataaen.

    JazaakAllah.


  2. #2
    Adilawan's Avatar
    Adilawan is offline Senior Member+
    Last Online
    26th April 2015 @ 11:52 AM
    Join Date
    28 Apr 2009
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    1,685
    Threads
    107
    Credits
    0
    Thanked
    119

    Default

    mere dost yeh msg ghalat hai ihse koi hadees nhi aaj jume k din jamia banoria k imam sahab is msg ko ghalak karar diya hai or kaha hai k ihse koi hadees nhi . yeh islam dushman anasir loog hain . plssssssssss mere app sab se guzarish hai k koi b islami msg or hadess ko mat forward karin . agar karna hai to pehle kise aalim se is ki tasdeek karwa lain . khud b gunnah se bachain or dosroon ko b is baat se aaga karain . Muje apni duaon main yaad rakeye ga . Allah hafiz

  3. #3
    tiks88's Avatar
    tiks88 is offline Senior Member+
    Last Online
    28th October 2016 @ 06:59 PM
    Join Date
    09 Jul 2009
    Location
    Jeddah
    Age
    51
    Posts
    388
    Threads
    95
    Credits
    0
    Thanked
    55

    Arrow

    ایسی کوئی حدیث نہیں ہے اور ویسے بھی یہ مسلہ قضا ء عمری والا غلط ہے۔ یہ سنت سے ثابت نہیں ہے ۔ نماز کی اہمیت کا احساس ہونے کے بعد پچھلی نمازوں کی معافی مانگو اور آیندہ اگر کوئی قضاء ہوجائے تو جب بھی یاد آئے تو فوراً پڑھ لو۔ اس مسلہ کو سمجھنے کے لیے یہ کتاب ڈاون لوڈ کرلیں ۔

    والسلام



    http://www.4shared.com/file/12839455...a-e-Umree.html














  4. #4
    Confuse's Avatar
    Confuse is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd May 2015 @ 03:53 PM
    Join Date
    17 Jan 2009
    Location
    Khamosh NaGaR
    Gender
    Male
    Posts
    8,124
    Threads
    778
    Credits
    0
    Thanked
    785

    Default

    Pichle Namazoo ki Qaza parne bi chahye ,
    jabke Namaz Qaza karne ka Gunaah Alag ha , aur agar aik namaz qaza ho jate tu sath ma sunnat bi Reh jate ha , Farz tu Qaza Ada ho jatey hain Lakin Tarq-e-Sunnat ka bi Gunaah ha ,

    iss bare ma kisi aam insan se poochne se bhetar ha sahe ulma aur hadees ka saha liya jaye

  5. #5
    Mild4All is offline Junior Member
    Last Online
    3rd January 2011 @ 08:23 PM
    Join Date
    01 Sep 2009
    Posts
    11
    Threads
    2
    Credits
    860
    Thanked
    0

    Default

    Thanks 4 reply.

  6. #6
    shams143s's Avatar
    shams143s is offline Advance Member
    Last Online
    8th February 2022 @ 11:13 AM
    Join Date
    07 Jun 2009
    Location
    Shinkiari
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    793
    Threads
    78
    Credits
    1,460
    Thanked
    16

    Default

    MY SISTER.
    Dekho ALLAH TALA KA FARMAN HY OR HMARY NABI PAAK(PBUH)KI HDIS KA MAFHOM HY.K NMAZ KSI B SORAT ME MAAF NHI.JO B NMAZ KZAA KAR K PARHY GA WHO B WAQT PAR NA PARHNY KI WJA SY US NMAZ KA AZAB PAYE GA.TO SABAT HOWA K KSI SORAT B MAAF NHI.
    TO PHER SERF 4 RKAAT PARHNY SY KESY SARI ZENDGI KIE NMAZON KA BADLA HO SAKTA HY.(ES TARHAN K SMS KARNA HMARY DEEN KO BADNA KARNY WALON KA KAM HY)
    ALBTA NMAZO KI KZA PARHNY K BAD ALLAH PAAK SY MAFI MANG LENI CHAHYE WHO MAAF KARNY WALA HY.
    ALLAH HAFEZ

  7. #7
    Mild4All is offline Junior Member
    Last Online
    3rd January 2011 @ 08:23 PM
    Join Date
    01 Sep 2009
    Posts
    11
    Threads
    2
    Credits
    860
    Thanked
    0

    Default

    Quote shams143s said: View Post
    MY SISTER.
    Dekho ALLAH TALA KA FARMAN HY OR HMARY NABI PAAK(PBUH)KI HDIS KA MAFHOM HY.K NMAZ KSI B SORAT ME MAAF NHI.JO B NMAZ KZAA KAR K PARHY GA WHO B WAQT PAR NA PARHNY KI WJA SY US NMAZ KA AZAB PAYE GA.TO SABAT HOWA K KSI SORAT B MAAF NHI.
    TO PHER SERF 4 RKAAT PARHNY SY KESY SARI ZENDGI KIE NMAZON KA BADLA HO SAKTA HY.(ES TARHAN K SMS KARNA HMARY DEEN KO BADNA KARNY WALON KA KAM HY)
    ALBTA NMAZO KI KZA PARHNY K BAD ALLAH PAAK SY MAFI MANG LENI CHAHYE WHO MAAF KARNY WALA HY.
    ALLAH HAFEZ



    Thanks bhai! mera apna bhi yehi khayal hai, isi liyay kaha k mujhay aisi kisi hadees ka nahi maaloom, kisi ko maaloom ho tu bataaen, maine just eik naik amal samajh kar k harj nahi hai parh lainay main caz hum shab-e-qadar main bhi tu nawaafil ada kartay hi hain sawaab k liyay so is main bhi Allah ka paak kalaam hi hai so maine parh li sirf aur sirf sawaab ki niyat say. Aap sab bohat sahi aur achi baat kar rahay ho and my views r not different, bas yeh hai k baat karnay say aur views jaannay say mind har pehloo say clear ho jaata hai aur yehi mera maqsad tha k aisay log jo bina sochay aur tehqeeq k sms forward kar daitay hain woh is thread say apni islaah karain, Allah hum sab ko naik taufeeq ata farmaaey aur islam dushmanon ki har saazish nakaam farmaaey.......Aameen.


  8. #8
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote Mild4All said: View Post


    Thanks bhai! mera apna bhi yehi khayal hai, isi liyay kaha k mujhay aisi kisi hadees ka nahi maaloom, kisi ko maaloom ho tu bataaen, maine just eik naik amal samajh kar k harj nahi hai parh lainay main caz hum shab-e-qadar main bhi tu nawaafil ada kartay hi hain sawaab k liyay so is main bhi Allah ka paak kalaam hi hai so maine parh li sirf aur sirf sawaab ki niyat say. Aap sab bohat sahi aur achi baat kar rahay ho and my views r not different, bas yeh hai k baat karnay say aur views jaannay say mind har pehloo say clear ho jaata hai aur yehi mera maqsad tha k aisay log jo bina sochay aur tehqeeq k sms forward kar daitay hain woh is thread say apni islaah karain, Allah hum sab ko naik taufeeq ata farmaaey aur islam dushmanon ki har saazish nakaam farmaaey.......Aameen.

    aurhum logo ko chahaiye keh na sirf aaisay msgs ko delete kere balkeh aagay kisi ko ankh bundh ker keh forward bhi na karay .. kiun keh aaisay msgs atay rehtay hain ...

    na sirf qazaye umry aik haqeeqat hai .. jo keh poora parhnay se hi khatam hogi ..
    aaisay kisi wazeefay se qazaye umry ka kam hona..kisi jagah sabit nahi

Similar Threads

  1. expert : bohat bara masla hai plz help urgent
    By talaash_4u in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 21st September 2009, 12:26 PM
  2. Ehem Aur Gher Ehem
    By Fasih ud Din in forum Baat cheet
    Replies: 6
    Last Post: 6th October 2007, 11:21 PM
  3. bohat bara masla plz help me
    By devilz in forum Ask an Expert
    Replies: 4
    Last Post: 29th November 2006, 05:06 PM
  4. aik bohat bara masla
    By devilz in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 8th November 2006, 04:10 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •