Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 16

Thread: taweez pehanna jaiz hai

  1. #1
    Join Date
    22 Sep 2008
    Location
    sukkur
    Age
    32
    Posts
    417
    Threads
    64
    Thanked
    7

    Default taweez pehanna jaiz hai


  2. #2
    peer is offline Member
    Last Online
    15th November 2009 @ 08:39 PM
    Join Date
    02 Oct 2008
    Posts
    971
    Threads
    23
    Thanked
    20

    Default

    Jazak`Allah

  3. #3
    peer is offline Member
    Last Online
    15th November 2009 @ 08:39 PM
    Join Date
    02 Oct 2008
    Posts
    971
    Threads
    23
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    kiya Huzoor S.A.W nay kisi ko kabhi taweez bana kar diya tha ?

  4. #4
    Confuse's Avatar
    Confuse is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd May 2015 @ 03:53 PM
    Join Date
    17 Jan 2009
    Location
    Khamosh NaGaR
    Gender
    Male
    Posts
    8,124
    Threads
    778
    Credits
    0
    Thanked
    785

    Default

    aik baat jo ma hi nahi balke mere kuch Muhtaram Bazurg Sochte hain woh yeh k

    Kia QURAN-E-PAK Taweez bana kar gale ma dalne k liye banaya gya ha ,
    agar ham taweez bana kar kisi k ghaley ma daltey hain tu, ya bache k gale ma tu woh zaroor Napaak jagha par jata ha , yani toilet wagera

    tu kia aisa karna sahe ha, Behtar tu yeh ha k Aap kisi ko afaat se bachana chahtey hain tu Pani par kuch ayaat par ka us ko Pila dey , yeh zaida behtar ha i think ,...

    Pehna tu ja hi sakta ha , lakin uss ka Ehtaram karna chahye , Batroom aur napaak jaga par sath nahi le kar jana chahye ,

    Anyway Jab Ahadees ma yeh baat ha k Ijazat ha Tu ham (NAOOZBILLAH) kio kar ghalat kahe , lakin Ehtiyaat Zaroori hai

  5. #5
    Join Date
    10 Aug 2009
    Location
    Lahore
    Age
    38
    Posts
    1,310
    Threads
    22
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Post

    Quote peer said: View Post
    kiya Huzoor S.A.W nay kisi ko kabhi taweez bana kar diya tha ?
    es ka koi saboot nahy mila hay. agher mily tu mujy bi lazmi bataye ga
    Quote Confuse said: View Post
    aik baat jo ma hi nahi balke mere kuch Muhtaram Bazurg Sochte hain woh yeh k

    Kia QURAN-E-PAK Taweez bana kar gale ma dalne k liye banaya gya ha ,
    agar ham taweez bana kar kisi k ghaley ma daltey hain tu, ya bache k gale ma tu woh zaroor Napaak jagha par jata ha , yani toilet wagera

    tu kia aisa karna sahe ha, Behtar tu yeh ha k Aap kisi ko afaat se bachana chahtey hain tu Pani par kuch ayaat par ka us ko Pila dey , yeh zaida behtar ha i think ,...

    Pehna tu ja hi sakta ha , lakin uss ka Ehtaram karna chahye , Batroom aur napaak jaga par sath nahi le kar jana chahye ,

    Anyway Jab Ahadees ma yeh baat ha k Ijazat ha Tu ham (NAOOZBILLAH) kio kar ghalat kahe , lakin Ehtiyaat Zaroori hai
    Sahaba karam ki history daikh lain kahin bi taweez ka zikar nahy milta, mere khyal say humain koi haq nahy pohnchta kay hum Qurani ayat ko es tarah likh kar ba adbi karin. i agree with u

  6. #6
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Thanked
    61

    Lightbulb Qurani Oor Gher-Qurani Taweez Ki Sharai Hesyat....


    Salamti Ho Oss Par Jo Hadayat Ki Perwi Kare....

    Mohtram Aap ne Molwi Sahab ka jo Fatwa Pesh kiaa Os Main Sirf Aik Rawayat Mojod Hy Oor Os Rawayat Se kaheen bhi Marwaja Taweez Ka Jaiz Honaa Sabit Nahi Hotaa, Abdullah Bin Umar R.A Wali Rawayat K Alfaaz Ye Baat Wazeh Kar Rahe hen k Wo Bachon Ko Taweez iss Waja Se nahi Pahnate thy k Os taweez se Onhe koi Nuqsaan na pohonche (jesa k aaj kal raij hy) bal'k onho ne Wo qurani ayaat bachon k galle main daal di theen ta'k woo baar baar wo ayaat parrh kar onhe yaad kar len....

    Iss Aik Rawayat k ILawa Koi Aisy Rawayat aap k Iss Article main Mojod nahi Jis main taweez waghera ka zikar mojod hoo, oor jin rawayaat se aap k molwi ne Taweez ko jaiz sabit karne ki koshish ki hy un k niche Barelwion ki Malfozaat oor Bahar e Shariat Waghera k Hawale hen Jin Main Jhoot bharra Parra hy oor en kitaabon ko koi ahle ilam hujjat nahi samajhtaa.....

  7. #7
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Default

    Taweez K Baare Main Nabi S.A.W ki Wazeh Hadees Mojod Hy

    " Man Alaqa Tamimatan Faqad Ashraka"

    Yani Jis Ne Taweez Latkaya Os Ne Shirk Kiaa (Musnad Ahmad Bin Hanbal)

    Lijye Iss Topic Par Ye Article Mulahiza Kijye....



  8. #8
    Join Date
    22 Sep 2008
    Location
    sukkur
    Age
    32
    Posts
    417
    Threads
    64
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    Quote sudes_102 said: View Post
    Salamti Ho Oss Par Jo Hadayat Ki Perwi Kare....

    Mohtram Aap ne Molwi Sahab ka jo Fatwa Pesh kiaa Os Main Sirf Aik Rawayat Mojod Hy Oor Os Rawayat Se kaheen bhi Marwaja Taweez Ka Jaiz Honaa Sabit Nahi Hotaa, Abdullah Bin Umar R.A Wali Rawayat K Alfaaz Ye Baat Wazeh Kar Rahe hen k Wo Bachon Ko Taweez iss Waja Se nahi Pahnate thy k Os taweez se Onhe koi Nuqsaan na pohonche (jesa k aaj kal raij hy) bal'k onho ne Wo qurani ayaat bachon k galle main daal di theen ta'k woo baar baar wo ayaat parrh kar onhe yaad kar len....

    Iss Aik Rawayat k ILawa Koi Aisy Rawayat aap k Iss Article main Mojod nahi Jis main taweez waghera ka zikar mojod hoo, oor jin rawayaat se aap k molwi ne Taweez ko jaiz sabit karne ki koshish ki hy un k niche Barelwion ki Malfozaat oor Bahar e Shariat Waghera k Hawale hen Jin Main Jhoot bharra Parra hy oor en kitaabon ko koi ahle ilam hujjat nahi samajhtaa.....
    aap apni kittaboo ko dehk te nahi aur hamari kitaabon ko kehte he ke jhoot barha parha he aur me ne aap ko ye bataya kon se tawiz pehanna shirk hai

  9. #9
    IT Genius's Avatar
    IT Genius is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2020 @ 02:14 PM
    Join Date
    02 Jul 2009
    Location
    Gujranwala
    Gender
    Male
    Posts
    1,252
    Threads
    54
    Credits
    1,342
    Thanked
    151

    Default

    یہ ایک لمبی بحث ہے ۔

  10. #10
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Lightbulb

    Quote ibrahim.kasmani said: View Post
    aap apni kittaboo ko dehk te nahi aur hamari kitaabon ko kehte he ke jhoot barha parha he aur me ne aap ko ye bataya kon se tawiz pehanna shirk hai

    hamari kitaabon main jo kuch bhi likha hy iss ki tension aap ko nahi leni chahye ku k ham jab bhi kisi masle par guftago karte hen tu Quran o Hadees se Logon k Samne Dalaeel pesh karte hen na k aap ki tarah molwion ki kitaabon se....

    Oor janab Jab nabi s.a.w ki wazeh hadees mojod hy k "jis ne taweez latkaya os ne shirk kiaa" (musnad ahmad) tu aap koon hote hen ye kehne waale k Falan Taweez Jaiz Hy Oor Falan Na-jaiz????


    Nafa oor Nuqsaan Sirf Allah k Hath Main hy Agar koi ye Aqeeda rakhtaa hy k nafa o nuqsan main taweez ka bhi amal dakhal hy tu wo Taweez ko Allah k Sath Shareek Thraa Raha hy isi liye Nabi S.A.W ne Taweez ko shirk kaha thaa....

  11. #11
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Default

    Quote mniazbatth said: View Post
    یہ ایک لمبی بحث ہے ۔
    lambi bahas hy tu start ku ki thi ye bahas????

  12. #12
    peer is offline Member
    Last Online
    15th November 2009 @ 08:39 PM
    Join Date
    02 Oct 2008
    Posts
    971
    Threads
    23
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    ap k article main ye line padhi



    to yad aya k kuch log durood padhi hoi cheez ko wash room main baha daitay hain

    wo kon log hain ?

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. taweez ka hukm
    By saheer in forum Islam
    Replies: 1
    Last Post: 27th June 2013, 12:15 AM
  2. Ik Taweez
    By kashiji in forum Design Poetry
    Replies: 2
    Last Post: 7th July 2010, 11:59 AM
  3. Roza Mein Jaiz Or Na Jaiz
    By abdulhafeezbutt in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 6
    Last Post: 3rd September 2009, 09:31 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •