Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 21

Thread: San 2012

  1. #1
    Nadeem Ahmed Kh's Avatar
    Nadeem Ahmed Kh is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2015 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Location
    New Delhi
    Gender
    Male
    Posts
    655
    Threads
    115
    Credits
    1,000
    Thanked
    31

    Default San 2012

    Es mozo pe ap ki rai kiya hai-


    San 2012 ke bare mai kiya khayal hai dosto, es movement ke bare mai dunya ke mukhtalif kaddimi Civilisation mai bhohot kuch likha hai.

    Jese ke Maya civilisation jo ke (c. 2000 BC to 250 AD) purani thi or southern Mexican se lekar northern Central American tak es ke nishan mozod hai. ye civilisation Astronomy mai kafi apne waqt ke hisab se aage thi. en ke pas do tarha ke calender the ek solar system pe ek moon pe en ke calender mai akhari din hai 21 December 2012, kiya waza hai ke es calender mai es ke bad ki tarikh nahi hai.

    Ek dusri civilisation hai INCA jo southeastern Peru, near the Urubamba Valley (Sacred Valley) of the Andes mountain range mai thi jo ke 1438 to 1533 tak apne urooz pe thi, es ke calender mei bhi May 2012 ke bad koi tarikh nahi hai. Gazab ki bat hai dono civilisation me jab ke hazaro sal ka fasla hai lekin un ke calender ek hi bat kehte hai.

    Hind mai bhi lagbhag 5000 Yrs purani document mile hai un mahi bhi tarik di hai 21 May 2012.

    Tazzub hota hai en ka jab analys karte hai to, or duniya ke halat bhi kuch ese hi kah rahe hai jese ke Globle Warming, kuch political reason sirf ek chigari hi kafi hai dunya ko nesto nabud kar ne ke liye.

    Allah Raham Karna

  2. #2
    shahid786imran is offline Member
    Last Online
    7th February 2018 @ 06:27 PM
    Join Date
    06 Apr 2009
    Location
    Pakistan, Gujrat
    Age
    37
    Posts
    431
    Threads
    80
    Thanked
    17

    Default

    Bhai darao to nehien, Pakistani to wysy bhi preshan hein

  3. #3
    aobatkaro's Avatar
    aobatkaro is offline Senior Member+
    Last Online
    16th February 2017 @ 02:48 AM
    Join Date
    14 Aug 2008
    Posts
    849
    Threads
    46
    Credits
    1,107
    Thanked
    11

    Default

    Quote Nadeem Ahmed Kh said: View Post
    Es mozo pe ap ki rai kiya hai-


    San 2012 ke bare mai kiya khayal hai dosto, es movement ke bare mai dunya ke mukhtalif kaddimi Civilisation mai bhohot kuch likha hai.

    Jese ke Maya civilisation jo ke (c. 2000 BC to 250 AD) purani thi or southern Mexican se lekar northern Central American tak es ke nishan mozod hai. ye civilisation Astronomy mai kafi apne waqt ke hisab se aage thi. en ke pas do tarha ke calender the ek solar system pe ek moon pe en ke calender mai akhari din hai 21 December 2012, kiya waza hai ke es calender mai es ke bad ki tarikh nahi hai.

    Ek dusri civilisation hai INCA jo southeastern Peru, near the Urubamba Valley (Sacred Valley) of the Andes mountain range mai thi jo ke 1438 to 1533 tak apne urooz pe thi, es ke calender mei bhi May 2012 ke bad koi tarikh nahi hai. Gazab ki bat hai dono civilisation me jab ke hazaro sal ka fasla hai lekin un ke calender ek hi bat kehte hai.

    Hind mai bhi lagbhag 5000 Yrs purani document mile hai un mahi bhi tarik di hai 21 May 2012.

    Tazzub hota hai en ka jab analys karte hai to, or duniya ke halat bhi kuch ese hi kah rahe hai jese ke Globle Warming, kuch political reason sirf ek chigari hi kafi hai dunya ko nesto nabud kar ne ke liye.

    Allah Raham Karna
    تھریڈ اردو میں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

  4. #4
    Join Date
    08 Jan 2008
    Location
    ISLAMABAD
    Age
    37
    Posts
    1,861
    Threads
    86
    Thanked
    28

    Default

    YE SAb FAke Aur Illogical hai.Aur NA to MAya TEhzeeb main AIsa Khuch Likha HAi aur na Nasa NAy aisa KHuch Kaha hai.

    Zameen ARaboon SAloon say Suraj SAy Door hai.Aur qurb Qayamat Hi SUraj say TAkraye Gi.AUr Hadees main Qayamat KI JO NIshaniaan Un ko POra HOnay k LIye Kamazkam 200 Saal chahiye .Un Nishaniyoo k Baad hi Qayamat Aye gi.


    Aur Aj k IS Global Village MAin to sach jana Koi MUskil Hi NAhi Zara Creation of Universe aur End of Time K Topic Google main Search ker k perh lain.

  5. #5
    Nadeem Ahmed Kh's Avatar
    Nadeem Ahmed Kh is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2015 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Location
    New Delhi
    Gender
    Male
    Posts
    655
    Threads
    115
    Credits
    1,000
    Thanked
    31

    Default

    Creation of Universe aur End of Time K Topic, es ka es se kiya relation bhai

  6. #6
    nadeem yaseen is offline Senior Member+
    Last Online
    25th June 2014 @ 06:44 PM
    Join Date
    11 Sep 2008
    Posts
    289
    Threads
    0
    Credits
    1,000
    Thanked
    3

    Default

    yar in chakron mien mat paro, ye socho ke ham ne akhrit ki kia tyari ki hie,

    aur sab se bari bat, ALLAH SWT ne quran mien farma dya hie,
    a nabi log app se qyamat ke bare mien pochte hien, to keh di jiye
    is ka ilm tu mere ALLAH ke pass hie

  7. #7
    Join Date
    17 May 2009
    Location
    city of darkness
    Age
    33
    Posts
    2,518
    Threads
    63
    Thanked
    232

    Thumbs down

    Quote Arabian.Paki said: View Post
    YE SAb FAke Aur Illogical hai.Aur NA to MAya TEhzeeb main AIsa Khuch Likha HAi aur na Nasa NAy aisa KHuch Kaha hai.

    Zameen ARaboon SAloon say Suraj SAy Door hai.Aur qurb Qayamat Hi SUraj say TAkraye Gi.AUr Hadees main Qayamat KI JO NIshaniaan Un ko POra HOnay k LIye Kamazkam 200 Saal chahiye .Un Nishaniyoo k Baad hi Qayamat Aye gi.


    Aur Aj k IS Global Village MAin to sach jana Koi MUskil Hi NAhi Zara Creation of Universe aur End of Time K Topic Google main Search ker k perh lain.
    kia zarori google ki research sahi or islam kahan kehta hai kay zameen or soraj kay takranay say qayamat aaeygi????????????????

  8. #8
    Join Date
    17 May 2009
    Location
    city of darkness
    Age
    33
    Posts
    2,518
    Threads
    63
    Credits
    268
    Thanked
    232

    Default

    Quote nadeem yaseen said: View Post
    yar in chakron mien mat paro, ye socho ke ham ne akhrit ki kia tyari ki hie,

    aur sab se bari bat, ALLAH SWT ne quran mien farma dya hie,
    a nabi log app se qyamat ke bare mien pochte hien, to keh di jiye
    is ka ilm tu mere ALLAH ke pass hie
    lekin nishani to batayi gayi hai nay jin ka zahoor kafi ho cuka hai

  9. #9
    bheram is offline Senior Member+
    Last Online
    16th March 2014 @ 05:19 PM
    Join Date
    05 Oct 2009
    Posts
    423
    Threads
    8
    Credits
    760
    Thanked
    5

    Default

    in sab malomat app ko kis nay di hain?

  10. #10
    Silent_love is offline Member
    Last Online
    2nd November 2011 @ 04:49 PM
    Join Date
    04 Nov 2009
    Age
    33
    Posts
    237
    Threads
    25
    Thanked
    47

    Lightbulb

    dear meri bat py bhi zara ghor karen u knw Quran nazil honay k baad Quran py ee amal karna hy to ab ye Khuda ny Quran main sb kuch tafseel sy bayan kar diya hy, bas allah k khof sy Quran Pak parho to sb pata chal jayega,, ALLAH SAB KO JANNAT ATTA FARMAYE <AAMEEN>WSLM:: agr bura lagay to

  11. #11
    Pagla's Avatar
    Pagla is offline Senior Member+
    Last Online
    4th August 2011 @ 04:39 PM
    Join Date
    17 Mar 2009
    Location
    khanpur(Rahimyar khan)
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    487
    Threads
    43
    Credits
    0
    Thanked
    41

    Default

    السلام علیکم !!
    بھائیوں بات دراصل یہ ہے کہ یہودی اور نصرانی لابی اس طرح کی غیر حقیقی اور من گھڑت باتوں سے ہم مسلمانوں کو پرکھنے اور ہمارے ایمان کو کمزور کرنے کی سازشیں کر رہے ہیں ، یہ سب کرنے کے لیے ان کفار کے بہت سے تھنک ٹینکس آئے روز ایسی باتیں ہم تک پہنچاتے ہیں تاکہ ہمارا ایمان کمزور ہو، روز قیامت کے دن کا تو صرف اللہ کی ذات کو ہی پتہ ہے اور یہ ہمارا ایمان ہے ، اس لیے ہمیں کفار کی ان سازشوں کو ختم کرنے کے لیے عملی جدوجہد کی ضرورت ہے، جتنی تیزی سے اس من گھڑت بات کو پھیلایا گیا، یہاں تک کہ اس پر فلم بھی بنادی گئی ہے ، تو اس سے صاف ظاہر ہے کہ یہ ان کی ایک سوچی سمجھی سازش ہے،
    اللہ ہم سب کو اس طرح کے فتنوں اور سازشوں سے محفوظ رکھے
    اللہ حافظ

  12. #12
    Join Date
    19 Nov 2009
    Location
    GENEVA
    Age
    35
    Posts
    204
    Threads
    1
    Thanked
    7

    Default

    allah qayamat ko jaldi laye.QK is dunya me musalman musalman ko maar raha hey.kaafer k ishare pr ghareeb logo pr bombaari horahi hey.aggar qayamat aajaye tu is musalman ziyadati se tu nijaat mil jayegi.
    puraane zamane me musalman kaafer se thang hotey tey.aaj kl musalman apne hi musalman ke nishane pr hey
    allah kher kare aur qayamat se beiman log darenge.

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. B.com Part 2 Advance A/c 2012 Book M.A Ghani 2012 in Scan for
    By coolguy_forever in forum Educational Help
    Replies: 1
    Last Post: 21st April 2013, 07:49 PM
  2. Replies: 0
    Last Post: 18th October 2012, 10:34 PM
  3. Replies: 2
    Last Post: 2nd August 2012, 11:22 PM
  4. Replies: 3
    Last Post: 1st August 2012, 12:59 PM
  5. Replies: 0
    Last Post: 30th March 2012, 03:55 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •