Keya koi mujko acha sa windows 7 ka liya Bluetooth ka software da sakta ha. Jo Windows 7 main har bluetooth main kaam kare wase to bluetooth W7 auto kaam karta ha par main us ka zarya Bluetooth headsat estmal karna chata hoon jo ka auto kaam nahe kar raha
Agar kese ka pass azmaya huwa software ho to name batao main surech kar loon ga. Aur link ho to acha hoga, Plz h m
Bookmarks