Dear friends,

Mujhay windows Vista kay liya aap logon ki help darkar hai. Meri HP notbook mai 2 partitions hein . C: windows ki hai or D: Revoery ki. Mai nay apna khuch important data C: mai say D: mai copy kar liya. wahan say aik dam say sara data disappear ho gaya hai... Hard Drive space occupied hai per data nazar nahi aata... plz mujhay guide karein kay mai apna wo data kaisay retrieve kar sakta hoon. Kaafi important data hai mera.

Umeed karta hoon aap log meri help karein gay.

Regards
Ahmed