Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 14

Thread: Manqabat-e-aala Hazrat

  1. #1
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Lightbulb Manqabat-e-aala Hazrat

    Salam To Each One
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Thanked
    61

    Default

    tu ne batil ko mitta diaa ahmad raza......


    pata nahi yahan koon sa batil muraad hy wese Alahazrat jesi hasti ho oor un ki Seerat logon k samne na bayan ki jaye ye tu bhoot barra Zulm ho ga iss Liye INSHALLAH iss Forum Par bohot jald janab Alahazrat ki Seerat k Hawale se Aik Thread pesh kiaa jaye ga...

  3. #3
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    salam to each one
    waisay sudes bhai mai nai jitni study ki hai aaqeeday k hawaly say to agar sahi bath ki jay to mujay maslakay ahlasunnat wal jammat acha laga hai isi liya mai b is maslak k haq mai hon
    waisay hamaray ha( afghanistan ) mai ye nahi k wo barilvi hai ,deobandi hai ,falan falan ,
    but mujay yaha par in k aqeeday say muhabbat hai
    ha jis din aap nai waki mai qail kar diya to phir zaroor sochonga
    q k in k ha mai nai muhabbat hi muhabbat dheki hai
    wo har bath mai ALLAH aor us k RASOOL ki bath kartay hai
    aor
    aap sirf ALLAH ki
    agar sirf ALLAH hi kafi hota to phir kalmay mai MUHAMMAD q?????????
    if i m wrong so plz ..................... islah farmay
    thx
    w.salam

  4. #4
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Default

    ye iss waja se hy ku k aap ne aaj tak sirf onhi ka point of view suna hy,
    Oor janab agar waqe hi nabi saw se mohabat hy tu iss ka saboot bhi tu pesh karo ???

    Ham barelwion ki tarah sirf mohabat k dawe nahi karte bal'k Mohabat ka practical mozahira bhi karte hen,

    aap ne kaha aap ne tuheed par bhoot kitaben parrhi lakin mara khayal hy k aap ne sirf aik khaas maktaba fikar ki kitaben parri hen isi liye jab bhi ham aap se koi sawaal pochte hen aap chip ho jate ho,

    Aap TOHEED par zara ye Book bhi Mulahiza kijye oor Tasub Oor Firqawariat se balatar ho kar book parrhye ga agar iss k baad bhi aap ko apna point of view h theek lage tu Fine ....

    http://itdunya.com/showthread.php?t=133508

    Oor janab ye bhi aap ki ghalat fehmi hy k Ham K ham Sirf Allah ko mante hen, Janab Allah ko man'ne k liye tu oss k nabi man'na zaroor hy oss k bagher Allah ko mana hi nahi ja sakta bs ham main Oor aap main itna farq hy k aap Allah ki Zaat, Sifaat oor Ibadaat waghera main Nabi saw ko shareek kar k ise mohabat ka naam dete ho lakin Ham Allah k sath kisi ko shareek thrrane ko Aik azeem zulm samajhte hen Oor yahi hamara qasoor hy jis ki waja se ham par GUSTAKh hone ka fatwa bhi lagta hy....

  5. #5
    bheram is offline Senior Member+
    Last Online
    16th March 2014 @ 05:19 PM
    Join Date
    05 Oct 2009
    Posts
    423
    Threads
    8
    Credits
    760
    Thanked
    5

    Default

    Quote sudes_102 said: View Post
    ye iss waja se hy ku k aap ne aaj tak sirf onhi ka point of view suna hy,
    Oor janab agar waqe hi nabi saw se mohabat hy tu iss ka saboot bhi tu pesh karo ???

    Ham barelwion ki tarah sirf mohabat k dawe nahi karte bal'k Mohabat ka practical mozahira bhi karte hen,

    aap ne kaha aap ne tuheed par bhoot kitaben parrhi lakin mara khayal hy k aap ne sirf aik khaas maktaba fikar ki kitaben parri hen isi liye jab bhi ham aap se koi sawaal pochte hen aap chip ho jate ho,

    Aap TOHEED par zara ye Book bhi Mulahiza kijye oor Tasub Oor Firqawariat se balatar ho kar book parrhye ga agar iss k baad bhi aap ko apna point of view h theek lage tu Fine ....

    http://itdunya.com/showthread.php?t=133508

    Oor janab ye bhi aap ki ghalat fehmi hy k Ham K ham Sirf Allah ko mante hen, Janab Allah ko man'ne k liye tu oss k nabi man'na zaroor hy oss k bagher Allah ko mana hi nahi ja sakta bs ham main Oor aap main itna farq hy k aap Allah ki Zaat, Sifaat oor Ibadaat waghera main Nabi saw ko shareek kar k ise mohabat ka naam dete ho lakin Ham Allah k sath kisi ko shareek thrrane ko Aik azeem zulm samajhte hen Oor yahi hamara qasoor hy jis ki waja se ham par GUSTAKh hone ka fatwa bhi lagta hy....
    phelay tum apni post kigai posto main mairay sawalat ka jawab tu daydo wanha say to tum dom daba bhag gai hu

  6. #6
    Flash passion's Avatar
    Flash passion is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd January 2014 @ 01:25 PM
    Join Date
    30 Jun 2007
    Location
    Abbottabad
    Age
    39
    Posts
    493
    Threads
    109
    Credits
    965
    Thanked
    21

    Default

    Quote jahmad said: View Post
    Salam To Each One
    waisy jo shakhs Madeena Mein ja kr Ahle Sunnat Wa Aljamat k akabren(M Qasim Nanotvi, M Rashid Gangohe etc) pr jhooty bohtan lagaay wo chooty hazrat to nhn ho skty aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaa
    la hazrat hi ho skty hain
    |\/| $ ()

  7. #7
    Join Date
    25 Dec 2009
    Location
    Karachi
    Age
    39
    Posts
    1,166
    Threads
    143
    Thanked
    221

    Default



    Imam-e-Ahlasunnat ka maslak wohi maslak ha jo sahaba-e-karam..or bozorgan-e-deen ka maslak ha......or...is maslak-e-haq ahla sunnat ka haq hona ki daleel sirf yahi kafi ha ka.............Hum Allah..or..Allah waloon sa behaad muhabbat rakhta hen or Allah waloon sa nisbat rakhna wali harcheez ki dil-o-jan sa ezzat karta hen....humara yahan zarra barabar be-adabi nahi mila gi insahallah..................Islam sar-e-ka sara ADAB hi ha.

  8. #8
    erd43 is offline Advance Member
    Last Online
    5th April 2020 @ 07:01 PM
    Join Date
    29 Oct 2009
    Location
    Rawalpindi
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,843
    Threads
    136
    Credits
    7
    Thanked
    123

    Default

    Quote sudes_102 said: View Post
    ye iss waja se hy ku k aap ne aaj tak sirf onhi ka point of view suna hy,
    oor janab agar waqe hi nabi saw se mohabat hy tu iss ka saboot bhi tu pesh karo ???

    Ham barelwion ki tarah sirf mohabat k dawe nahi karte bal'k mohabat ka practical mozahira bhi karte hen,

    aap ne kaha aap ne tuheed par bhoot kitaben parrhi lakin mara khayal hy k aap ne sirf aik khaas maktaba fikar ki kitaben parri hen isi liye jab bhi ham aap se koi sawaal pochte hen aap chip ho jate ho,

    aap toheed par zara ye book bhi mulahiza kijye oor tasub oor firqawariat se balatar ho kar book parrhye ga agar iss k baad bhi aap ko apna point of view h theek lage tu fine ....

    http://itdunya.com/showthread.php?t=133508

    oor janab ye bhi aap ki ghalat fehmi hy k ham k ham sirf allah ko mante hen, janab allah ko man'ne k liye tu oss k nabi man'na zaroor hy oss k bagher allah ko mana hi nahi ja sakta bs ham main oor aap main itna farq hy k aap allah ki zaat, sifaat oor ibadaat waghera main nabi saw ko shareek kar k ise mohabat ka naam dete ho lakin ham allah k sath kisi ko shareek thrrane ko aik azeem zulm samajhte hen oor yahi hamara qasoor hy jis ki waja se ham par gustakh hone ka fatwa bhi lagta hy....
    آپ نے بلکل تھیک فرمایا

  9. #9
    Join Date
    25 Dec 2009
    Location
    Karachi
    Age
    39
    Posts
    1,166
    Threads
    143
    Credits
    0
    Thanked
    221

    Default

    janab...sab baten chooren ya batayen ka islam ma kasi bhi mazhab ka bozorgon ko bora bhala kahna jaiz ha ya nahi?? bcz imam-e-ahlasunnat ka manqabat ka reply ma yahan log kitni beadabi kar raha hen,,,,,second ya bat duna par azhar-minash-shams ha ka dawateislami na sirf muhabbat ka dava zaban ki nook sa nahi kara balka...is sa wabasta bacha bacha ko chalta phirta sunnnaton ka mirror bana diya ha....or Alhamdulillah is ka pegam dunya ka 63 countries ma pohonch choka ha.
    apka liya mashwara ha ka....ikhtilaf-e-rai rakhna app ka haq ha par...mukhalfat karna bad akhlaqi ha.

  10. #10
    Shaikh Brothers's Avatar
    Shaikh Brothers is offline Senior Member+
    Last Online
    11th September 2013 @ 09:52 AM
    Join Date
    17 Jun 2009
    Location
    Karachi...
    Posts
    6,997
    Threads
    202
    Credits
    975
    Thanked
    315

    Default

    Thanks for sharing

  11. #11
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    pak
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,654
    Threads
    61
    Thanked
    38

    Default

    Quote jahmad said: View Post
    Salam To Each One
    Very Nice ...masha Allah...
    Quote bheram said: View Post
    phelay tum apni post kigai posto main mairay sawalat ka jawab tu daydo wanha say to tum dom daba bhag gai hu
    bilkul sahi kaha aap ne....



    wase in ki Oqat aap apnahyderabad forum par dekh sakte hen..
    Islamic forum main ja kar....

    in logo k pass koi jawab nahi hota...

  12. #12
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    salam
    bhoooooooooooooooooooooooot mazrat k sath
    jis sab nay b yaha par m nanotiv and dosray sab ka jo zikar kia intihai afsoos say kihna par raha hai k aisay logo ka to zikar b na karay jo apni kitaboo mai ghustakhana andaz mai islam ki tableegh kartay ho
    mai misal day k samjana chahonga
    aap apnay baap ki olad ho
    aap apnay maan k shohar ki olad ho
    dono bateen sahi hai lakin 2sri bath adab k khilaf hai
    aor mai yahi aap ko samja raha hon k bath sahi karna theek lakin adab k dairay mai warna wo b ghalat jo aap nai sahi kaha hai.
    aap aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaala hazrat kahay ya sirf ALA HAZRAT IMAM AHLESUNNAT kahay ,un ki aik aisi kitab ya koi jumla jo adab k khilaf ho to zaroor dunya ko dikahye ga
    warna plz plz plz logo ko gumrah karna choor dijye
    aap ki bari meharbani
    salam

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan
    By abdulhafeezbutt in forum Baat cheet
    Replies: 6
    Last Post: 21st May 2014, 10:41 PM
  2. manqabat
    By Gulshan e attar in forum Hamd-o-Naat
    Replies: 6
    Last Post: 8th February 2010, 06:19 PM
  3. Manqabat Gos-e-Azam
    By kararahim in forum Hamd-o-Naat
    Replies: 6
    Last Post: 7th February 2010, 10:12 PM
  4. ..~~!!Manqabat Haji Muhammad Bilal Attari!!~~..
    By FRS. Is Back in forum Videos
    Replies: 4
    Last Post: 30th December 2009, 12:12 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •