AssalamoAlaikom
tamam export bhayoon se darkhwast hai k kia waja hai jab mai urdu khutba waghaira likhta hoon to file lambi hone ki soorat mai ya ziada tar inpage se office par koy bari file convert karkey copy kar k paste karta hoon to likhne mai intahai dushwari aati hai aik lafz b change karta hoon to kafi dair lagti hai.
exports se darkhwast!
shukria