Yar meri windows ka password bhool gaia hoon...... Plz mujha batao koi tareeqa ta mai ta ka mai apna passward change kar sakoon ka remove kar sakoon??? Jaldy batao plz
Yar meri windows ka password bhool gaia hoon...... Plz mujha batao koi tareeqa ta mai ta ka mai apna passward change kar sakoon ka remove kar sakoon??? Jaldy batao plz
Yar ya mai mobile sa post kar raha hoon..... Maira computer ka passward hi access nai hota window open nai hoti to run mai kaisa jaon..??
Naraz kio hote hain
Aap Windows XP ko start kerain....
Jab UserName PSWD wali screen aye to...........Ctrl + Alt + Del ka 2 times press kerain....
Aik new Windows Open ho gee.... Aap waha Administrator likhain....or ENTER ka button press kerain....
Aab aap Control Panel se change ker lain apne PSWD ko
Yar wahan administrator likha hai laikin phr bhi nai ho raha....??
Bhai main aap ki help kr sakta hun,,,aur main bi johar town main rehta hun...
aap agar mujy apne cell numb. Pm kr dain to main aapse contact kr lun ga....
Passwords break hojain gay tention na lain.....
Bookmarks