salam,

main cable net use kar raha hun or mujhe win seven dalni hai apne system mn,
doston mujhe ye malum karna hai ke windows seven ke lie microsoft ne firewall banaya hai ya nahi or agar banaya hai to usko download karne ka link agar kisi ko pata ho to zarur share kardien,


jawab ka intizar rahe ga,,,,