Page 6 of 9 FirstFirst ... 3456789 LastLast
Results 61 to 72 of 98

Thread: ~*~Baber~*~Roman~*~Collection~*~

  1. #61
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default kahan aa ker rukne thay raste, kahan moor tha, usay bhool ja

    kahan aa ker rukne thay raste, kahan moor tha, usay bhool ja
    wo jo mil gaya usay yaad rakh, jo nhi mila, usay bhool ja

    wo tere naseeb ki barishain, kisi or ki chaat per baras gaein
    dil e bekhabar meri baat sun, usay bhool ja, usay bhool ja

    mey to gumm tha tere dheyan mey, teri aass mey, tere guman mey
    Saba ru keh gaii mere kaan mey, mere pass aa, usay bhool ja

    kisi aankh mey nhi ashq e gham, tere baad kuch bhi nhi hai kam
    tujhe zindagi ney bhula dia, tu bhi muskura, usay bhool ja

    na wo aankh hi teri aankh thi, na wo khawab hi tera khawab tha
    dil e muntazir to ye kis liye, tera jaagna, usay bhool ja

    ye jo din raat ka hai khail sa, usay dekh, us pe yakin na kar
    nhi aks koi bhi mustakil, sar e aaina, usay bhool ja

    wo jo bisat e jaan hi ult gaya, wo jo raaste se palat gaya
    usay rokne se husool kia, usay mat bulaa usay bhool ja..
    محبت



    بڑا ہی خوبصورت جذبہ ہے
    پتہ ہی نہیں چلتا
    کب اور کیسے
    دل میں یوں اُبھر آتا ہے
    جیسے
    برسات کی اندھیری رات میں
    جگنو جھلملا اُٹھیں
    یا چپکے سے کوئی
    مسجد میں دیا جلا دے !

    Mobile Number Not Allowed......ITD Team

  2. #62
    sidrakhan's Avatar
    sidrakhan is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd April 2011 @ 06:54 PM
    Join Date
    07 Mar 2007
    Age
    40
    Posts
    238
    Threads
    34
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    waaaaaaaaaao .kya baat hae janab...zabardast.

  3. #63
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    Quote sidrakhan said: View Post
    waaaaaaaaaao .kya baat hae janab...zabardast.
    thanks janab pasand karna ka buhat buhat sukriya

  4. #64
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Agar Ham Dost Hotey

    Agar Ham Dost Hotey
    To Karam Ki Inteha Kartey
    Tumhen Palkon Pey Rakhtey Ham
    Tumhen Dil Men Basatey Ham
    Agar Tum Rooth Jaatey To
    Tumhen Kitna Manatey Ham
    Jo Milney Tum Nahi Aatey To
    Aa kar Khud Tumhen Miltey
    Tumhari Laghzishon Ko Bhi
    Hansi Main Ham Ura Detey
    Agar Apni Khata Hoti
    To Khud Ko Bhi Saza Detey
    Magar Ye Sab Jabhi Hota
    Agar Ham Dost Hotey To
    Magar Itna Hi Jana Hey
    K Tum Ney Aaj Tak Ham Ko
    Paraya Keh Kar Jana Hey
    Kabhi Hamdam Naa Mana Hey
    Agar Ham Dost Hotey To.......

  5. #65
    cute_charming786 is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2011 @ 01:16 AM
    Join Date
    29 Dec 2005
    Location
    ~*~Live in yOur
    Posts
    3,449
    Threads
    146
    Credits
    955
    Thanked
    0

    Default

    Wow.......................

    kia kamal ki collection ja rahi hia

    zabrdast aik se barh kar aik shairing.......

  6. #66
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    Quote cute_charming786 said: View Post
    Wow.......................

    kia kamal ki collection ja rahi hia

    zabrdast aik se barh kar aik shairing.......
    thanks
    appriciate karna ka buhat buhat sukriya.
    ap ki apprication sa dil atna .................................................. ........... bara hojaita hai

  7. #67
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    merii taraf zamaane kii uThatii hain uNgaliyaaN
    daaman sanam kaa haath men aayaa thaa ek pal
    din raat us ek pal se mahakatii hain uNgaliyaaN
    jis din se duur ho gaye us din se hii sanam bas
    din tumhaare aane ke ginatii hain uNgaliyaaN
    patthar taraash kar na banaa taaj ek nayaa
    fankaar kii zamaane men kattii hain uNgaliyaaN.

  8. #68
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    Doli teri
    Mayat mari
    Ek waqt uthan dano
    Yeh hai chahat mari
    Geer khushion mein maagan hai
    Tun
    Too gaamon mein geeraftar hoon
    Main
    Nai zindagi mein qadam rakha jab
    Tun
    Zindagi ko alvida kahoon
    Main
    Nhi shikwa mujha ko tum saa
    Koi
    Shekayat hai too khud saa
    Koi
    Khush rahoo aabad rahoo yeh hai dua
    Mari
    Kabhi na mujhay yaad rahoo yeh hai feryaad
    mari
    DOLI TARI...MAYAT MARI

  9. #69
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    ease hi
    dhalte soraj ko deakhte howey
    khiyal ayaa

    kia

    tum mujhe yaad karte hoge

    ease hi

    jease mean yaad karti hon

    ease hi

    shab-e-tunhayi mean
    khiyal ayaa

    kiya

    tum bhi apna pyar paana chahte ho

    ease hi

    jease mean paana chahti hon

    ease hi

    chand ko deakh kar

    khiyaal ayaa

    ajj bhi pouchte ho
    chand se meare baare mean

    ease hi

    yonhi bas

    khiyal ayaa

    kiya ajj bhi baarish
    meari ankhon se deakhte ho
    is se wabasta baatien
    yaad karte ho

    ease hi

    khiyal ayaa

    kiya tumhe ajj bhi
    meara inteezar hai
    ajawon mean kaheen se
    poucho tum mujhse
    meari baatein

    kaho tum

    sonu sab batana
    yeh sach hai

    bas

    tumhe yaad karte
    rehna hi meara kaam hai
    nahi khabar kuch

    lagta hai easa
    sab bhool gayi hon
    yaad hai tu bas

    tum sirf tum

  10. #70
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    kabhi chalte chalte badalte hoe raston pe mil jana
    or kabhi youn hi chalte chalte rasta badal jana

    kabhi raaton ko sapnon se pareshan hona
    or kabhi inhi sapnon ki khatir machal jana

    kabhi taveel guftago se bhi sakon la hasil
    or kabhi ik muskurahat se bhi behel jana

    kabhi pairon pe chal k dariya paar kar laina
    kabhi barish ki boondon se bhi phisal jana

    kabhi soocha k mujhe yeh baatain sikhai kis ne
    tu sono!mere liye muhtaram hain teri sangat k pal jana

  11. #71
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    "Zindagee"
    Zindagee buss faqat tumharee hai
    yeh tu buss naam ko hamaree hai


    Tumharee yaado key dareechay mai
    mainay apni omar guzaaree hai


    tumhaarey husnn key tabassum sey
    mahek rahee yeh duniya saaree hai


    dostee key haseen lamhon ney
    meri yeh zindagee sanwaree hai


    kaun kehta hai ishque hai aasaan
    yeh kaifiyat tu sabb pey bharee hai


    kashtee jo doobney ko thee meree
    meray Malik ney woh sambhaalee hai


    "Sahil" ab aur kya kahain usko
    key jispey zindagee yeh haaree hai

  12. #72
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    kab kon kise ka hota han

    saab jhoote rishten naatien han

    saab dil rakhne ki baatien han

    saab asly roop chupatien han

    ikhlaq se khale loog yahan

    lafzoon ke teer chalatien han

    ek baar negahoon me aakar

    phir saare umer rulatien han

    woh jis ne diye haamein aaskh bhut

    aab usko bhul he jaatien han

Page 6 of 9 FirstFirst ... 3456789 LastLast

Similar Threads

  1. ~*~My Roman Urdu Poetry Collection~*~
    By cute_charming786 in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 245
    Last Post: 30th June 2022, 06:22 AM
  2. Replies: 92
    Last Post: 27th September 2012, 05:40 PM
  3. *~6 September Baber Hatif Haftm Mezail*!~
    By *~Zaka~* in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 14
    Last Post: 10th September 2009, 02:39 AM
  4. 9 years "Baber Iqbal" The GREAT IT Professional of Pakistan.
    By Hamad Hussain in forum General Discussion
    Replies: 7
    Last Post: 9th September 2009, 10:59 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •