Asalam-o-Alikum Doosto....
Kafi Arsary ka bad online hua hoo achanak Browsing kartay kartay zehan ma khayal aya ka....ya baat aksar logo ko nahi pata...or na hi instalation walay kabi batatay han....
jab sa pakistan ma Dsl broadband service ka agaz hua ha or ab tak jitnay be log Dsl broadband use kartay han un mea sa shahid hi kisi ko pata hoo....to suniya
hamay installation ka doran ak router diya jata ha to broadband sa connect hota ha or us ki installation ka bad hamay control panel ka login or pass nahi diya jata....to suniya or check karay....
Address: http://192.168.1.1 and press Enter
Login .... admin
Pass.... admin
So lets try
Bookmarks