Shoula tha jal bhuja hon hawaaen mujhe na do
Main kab ka ja chuka hon sadaaen mujhe na do
Jo zahir peechuka hon tumhi ne mujhe deya
Ab tumto zindgi ki duaaen mujhe na do
Ye bhi bara karam hai salaamat hai jisim abhi
A khusrwan-e-shahir qabaaen mujhe na do
Aisa na ho kabhi k palat kar na aa sakoon
Har baar dooor jaa k sadaaen mujhe na do
Kab mujhko aitiraaf muhabat na tha Faraz,
Kab maine ye kaha tha sazaaen mujhe na do.....**
~~~~~*****~~~~~
Bookmarks