Handling urdu Text in Dreamweaver?
me Dreamweaver me web urdu web site bana raha hon magar jab kuxh likhta hon to ye masla aata hai
maslan E.G.
یہ میرا پاکستان ہے۔
to iss tara likha jata hai
۔ ہے پاکستان میرا یہ
baqi sab theek thaak ho jata hai jab browser me dekhtey hain normal hota hai bas abb agar kisi ko iss masle ka hall pata hai to bata dey
Bookmarks