Page 2 of 9 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 13 to 24 of 98

Thread: ~*~Baber~*~Roman~*~Collection~*~

  1. #13
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    Quote cute_charming786 said: View Post
    Wow................kia cute collection hia
    very very nice.......................


    Superb Babat...........keep it up
    thanks
    pasand karna ka buhat buhat sukriya.
    ap ki hosa afzai sa dil bar jaita hai
    thanksssssssssssssssssss
    محبت



    بڑا ہی خوبصورت جذبہ ہے
    پتہ ہی نہیں چلتا
    کب اور کیسے
    دل میں یوں اُبھر آتا ہے
    جیسے
    برسات کی اندھیری رات میں
    جگنو جھلملا اُٹھیں
    یا چپکے سے کوئی
    مسجد میں دیا جلا دے !

    Mobile Number Not Allowed......ITD Team

  2. #14
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Kissy mujrim kahoon?

    DIL AAJ BHI HAII TUMHAIN CHAHATA:
    Aaj bhi is dil main basi hai chahat us ki

    Jo beech bhanwar main tanha chor gaya hai mujhay
    Lagta hai mujh ko aisay

    Us say bechray huae jaisay sadiyan beet gain
    Kay ek wo hi to tha hasil mera

    Main kaisay samjhaon is dil ko………
    Jo kisi pal manta hi nahi kay woh meri zindagi say door jaa chukka haii

    Aaj main kisay apna mujrim kahoon?
    apny parents ko jinho nay uss ka hony na diya?

  3. #15
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Woh Mila Jo Barsoon Baad

    Woh Mila Jo Barsoon Baad
    Woh mila jo barsoon baad
    Meraa lab per koi geela na tha
    Mari chup naa ussay roola diya
    Jisay guftagoo mein kamal tha
    Poocha poocha thakhi thi main
    Mujay chora jaoo gay.kehan.
    Naa jawab diya iss ka
    Faqat woh khud aik sawal tha
    Thi passand jo shaam ussko
    Too yah bhi ek kamal tha
    Main kya janoo shaam ki thandak
    Suraj ki terhan jalti hoon
    Apni hi aag mein
    Kyun ki mujha per
    Teri bewafai kaa zawal tha
    Main naa dakha hai akser ussko
    Hasstay garoon say
    Uss ka hassna hi meraay liye jafa tha
    Wafa kay mora per bechra woh humsafer tha
    Kya safer kasi manzil
    Mahez meraa hi aik khayal tha
    Umer ber na shikwa ker sakyan gay
    Teri bewafai kaa
    KYUN KI
    Mari chup naa ussay roola diya
    Jisay guftagoo mein kamal tha...

  4. #16
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    ulfat ke sehraon main
    ulfat ke sehraon main
    hath churda kar, chal dena
    dil behla kar chal dena
    dil ko chura kar chal dena
    khud ko mita kar chal dena

    aur door se phir sada dena
    maazi se haal sulga lena
    jeewan main aag laga lena
    jeewan ko aag bana lena

    hai bohat purani reet yahan
    par youn nahi milty meet yahan

    sath nibhana pardta hai
    sab ko bhulana pardta hai
    dukh dard uthana pardta hai
    logon ky bany asoolon ko
    na maan ky jeena pardta hai

  5. #17
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Pehli Bar Jab Hum Mile

    Phel Baar Jab hum mile

    Pehli baar jab hum tum mile,
    Phr shuru ho gaye ishq-mahobbat ke sil-sile!
    Naa lab se tumne kuchh kaha,
    Naa hi kuchh kehne ko mere honth khule!

    Phr ik din puchha bhi humne unse,
    “Apne dil ka haal to bataao?”
    Par woh kuchh naa bole,
    Bas naino se karke ishare chale!

    Ab to bas din the jo beet rahe the,
    Par raaton ko chain-o-sukun kahan se mile!
    Dil ho raha tha chhalni unki adaao ko dekh kar,
    Aur ek Woh the jo har waqt hume tadpa ke chale!
    Phr ik din pakad kar unka haath;Gusse se hum bole,
    Bahot ho gaya dil ko jalana;Aa jaao ab to khul ke
    mile!

    Haayy!Kya adaa se chhuda kar Woh;
    sarmaye the uss waqt,
    Ki uss ghadi uss waqt ko;
    hum bhulaye bhi kabhi naa bhule!

    Ab to har subha gul bankar aati thi;
    Aur dil mein the hazaro gulshan khile!
    Sanam ki baahon mein thi kat rahi;Yeh haseen zindgani,
    Ki zamane ki naa kar parwah;Hum apni hi dhun mein the
    chale!
    Par hua wohi jo;Mahobbat mein kabhi diwaano ka hota
    hai,
    Chhuda kar daaman ik din woh;Apne ghar ko chale!

    Humne roka bahot Unko;
    Di bahot duhaai bhi mahobbat ki,
    Par naa kuchh kaha unhone;
    Bas aaankhon se tapka ke aansu chale!

    Ab kaise katenge yeh din?
    Yeh Raatein unke bin?
    Intezaar mein the bas “SHAMA” unki,
    Lambi Judaai Ke Sil-sile…..
    Lambi Judaai Ke Sil-sile…..!

    Mili Mohabbat mein mujhe b saza k woh humhe chor kr chale!!!

  6. #18
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    Mein Dhuan Ban Gaya Mita to Nahin,
    Dil Sulagat Raha Jala to Nahin,
    Aap ko khokey pa bhi sakta hoon,
    Aap Insaan Hain Khuda To Nahin,
    Hum Jhan Aagey Ther Jatey Hain,
    Woh Mohabat Ki Intiha To Nahin,
    Jitney Pathar Bhi Ghar Mein Aaye Hain,
    Koi Un Mein Sey Kam Ka To Nahin,
    Mein Jisey Aaghayee Samajhta hoon,
    Meree Yaadon Silsila To Nahin,
    Chand Taron Ke Manzil-e-Maqsood
    Khain Mera Naqsh-e-Paa to Nahin,
    Yeh Jo Pathar Uthaye Phirtey Hain,
    Sab ke Sab in mein Main Parsa to Nahin,
    Mujh ko Dekhey to Toot jaye Asar,
    Aina is Mizaj Ka to Nahin,

  7. #19
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Dhuan

    Mein Dhuan Ban Gaya Mita to Nahin,
    Dil Sulagat Raha Jala to Nahin,
    Aap ko khokey pa bhi sakta hoon,
    Aap Insaan Hain Khuda To Nahin,
    Hum Jhan Aagey Ther Jatey Hain,
    Woh Mohabat Ki Intiha To Nahin,
    Jitney Pathar Bhi Ghar Mein Aaye Hain,
    Koi Un Mein Sey Kam Ka To Nahin,
    Mein Jisey Aaghayee Samajhta hoon,
    Meree Yaadon Silsila To Nahin,
    Chand Taron Ke Manzil-e-Maqsood
    Khain Mera Naqsh-e-Paa to Nahin,
    Yeh Jo Pathar Uthaye Phirtey Hain,
    Sab ke Sab in mein Main Parsa to Nahin,
    Mujh ko Dekhey to Toot jaye Asar,
    Aina is Mizaj Ka to Nahin,

  8. #20
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Koi To Hota....

    KOI TO HOTA....
    mai jis k dil ki kitaab benta
    mai jis ki chahet ka khawab benta
    mai hijr k mosem ki lembi raaton mein
    yaad ben ker azaab benta
    KOI TO HOTA.....

    jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota
    dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota
    mai rooth jata manata mujh ko
    k chahe mera kasoor hota
    KOI TO HOTA....

    mai jis k itna kareeb hota
    na paas koi rakeeb hota
    mai itna uus ka habeeb hota
    ye silsila bhi ajeeb hota
    KOI TO HOTA........
    KOI TO.....KOI TO HOTA.

  9. #21
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Kash kushion ki ek dukan hoti

    Kash Khushion ki Ek Dukan Hoti,
    Or Hamain Os ki Pehchan Hoti,
    Bhar Datey ap ka har Pal Khushion Se,
    Keemat us ki Chahey Hamari Jaan Hoti


    Dil ki dhadkan ko dhadka gaya koi
    Mere khawabo ko mehka gaya koi ,
    hum to anjane rasto pe chal rahe the
    achanak hi pyar ka matlab sikha gaya koi

    Ankhon mein aansoo aa jate hai
    phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai,
    ye mohabbat bhi kya cheez hai yaro
    jise chahte hai usi se chupani padti hai


    Dil hi dil mein hum unse pyaar karte he,
    Chup-chap unki mahobbat ka intezaar karte hai..
    Jin raho par unka chalana mushkil hai,
    Unhi raho pe hum unka intezaar karte hai..

  10. #22
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Terey Naam Ghazal Likh Raha Hoon

    Terey Naam Ghazal Likh Raha Hoon

    Terey Naam Ghazal Likh Raha Hoon
    Ek Hijar Ka Wasal Likh Raha Hoon

    Terey Chehrey Ki Khoobsoorti Ko
    Ek Chaand Likh Raha Hoon

    Teri Bheggi Huwi Zulfoon Per
    Ek Deewaan Likh Raha Hoon

    Terey Hoontoon Ki Piyaas Ko
    Ek Sharaab Likh Raha Hoon

    Terey Hansney key Andaz Ko
    Ek Shabbab Likh Raha Hoon

    Terey Aashkoon Ki Barsat Ko
    Ek Darya Likh Raha Hoon

    Teri Nazuk Aadaoon Ko
    Ek Gulab Likh Raha Hoon

    Teri Dilkash Aawaz Ko
    Ek KoYal Likh Raha Hoon

    Teri Aakhoon Ki Kashish Ko
    Ek Jaam Likh Raha Hoon

    Terey Naam Ke Intisaab Per May !
    Bus Ek Kitab Likh Raha Hoon

  11. #23
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    Manzilein bhi uski thi,rasta bhi uska tha
    Ik mein akela tha kaafla bhi uss ka tha
    Saath saath chalne ki soch bhi uss ki thi
    Phir rasta badalne ka fesla bhi uska tha
    Aaj kion akela hun,dil sawaal karta hai
    Log tu uss k the,kia khuda bhi uska tha.

  12. #24
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Sifaat main wo Jabbar b hy Qahar b hay

    Sifaat main wo Jabbar b hy Qahar b hay
    hum hi wo Umat hain jis sy usko payar b hay
    Yah jahan us sy hay wohi hy is ka RAB
    RAb-ul-aalmeen main Mustafa ki rehmat ka shumar b hy
    Kahin hy bahar kahin khazan koi zinda to koi moat k pass
    or to kuch nahi hy bus us k nooqton ka izhaar hi hay
    Malik-e-taqdeer hy wo janta hy sab ki haqeeqat
    vali thehra uska jo Mahboob pa nisar hi hy
    Hoty hum b khiry kisi bad karo ki lat main
    Mohsin hy wo hamra wohi Aziz b hay

Page 2 of 9 FirstFirst 12345 ... LastLast

Similar Threads

  1. ~*~My Roman Urdu Poetry Collection~*~
    By cute_charming786 in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 245
    Last Post: 30th June 2022, 06:22 AM
  2. Replies: 92
    Last Post: 27th September 2012, 05:40 PM
  3. *~6 September Baber Hatif Haftm Mezail*!~
    By *~Zaka~* in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 14
    Last Post: 10th September 2009, 02:39 AM
  4. 9 years "Baber Iqbal" The GREAT IT Professional of Pakistan.
    By Hamad Hussain in forum General Discussion
    Replies: 7
    Last Post: 9th September 2009, 10:59 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •