aslam o alikum

muhtarma
kesi hain ap umeed karta ho k ap khairiyat se hai
muhtarma shayad ap ko meri bat achi lage ya buri lagi plz mouaaf farma dena sukria............................................ ......


muhtarma ye jo ap ne english sikhane ka method deya hai buhat acha hai
but muj ko 1 bat achi ni lagi wo ye hai k aslam alikum or bismillah or insha allah tala likha theak hai
lakin ab har kisi ne to computer par bath kar ye classes tu yad nai karni
q k kuch log tu print nikal kar parhe ge jab print nikle ga to us main ye 3 cheeze shamil ho gi k q aj kal pages sanbale nai jate to us main bai hurmati ho gi
ab ap hi batae print nikalne wale ko keya karna chahye ??????
main ap k jawab ka intazar kar raha ho

shukriya..........