1}imaandaar
2}Q k baaki rishte to ban banaye milte hai magar dosti ko aap ko khud cgunna padta ha
3}agare is baat se dost ko fark padta hai to mai nahi jaaunga agar nahi padta hai to jaaunga.
4}ye to baat par inhesaar hai wo konsi baat karta hai Q k dosti ka rishta aisa bhi nahi k kabhi bhi na toote
5}ye bhi galti par inhesaar hai
6}ghar walo k sath Q k allah ne quraabat{silah rahmio} ko ahmiyat di hai aur zayaada quraabat to ghar walo se hi honi chayie.
7}iska jawab to wahi de saka hai
8}wo hamari ek dusre se taarruf kar wayega
9}o tasalli dega, aur klahe ga koi baat nahi agla din accha jaayega
10}to wo bhi dosto me shamil hoga
11} muzaffar awan me to koi burai nahi hai
12}mai kahoonga pahle se hi mara dimaagh kahraab hai maths ki wajha se ab tu aur mat kar
13} suko wahi do kaan k niche kinch kar dunga
14}konsi mustaqil shikayat?
15}sach kahoo to meri aur uski size me farak hai
usko aayegi to wo lega mujhe aayi to mai
Bookmarks