Mein aik nuqtay ki taraf tawaja dilana chahta hon kay ham EID ki raat fazool guzar datay han. Halanka EID Ki Raat ko Laila to Jaiza kaha gia hay. Iss Raat ki ibadat ki bari fazeelat hay. Iss rat Allah say khub aapnay gunhon ki mafi mangan kay ham Ramzan ka haq ada nahin kar sakay haman maaf farma dan. Iss raat har qism ki duwa mangan, deen aur dunya manga Allah iss raat duwan ko kabool farmatay han. Kasoosan sara saal deen par chalnay ki duwan zaroor mangan.
Bookmarks