A.A
Dear friend main ne mp3 plyer jis ki capacity 256 hai li hai main ne ussey computer k zaiey sub se paily format kiya es ki baad es main song kiey likin jab wo song mp3 plyer main check kiey to wahan par No File likha hua aata hai pher main ne mp3 ki memory info check ki us main itni hi memory use show ho rahee thi jitna main ne data kiya hai mere sumajh main nahin aa raha k aakhir wo data kaha gya halan k wo data Hidden bhe nahin hai
plz help me in this prob
Bookmarks