Results 1 to 5 of 5

Thread: Hazrat Ali (Karam Allah Wujho)

  1. #1
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Lightbulb Hazrat Ali (Karam Allah Wujho)

    Salamun salam

    Hazrat Ali bin Usman Al-Hajwayri kay baray main her aik Pakistani bari achi tarha janta hay aur ahleay salook ko tasuwif o tareekat O sharieat ki dunia mayin in ka naam baam e Arooj pay jagmagata howa nazir ata hay. Nacheez ko be Data Ganj baksh kay Derbar e Alia main Kadim Bosi ka sahrif hasil howa hay. ain kay waseela say Allah ki bargah main apni hajat pesh ker chokay hain. Hazrat Ali hajwayri ki mashoor o maroof, shuhra Afak kitaa "Kashf Al-Mahjoob " say her aik ahlay elim, hata Tifl e Maktib be janta hay. kafi deeno say main ais kitab ka ektabas peish kernay ki kooshish ker raha tha lakinyaar loog pesha he nahi chorrtay natejatun majborun tawajo mun'ka'sum ho jati hay. lakin ajj hamit ker kay app ki khidmit main hazir hay.
    hum ais logo kay shoker gozar hain jiss nay humain etana payara forum ata kia. jiss mian mohabt payar aur amain ki masha'leain hamaysha roshin rhaain.
    Attached Images Attached Images    

  2. #2
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Thanked
    0

    Default

    Quote real_light said: View Post
    Salamun salam

    ........
    hum ais logo kay shoker gozar hain jiss nay humain etana payara forum ata kia. jiss mian mohabt payar aur amain ki masha'leain hamaysha roshin rhaain.
    Bilkul durast farmaya aap nay... MashaAllah..

    Nice sharing.. Maula Khush rakhay aap ko..
    Maula k fazayel bayaan kartay rahien.. Mazeed Sharings ka intizaar rahega..
    Aap ka bhai
    Shah
    Maula Madad!!!

  3. #3
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Lightbulb thnx

    salamun salam

    brother mojay yakenun Yahoo kay baad ais ITDunya say bohat payar, mohabit aur unis hay...jiss nay humian aik dosray kay sath jurnay ka moka dia hay. abb app apna he andaza ker lain ager yeh ITDunya na hoti to kia app jasay shoub afarad say molakat ho pat...nahi na...phir
    wasay app ki dua chahea hum Payar , Mohabat , Akhowat kay deay jalatay rahain gaiy. aur apni post achi say achi post jo yakenun app kay leay maray leay sab kay leay kar amid ho , baehjtay rahain gay.
    aur yakenun yeh tab hi mumkin ho ga jab ITdunya salamat rahay gi. ...aur hum hamasha ais ka taraki, estehkaam aur boladi kay leay Dua go rahay gaiy.
    hamra pagaam to Akhowat, Bhi chara hi hay jahaan tak punhcay. app nay ched ********* ko abi visit nahi kia? ager app us ko visit kerain to pher app ko pata chaly keh ais aur us mai kita fark hay ...wo etni ejazat nahi datay hain etni saholiat nahi datay hain. post wagara ki...
    asi leay mojay yeh forum pasand ..phir mojay ais kay afraad bohat pasand hain , bohat achay hayin really, etna payar, amun, sub kush to hay ais main sirf app ki nazir ki zaroorat hay.
    Duaoun main yaad rakhain,

  4. #4

    Bauhat bauhat shukriya A-H Bhai.. magar samajh nahin aati k MAULA ALI (Alieh Salaam.. Allahuma SaleAllah Muhammadin wa'Ala Alayhi Muhammad) say bugaz rakhnay walay aaj bhi Maujood hain.. jinhien Maula ki tareef or un k fazayel tak buray lagtay hain.. Or wo Aihl-e-bait or Ummat main faraq hi mehsoos nahin kartay..
    behrhaal eik jaga mainay parha dekha.. socha aap ko bhi hadiya karoon..

    Duaon main yaad rakhiyega..
    Shukria k saath
    Maula Madad
    Attached Images Attached Images  

  5. #5
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    salamun salam
    Brother hamara kaam hay puhncha dana....wo batain jo andharay main rakahi ja rahi hain..ya jin say parda poshi kei ja rahia hay....ja app ki nazri main nahi hay to wo hum app tak zaroor puhcha'ain gay...ta keh ha'mara faerz pora ho ja'aay. All a.s. kay mozo per insha Allah pher kabi tafseel say baat ho ge..app nay bhatreen daleel di hay. lakin ais kay leay ager Quran o Sehaa e Sita main say baat ho to pher to kia baat hay. kioun keh hum to usi per yakeen rakhatay han. baki baat bughz ki jo app nay ki hay to hum Muhammad sawaw un ki ahlay bait ..app ki azwaj aur sahaba sab say mohabut rakhtay hain. sirf shia hazrat hi Ali ko nahi mantay hain hum Aehlay sunat be to mantay hain.
    Duaoun main yaad rakahian.

Similar Threads

  1. Hazrat Ali Karam Allah Wajho
    By shahab_anwar in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 16
    Last Post: 8th February 2019, 04:35 PM
  2. Hazrat Ali Karam Allah Wajho ka aik buhat hi piyara Waqia
    By Ashiq e Rasool in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 32
    Last Post: 28th August 2013, 01:29 AM
  3. Replies: 1
    Last Post: 11th May 2010, 11:34 AM
  4. Another Achievement (Allah k Karam se)
    By Post Reader in forum Baat cheet
    Replies: 11
    Last Post: 22nd June 2009, 05:37 PM
  5. Fermaan Hazrat Ali (karam Allah wujho)
    By Real_Light in forum Islam
    Replies: 6
    Last Post: 10th August 2007, 04:52 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •