bhaiyo or behno plz help me mera laptop bahir se aaya hai ye mujhe gift mila hai es mein es mein vista window hai or ye denmark se aayaa hai medion company ka hai meinay es mein xp install krnay ki try ki lekin ye sirf vista k liye hai so plz mujhe vista k total functions batien or es mien run ki option nhi hia mein run pe ja kr regedit ya dxdiag commands open krna chahta hun so plz mujhe es k baray mein info dien plz plz mein ne vista kbhi b use nhi ki so plz help me guide me

2nd problem ye hai k mein ne ek web cam laya hai 850 RS ka es k saath cd/driver nhi hai ye driverless hai lekin phhir b nhi chal raha mein jaisay hi usb port mein lagata hun to driver install ki option aati hai k "plz insert disc coming with this webcam " so plz mein kya kroon plz mere ye donu maslay hal krein plz