Dosto Aaj Main Aap Ko Youtube Sa Koib Video Download Kartay Howay Save Karnay Ka Ik Asaan Tareeqa Bata Ta Hoon Aap Nay Daka Ho Ga K Jab Aap Koi B Video Youtube Main Chalatay Han Tu Us K Ik Konay Pa Donload Ka Message At Ha Aap Foan Us Pa Click Kartay Han Aur Us Ko Download Kar Latay Han Lakin Is K Bad Aap Us Video Kon Dakna Chatay Han Tu Woh Aap Ko Asani Sa Ni Milati Ha.
Kyun K Baz Dafa Woh Video Aap K System K C Drive Main Aur Bohaat Sa Folders Main Chali Jati Ha Aur Ya Tu My Documents Main Kaheen Hoti Ha Tu Main Aaj Aap Ko Is Ka Asan Hal Batata Hon Jis Sa Aap Asani Sa Aur Apni Marzi Ki Drive Aur Folder Main Save Kar Saktay Haan.
Aab Aap Youtube Sa Koi B Video Play Karan Jab Us Pa Download Ka Msg Ahay Tu Us K K Sath K Arrow Diya Hoga Us Ko Open Karan jo list open ho gi us main PREFRENCE ki option pa click karan aab aap k samany real player open ho ga aur sath hi video download and recording ki window open ho gi is main aap nay SAVE FILE TO jis jag aaap nay video ko save kana ha us ka id dana ha BROWSE main ja ka is us folder ka name day daan aur bas OK kar daan umeed ha pasand ahi hogi ya trick reply must ha aur main sath screen short b day raha hoon
Bookmarks