Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 25 to 26 of 26

Thread: Dajjal K Zahoor Ki Tamam Nishanian Puri Ho Chuki Hain...

  1. #25
    bheram is offline Senior Member+
    Last Online
    16th March 2014 @ 05:19 PM
    Join Date
    05 Oct 2009
    Posts
    423
    Threads
    8
    Credits
    760
    Thanked
    5

    Default

    Quote Ahmed1rfan said: View Post
    Achi postting ka Shukriya. Iss Ummat ka fitna maal maen hone ka hamen Hadith se pata chalta hae, aur ye sab link jo aap ne jorre haen, inn sab ne mil kae Ummat e Muslimah ko 1940 maen maal ki aik nayi shalak se mutaa'rif karwaaya aur wo hae paper currency, warna inn ke paas itna sona kahan ke itna opil le sakte sone ke badle, aur 1970 maen SONA ki Jaga DOllar ko reserves bana lene ki kamyaab saazish se hum iss soodi fitna-e maal daakhil ho chuke haen ke Allah ki Maeeshi MOhar Sona ki Jaga hum ne Yahudi Sood ki aik aankh waali mohar dollar ko MOhar e Azam(Great seal) ke daawe ko maan kar batil darja de diya jab ke issi al-dollar per Allah al-Baseer(all-seeing) ko aik aankh waala hone ka daawa sab dekh sakta haen aur issi aik aankh ka doosra official naam 'eye of providence' yani Rabbubwiyat ki aankh hae jo kuffr ka daawa hae ke Allah Rabb hae aur Rabbubwiyat maen uss ka koi shareek nahin aur Allah ki aik aankh nahin! aur hamaara iss maen reserves aur iss ke saath len den ussi kuffr ki himaayat hae!
    Jahan tak baat Mahdi A.S ki hae to koi bhi Hadith ye nahin kehti ke Mahdi ka naam Muhammad ho ga, balke ye ke unn ka naam Rasool Allah S.A.W ke naam ki missl ho ga, yani unn ke naam se milta julta ho ga, aur bukhari ki Hadith ki roo se Rasool Allah ne apne 5 naam bataaye haen na ke 99 jo amoomi taur per samjhe jaate haen, aakhir aap apna naam khud hi batayen ge na ke logon ke kehne per rakh len ge.

    Doosra esi koi bhi Hadith nahin jahan Mahdi(Hidayat diya gya) apni dee gayi Hidayat ko makhfi rakhe ga, haan ye baat aur hae ke wo apni ussi dee gayi hidayat ke parchaar ki bina per pehchaane jayen magar logon ke unn ko Imam/leader muntakhib karne per wo unn ki iss khwahish se inkar kar den, ye hadith se milta hae. Magar ye baat tamaam ambiya ki Sunnat ke khilaaf hae ke Allah kisi insaano duniya maen uss daur ki jahalat ke khilaaf HIdayat de kar kisis ko bhejen aur wo shaks uss HIdayat ko logon tak na pohanchaaye aur chhup kar betha rahe!
    Al Mahdi ki nishaaniyon maen na sirf unn ke naam ka Rasool Allah ke naam ki missl hona balke unn ke waaliden ke naamon ka bhi Rasool Allah ke waaliden ke naamon ki missl hone ka zikr milta hae. Tareekh e Islam maen boht se logon ne na sirf Mahdi hone ka daawa kiya balke unn ko boht logon ne support bhi kiya, magar Mahdi ke daawa karne waale kisi shakhs ko Kazib ka fatwa kisi Arbi o Ajmi Mufti ne nahin diya ke Mahdi ka mtlab Hidayat yafta ke haen na ke kisi nabi hone ke, Mirza ko Mahdi hone per to Kuffr ka fatwa nahin diya gya magar uss ke Nabbi hone ke daawe aur Khatm e Nabbuwat ke inkar ne uss ko ye fatwa dilwaya, warna agar koi shakhs ye kahe ke wo insha Allah Mahdi hae to uss ki iss dua per Aameen kehna chaahiye ke Allah uss ko Mahdi(hidayat Yafta) bana de!
    Hum sab Salaat maen dua karte haen, 'Ehdina al-siraat al-mustaqeem', Hidayat de seedhe raste ki, iss ka kya matlab? ke Allah hamen Mahdi(hidayat yafta) bana de. lehaza Allah se har chand ye Umeed rakhna ke wo hamen Mahdiyeen maen daakhil farma de iss waqt ki ehm tareen zaroorat hae!

    Ehle Tashee jin MOhtaram ke Mahdi hone ka daawa karte haen na to un ka naam aur na hi unn ke waaliden ke naam Hadith ki roo se Mahdi ki nishaaniyon se milte haen, yahan do baaten ho sakti haen, ya hum Hadith ka inkar kar den ya unn ke iss daawe ka.

    Wo Mahdi jo Ummat ko UNite karen ge unn ke khilaf Shaam(jo ehle tashee ke control maen hae) wahan se aik lashkar ka Mahdi ke khilaf nikalna aur phir Allah ke Hukm se zameen maen dhans jana Mahdi ke Mahdi hone ki ail khulli daleel ho gi aur issi daleel per Hadith ki roo se shaam o baghdad ke Abdaal unn ki bait ko rawaana hon ge. Doosri aik Hadith ki roo se 'aik panah lene wala Kaba maen Panah le ga' wohi jis ke khilaaf shaam se faujon ko rawaan kiya jaaye ga, iss Hadith ka ishaara bhi taareekhi taur per al-Mahdi se mansoob kiya jaata hae. Yani Mahdi shakhs physically ya intellectually Kaba ko apni dee hidayat ke taur per aik refuge ya panah ga ke taur per isitimaal kar sakte haen. kese aur kyun kar ye baat Allah hi jaante haen!

    Jahan tak un ke Ahle bait hone ki baat hae to Quran o Hadith ki roo se, Ahloe bait hone ka ta'aluq khoon ke rishton se nahin, yahan Nuh A.S ke bete ka waaqia aur Salman Farsi ke non Arab hone ke ba wajud Ehle Bait hona aik qabil e ghaur nukta hae, khaas kar jab ke kisi Arbi ko kisi ujmi aur kisi gore ko kisi kaale per fauqiat Islam ne khatam kar di hae aur faqt Taqwa hi wo rasta hae jo iss fauqiat ki waja ho sakta hae.

    Mushawarat ka HUkm Rasool Allah ko bhi tha Quran maen, lehaza hamen kisi bhi Muslim ka Mashwara ignore nahin karna chaahiye aur iss waqt waqt ki ehm tareen zaroorat bhi yahi hae ke halaat ki roshini maen mushawarat ka ehtemaam kiya jaye.

    Yaad Rakhiye ke Rasool Allah ke farmaan ke mutabiq hamen ye nahin dekhna ke baat karne waal kon hae, balke ye dekhna hae ke baat kya kee jaa rahi hae. Ye wohi bewaqoofi thi jo Bani Israel ne ki aur Rasool Allah ki baat chhorr kar iss maen ullajh gaye ke aaya wo ehle bait(bani Israeli) haen ke nahin.

    Khatim ul Nabiyeen ka Hukm hae, ke agar tum per aik nak kata(jis ki muashre maen izzat na ho) Habshi bhi ameer mukarrar kar diya jaye aur wo tum ko Allah aur Rasool ke ehkaamaat ki roshini maen le chale, to uss ki ataa'at farz hae!

    wa Salaam alekum!


    Daer Ahmed 1rfan,

    app farmatay hain k "Hadith ki roo se Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) ne apne 5 naam bataaye haen na ke 99 jo amoomi taur per samjhe jaate haen"

    ok yah tu hugai Hades ki bat magar main app say yah pochna chata hu k Quran Karim main Alalah wadahu la sharik nay kin kin Asma e pak (Name) say
    Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) ko mukhatib kia hay yaqinun un ki tadad 100 say bhi ziada hay,Allah apni Akri Kitab Quran Majid main app (Salalah o alay wasalam) ko jin Asmai Pak say yad karta hay un main say chand yah hain Mohammed ur Rasulullah,Shahid,Mubashir,Siraj,Munir,Rawof,Rahim ,Karim,
    Hadi or Mudasir(Salalah o alay wasalam) yah tu chand asma e Pak hain is kay elawah bhi agar app Quran Majid ki tilawat karain tu app ko or bhut say Asma e Pak milgain gain.
    main app say yah tu nahi kahunga k app apni tashi kar lain q k yah CHOTA MUHN OR BARI BAT jesa huga.
    app ki is khani say kah "Jahan tak un ke Ahle bait hone ki baat hae to Quran o Hadith ki roo se, Ahloe bait hone ka ta'aluq khoon ke rishton se nahin, yahan Nuh A.S ke bete ka waaqia aur Salman Farsi ke non Arab hone ke ba wajud Ehle Bait hona aik qabil e ghaur nukta"
    yaqinun Hazrat Salman Farsi radiallah anhu Ehle Bait say hain jab k app ka koi khooni rishta Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) say nahi mager is k elawah kisi or kaylia app yah bat Quran o Hadis,Amamo kay qol kisi bhi Islami kitab say sabit kar saktay hain kah Hazrat Salman Farsi radiallah anhu kay elawah bhi koi or hay jo Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) say Khoni rishtay kay bagir Ehle Bait huwa hu?
    bashk nahi hay tu Phir q app KHAWARIJ ki tarhanEhle Bait o Athar ki shan ko kam karnay ki Nakam Koshish kar rahain.k Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) say khoni rishtay kay bagir bhi koi Ehle bait hu sakta hay.
    KHAWAJI kon hain aor un kay Aqaid kia hain is topic par thuri si study lar lain.
    Thakns.

  2. #26
    bheram is offline Senior Member+
    Last Online
    16th March 2014 @ 05:19 PM
    Join Date
    05 Oct 2009
    Posts
    423
    Threads
    8
    Credits
    760
    Thanked
    5

    Default

    Quote Ahmed1rfan said: View Post
    Achi postting ka Shukriya. Iss Ummat ka fitna maal maen hone ka hamen Hadith se pata chalta hae, aur ye sab link jo aap ne jorre haen, inn sab ne mil kae Ummat e Muslimah ko 1940 maen maal ki aik nayi shalak se mutaa'rif karwaaya aur wo hae paper currency, warna inn ke paas itna sona kahan ke itna opil le sakte sone ke badle, aur 1970 maen SONA ki Jaga DOllar ko reserves bana lene ki kamyaab saazish se hum iss soodi fitna-e maal daakhil ho chuke haen ke Allah ki Maeeshi MOhar Sona ki Jaga hum ne Yahudi Sood ki aik aankh waali mohar dollar ko MOhar e Azam(Great seal) ke daawe ko maan kar batil darja de diya jab ke issi al-dollar per Allah al-Baseer(all-seeing) ko aik aankh waala hone ka daawa sab dekh sakta haen aur issi aik aankh ka doosra official naam 'eye of providence' yani Rabbubwiyat ki aankh hae jo kuffr ka daawa hae ke Allah Rabb hae aur Rabbubwiyat maen uss ka koi shareek nahin aur Allah ki aik aankh nahin! aur hamaara iss maen reserves aur iss ke saath len den ussi kuffr ki himaayat hae!
    Jahan tak baat Mahdi A.S ki hae to koi bhi Hadith ye nahin kehti ke Mahdi ka naam Muhammad ho ga, balke ye ke unn ka naam Rasool Allah S.A.W ke naam ki missl ho ga, yani unn ke naam se milta julta ho ga, aur bukhari ki Hadith ki roo se Rasool Allah ne apne 5 naam bataaye haen na ke 99 jo amoomi taur per samjhe jaate haen, aakhir aap apna naam khud hi batayen ge na ke logon ke kehne per rakh len ge.

    Doosra esi koi bhi Hadith nahin jahan Mahdi(Hidayat diya gya) apni dee gayi Hidayat ko makhfi rakhe ga, haan ye baat aur hae ke wo apni ussi dee gayi hidayat ke parchaar ki bina per pehchaane jayen magar logon ke unn ko Imam/leader muntakhib karne per wo unn ki iss khwahish se inkar kar den, ye hadith se milta hae. Magar ye baat tamaam ambiya ki Sunnat ke khilaaf hae ke Allah kisi insaano duniya maen uss daur ki jahalat ke khilaaf HIdayat de kar kisis ko bhejen aur wo shaks uss HIdayat ko logon tak na pohanchaaye aur chhup kar betha rahe!
    Al Mahdi ki nishaaniyon maen na sirf unn ke naam ka Rasool Allah ke naam ki missl hona balke unn ke waaliden ke naamon ka bhi Rasool Allah ke waaliden ke naamon ki missl hone ka zikr milta hae. Tareekh e Islam maen boht se logon ne na sirf Mahdi hone ka daawa kiya balke unn ko boht logon ne support bhi kiya, magar Mahdi ke daawa karne waale kisi shakhs ko Kazib ka fatwa kisi Arbi o Ajmi Mufti ne nahin diya ke Mahdi ka mtlab Hidayat yafta ke haen na ke kisi nabi hone ke, Mirza ko Mahdi hone per to Kuffr ka fatwa nahin diya gya magar uss ke Nabbi hone ke daawe aur Khatm e Nabbuwat ke inkar ne uss ko ye fatwa dilwaya, warna agar koi shakhs ye kahe ke wo insha Allah Mahdi hae to uss ki iss dua per Aameen kehna chaahiye ke Allah uss ko Mahdi(hidayat Yafta) bana de!
    Hum sab Salaat maen dua karte haen, 'Ehdina al-siraat al-mustaqeem', Hidayat de seedhe raste ki, iss ka kya matlab? ke Allah hamen Mahdi(hidayat yafta) bana de. lehaza Allah se har chand ye Umeed rakhna ke wo hamen Mahdiyeen maen daakhil farma de iss waqt ki ehm tareen zaroorat hae!

    Ehle Tashee jin MOhtaram ke Mahdi hone ka daawa karte haen na to un ka naam aur na hi unn ke waaliden ke naam Hadith ki roo se Mahdi ki nishaaniyon se milte haen, yahan do baaten ho sakti haen, ya hum Hadith ka inkar kar den ya unn ke iss daawe ka.

    Wo Mahdi jo Ummat ko UNite karen ge unn ke khilaf Shaam(jo ehle tashee ke control maen hae) wahan se aik lashkar ka Mahdi ke khilaf nikalna aur phir Allah ke Hukm se zameen maen dhans jana Mahdi ke Mahdi hone ki ail khulli daleel ho gi aur issi daleel per Hadith ki roo se shaam o baghdad ke Abdaal unn ki bait ko rawaana hon ge. Doosri aik Hadith ki roo se 'aik panah lene wala Kaba maen Panah le ga' wohi jis ke khilaaf shaam se faujon ko rawaan kiya jaaye ga, iss Hadith ka ishaara bhi taareekhi taur per al-Mahdi se mansoob kiya jaata hae. Yani Mahdi shakhs physically ya intellectually Kaba ko apni dee hidayat ke taur per aik refuge ya panah ga ke taur per isitimaal kar sakte haen. kese aur kyun kar ye baat Allah hi jaante haen!

    Jahan tak un ke Ahle bait hone ki baat hae to Quran o Hadith ki roo se, Ahloe bait hone ka ta'aluq khoon ke rishton se nahin, yahan Nuh A.S ke bete ka waaqia aur Salman Farsi ke non Arab hone ke ba wajud Ehle Bait hona aik qabil e ghaur nukta hae, khaas kar jab ke kisi Arbi ko kisi ujmi aur kisi gore ko kisi kaale per fauqiat Islam ne khatam kar di hae aur faqt Taqwa hi wo rasta hae jo iss fauqiat ki waja ho sakta hae.

    Mushawarat ka HUkm Rasool Allah ko bhi tha Quran maen, lehaza hamen kisi bhi Muslim ka Mashwara ignore nahin karna chaahiye aur iss waqt waqt ki ehm tareen zaroorat bhi yahi hae ke halaat ki roshini maen mushawarat ka ehtemaam kiya jaye.

    Yaad Rakhiye ke Rasool Allah ke farmaan ke mutabiq hamen ye nahin dekhna ke baat karne waal kon hae, balke ye dekhna hae ke baat kya kee jaa rahi hae. Ye wohi bewaqoofi thi jo Bani Israel ne ki aur Rasool Allah ki baat chhorr kar iss maen ullajh gaye ke aaya wo ehle bait(bani Israeli) haen ke nahin.

    Khatim ul Nabiyeen ka Hukm hae, ke agar tum per aik nak kata(jis ki muashre maen izzat na ho) Habshi bhi ameer mukarrar kar diya jaye aur wo tum ko Allah aur Rasool ke ehkaamaat ki roshini maen le chale, to uss ki ataa'at farz hae!

    wa Salaam alekum!


    Daer Ahmed 1rfan,

    app farmatay hain k "Hadith ki roo se Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) ne apne 5 naam bataaye haen na ke 99 jo amoomi taur per samjhe jaate haen"

    ok yah tu hugai Hades ki bat magar main app say yah pochna chata hu k Quran Karim main Alalah wadahu la sharik nay kin kin Asma e pak (Name) say
    Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) ko mukhatib kia hay yaqinun un ki tadad 100 say bhi ziada hay,Allah apni Akhri Kitab Quran Majid main app (Salalah o alay wasalam) ko jin Asmai Pak say yad karta hay un main say chand yah hain Mohammed ur Rasulullah,Shahid,Mubashir,Siraj,Munir,Rawof,Rahim ,Karim,
    Hadi or Mudasir(Salalah o alay wasalam) yah tu chand asma e Pak hain is kay elawah bhi agar app Quran Majid ki tilawat karain tu app ko or bhut say Asma e Pak milgain gain.
    main app say yah tu nahi kahunga k app apni tashi kar lain q k yah CHOTA MUHN OR BARI BAT jesa huga.
    app ki is khani say kah "Jahan tak un ke Ahle bait hone ki baat hae to Quran o Hadith ki roo se, Ahloe bait hone ka ta'aluq khoon ke rishton se nahin, yahan Nuh A.S ke bete ka waaqia aur Salman Farsi ke non Arab hone ke ba wajud Ehle Bait hona aik qabil e ghaur nukta hay"
    yaqinun Hazrat Salman Farsi radiallah anhu Ehle Bait say hain jab k app ka koi khooni rishta Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) say nahi mager is k elawah kisi or kaylia app yah bat Quran o Hadis,Amamo kay qol kisi bhi Islami kitab say sabit kar saktay hain kah Hazrat Salman Farsi radiallah anhu kay elawah bhi koi or hay jo Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) say Khoni rishtay kay bagir Ehle Bait huwa hu?
    bashk nahi hay tu Phir q app KHAWARIJ ki tarhan Ehle Bait o Athar ki shan ko kam karnay ki Nakam Koshish kar rahain.k Rasool Allah (Salalah o alay wasalam) say khoni rishtay kay bagir bhi koi Ehle bait hu sakta hay.
    KHAWAJI kon hain aor un kay Aqaid kia hain is topic par thuri si study lar lain.
    Thakns.

Page 3 of 3 FirstFirst 123

Similar Threads

  1. Kya yeh Dajjal ke Dost hain
    By shaikhmubeen in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 17
    Last Post: 30th December 2010, 08:53 AM
  2. Replies: 82
    Last Post: 9th December 2010, 02:58 PM
  3. Replies: 14
    Last Post: 7th April 2010, 05:28 PM
  4. Dajjal ka hulya aur zahoor
    By Noumankhan in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 3
    Last Post: 4th February 2010, 04:50 PM
  5. Replies: 6
    Last Post: 14th July 2008, 08:35 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •